Posts

Showing posts from 2017

Hasbi Rabbi Jallalallah Lyrics 2018 || Ahmed Raza Qadri

Hasbi Rabbi Jallalallah  Mafi Qalbi Gairullah Noore Muhammad Salalallah La'ilaha Illalallah Wahido Yakta Zaat hai Jo , Jo hai Khalike Rango Boo Parbat Sehra ya Gulshan , Jalwe Jiske hein Har soo Raat ko Din jo Karta hai Rang Kaliyon mein bharta hai Usne hi sab ko Paala  Allah Allah Karta Jaa Hasbi Rabbi Jallalallah  Mafi Qalbi Gairullah Noore Muhammad Salalallah La'ilaha Illalallah Phoolon ki Mehkar mein Wo Jangal mein Kohsar mein Wo Suraj Chand Sitaron mein Momin ke Kirdar mein Wo Hooro Malak ya Jinno Bashar Sab par hai Malik ki Nazar Har Dam Uska Zikr suna  Allah Allah Karta Jaa Hasbi Rabbi Jallalallah  Mafi Qalbi Gairullah Noore Muhammad Salalallah La'ilaha Illalallah You are the Source of All Power My Need in My Darkest Hour Your Light and Love all I seek Nothing More I'd Ever want or need Protect me from Dishonor Grant me faith to be stronger Help Us to Know You better Help Us Love One Another Hasbi Rabbi Jallalallah  Mafi Q...

Mera Akida hai Saccha Haziro Nazir hein Aaqa Lyrics || Furqan Qadri

Mera Akida hai Saccha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Ye Hadiso Quran mein Baat yahi hai Waliyon mein Kehti hai Sari Duniya Haziro Nazir hein Aaqa Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Khwab mein NoorudDin ke Wo Dushman aake dikhate hein Ab To mano hein Zinda Haziro Nazir hein Aaqa Yaume Mehshar aayenge Banke Shahid Banke Gawah Sari Kaumon par Aaqa Haziro Nazir hein Aaqa Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Ab Bhi Khwab mein aate hein Dil ki Baat Batate hein Ghaib ayan Un par sara Haziro Nazir hein Aaqa Bugze Nabi Jo rakhte hein Dushman Aaqa ki na suno Ye hai Sahaba ka Naara Haziro Nazir hein Aaqa Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Hazir hein Wo Roze mein Sari Duniya dekhte hein Jab chahein Jalwa-aara Haziro Nazir hein Aaqa Unki Hayate Akdas par Itna Ujagar...

Aaqa ka Yaume Wiladat hai Ye Jashn Hamara hai Lyrics || Haji Bilal Attari

Marhaba Marhaba Sarkar ki Aamad Marhaba Sardar ki Aamad Marhaba Salar ki Aamad Marhaba Mukhtar ki Aamad Marhaba Tajdar ki Aamad Marhaba Shandar ki Aamad Marhaba Ghamkhwar ki Aamad Marhaba Shaheryar ki Aamad Marhaba Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Aaqa ka Yaume Wiladat hai Ye Jashn Hamara hai Ye Din to Khuda ki Rehmat hai Ye Jashn Hamara hai Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Sarkar ki Aamad Marhaba Sardar ki Aamad Marhaba Salar ki Aamad Marhaba Mukhtar ki Aamad Marhaba Tajdar ki Aamad Marhaba Shandar ki Aamad Marhaba Ghamkhwar ki Aamad Marhaba Shaheryar ki Aamad Marhaba Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Har Samt barasti Rehmat hai Ye Jashn Hamara hai Is Din se Hamko Nisbat hai Ye Jashn Hamara hai Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Sarkar ki Aamad Marhaba S...

Maula Mera wi Ghar howe Lyrics || Usman Ubaid Qadri

Tu Sab da Malik Khalik Aye Do Jag da Tu Sultan aye Har be-Zar te Har be-Ghar te Maula Dil wich arman aye Maula Mera vi Ghar howe Utte Rehmat di chhan howe Mere Darwaze te likhiya Nabi Paak da Naa howe Maula Mera vi Ghar howe Utte Rehmat di chhan howe Milade Mustafa Maula Mein Apne Ghar karanayein Nabi Maula da Dastar-Khwan Apne win Sajanayein Khawan wa Mein Jitte Langar Koi Aesi bhi Than howe Maula Mera vi Ghar howe Utte Rehmat di chhan howe Zahure Mustafa Barah Rabiul Awwal Manawanga Mein Maahe Noor wich Apna Sara Ghar Sajawanga Aawe Oh Roz Khushiyan da Mere Ghar wich Sama howe Maula Mera vi Ghar howe Utte Rehmat di chhan howe Vazu Akhiyan da ho jawe Nabi di Deed Jad howe Kisi Sacche Momin di Dua Koi na radd howe Sukhan da Chan rawe chad'da Dukhan da Har Din Paran howe Maula Mera vi Ghar howe Utte Rehmat di chhan howe Dua Puri howe Jis wela O wella wakha Maula O Din Khurshid di Tu Zindagi de wich leya Maula Madine di Gali howe Te aayi Meri Kaza howe Ma...

Dhoom har Janib machi hai Aap ke Milad ki Lyrics || Milad Raza Qadri

Dhoom har Janib machi hai Aap ke Milad ki Har Musalman ko khushi hai Aapke Milad ki Jin ke Amalon mein hai Sab kuchh Par Nahin Chahere pe Noor Unke Daman mein kami hai  Aap ke Milad ki Beshumar Us par barasti hein Khuda ki Rehmatein Bazm Jis Ghar mein saji hai Aap ke Milad ki Na Koi Jannat ka lalach Na koi Dozakh ka Khauf Kyun ke Nisbat mil gayi hai Aapke Milad ki Jiske Sadke mein mila hai Sari Duniya ko wujud Kya Pur-Azmat gadi hai Aapke Milad ki Noor ko Aaqa mile Deedar ki khairat ab Chakari Jo Isne ki hai Aapke Milad ki

Aa gaye Sultane Payambar Lyrics || Farhan Qadri

Kis Waste Kaynat pe ye Noor hai chhaya Is ka Jawab Hazrate Jibreel hai laya Jiske liye Khuda ne ye Kaynat banayi Wo Khatme Rasul Duniya mein Tashrif hai laya Aaya hai Mera Nabi Nabi Nabi Nabi Sohna hai Mera Nabi Nabi Nabi Nabi Aaya hai Sohna hai Aaya hai Sohna hai Sab ko Mubarak Aamade Sarwar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Rabb ne Use bakhshi hai Tokir nirali Sara Zamana hai Uske Dar ka Sawali Rabb ne ata ki Jisko hai Kausar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah Karte hein Jibreel Aelan Yehi aksar Jo bhi hein Allah ke Mehbub ke Nokar Unko Mubarak Shafi-e-Mehshar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Wo Khilkate Awwal hein Wo Aakhari Nabi Mangaton ki Jholi bharta hai Wo Sakhiyon ka Sakhi Badshah Jiske hein Dar ke Gadagar Aa gaye Sultane Payambar ...

Aaye Aaqa Madani Aaqa Lyrics || Hafiz Ahmed Raza Qadri

Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Bara Rabiul-Awwal ko Wo  Aaya Durre Yateem Aaya Durre Yateem Bara Rabiul-Awwal ko Wo  Aaya Durre Yateem Maahe Nabuwwat Mahere Risalat Sahibe Khulke Azeem Nabiji Allah Allah Allah Allah(X3) Aaye Aaqa Madani Aaqa Mere Pyare Pyare Aaqa Allah Allah Allah Allah(X3) Jibreel Aaye Jhula Jhulaye Lori de Zishan Soja Soja Rehmate Aalam Mein Tere Qurban Nabiji Allah Allah Allah Allah(X3) Yaseeno Taha Kamli wala Quran ki Tafseer (Yaseen Wal Quranil Hakeem) (Innaka Laminal Mursaleen) (Ala Siratil Mustakeem) Yaseeno Taha Kamli wala Quran ki Tafseer Haziro Nazir Shahido Kasim aaya SirajumMunir Aaye Aaqa Madani Aaqa Mere Pyare Pyare Aaqa Pyari Pyari Surat Hasta Hasta Chehra Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Pyari Surat Hasta Chehra Munh se jhadte phool Noor Sarapa Chand sa chehra Haq ka Pyara Rasool Nabiji Allah Allah Allah Allah(X3) Aamina Bibi ke Gulshan mein Aayi hai Taaja Bahar Padhte hein Sa...

Zindagi Fir Muskurayi Lyrics || Owais Raza Qadri

Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba (X2) Sarkar ki Aamad Marhaba Dildar ki Aamad Marhaba Manthar ki Aamad Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Aamade Sarkar hai sare Jhoom ke bolo Jhoom ke bolo Aamade Mustafa Marhaba Marhaba (X2) Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Zindagi Fir Muskurayi (X2) Noor wala aa gaya Noor wala Noor wala aa gaya Noor wala aa gaya Zulmaton ne maat khayi (X2) Noor wala aa gaya Noor wala Noor wala aa gaya Noor wala aa gaya Aamade Sarkar hai sare Jhoom ke bolo Jhoom ke bolo (X2) Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Zindagi Fir Muskurayi (X2) Aamina Bibi ke Ghar mein Noor ki Barsat hai (X2) Sa'ate Milad aayi Sa'ate Milad aayi (X2) Noor wala aa gaya Noor wala Noor wala aa gaya Noor wala aa gaya Aamade Sarkar hai sare Jhoom ke bolo Marhaba (X2) Sarkar ki Aamad Marhaba Dildar ki Aamad Marhaba Manthar ki Aamad Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Zindagi Fir Muskurayi (X2) Sidra wale ki Kayadat mein Salami ke liye (X2) Qudsiyon ki...

Muje Mustafa ke Dar se bhala Kya Mila nahin hai Lyrics

Muje Mustafa ke Dar se bhala Kya Mila nahin hai Mein Gulame Mustafa hun Mere Paas Kya nahin hai Yun hi Naat padte padte Kisi Din nikal padunga Mere Waste Madina Koi Fasla nahin hai Aaya Jab bhi Koi Mangta Use Pet bhar Khilaya Kai Din se Ghar mein chula Ali ka jala nahin hai

Tajdare Khatme Nabuwwat Zindabad Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Tajdare Khatme Nabuwwat Zindabad Tajdare Khatme Nabuwwat Zindabad Khatme Nabuwwat Jaane Imaan Deen Dharam Ye Apna hai Jis Jis ka Ye hoga akeeda Us se Rishta rakhna hai Jo agent Batil Kuwwat ke Sare aam Unhe latkana hai Kanune Nabuwwat ki khatir Sar ko de Apna Dharna hai Tajdare Khatme Nabuwwat Zindabad Tajdare Khatme Nabuwwat Zindabad Hazir hein Hazir hein Aaqa Hazir hein Hazir hein Aaqa Hazir hein Hazir hein Aaqa Hazir hein Hazir hein Aaqa Ham Khatme Nabuwwat par yun pahera lagayenge Kanune Nabuwwat par Gharbar lutayeinge Tajdare Khatme Nabuwwat Zindabad Tajdare Khatme Nabuwwat Zindabad Namuse Risalat hi Pahechan hai Muslim ki Jo Samne aaye Wo Deewar girayeinge Ham Khatme Nabuwwat par yun pahera lagayenge Tajdare Khatme Nabuwwat Zindabad Tajdare Khatme Nabuwwat Zindabad Ye Mehre Ali Shah ho Ya Shah Noorani ho Faizan se Inke Ham Ab Karke dikhayenge Tajdare Khatme Nabuwwat Zindabad Tajdare Khatme Nabuwwat Zindabad Mirzai Munafik ka Islam se Kya ...

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Wo Noor Jalwaghar hua Jab Aamina ke Ghar Zulmat Jahan se ho gayi Kafoor Sarbasar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Be-Mislo Be-Misal hai Beshak Tumhari Zaat Khatmul Rusool Habibe Khuda Sayyidul Bashar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Duniya taras rahi thi Tumhe Rehmate Khuda Aane ko warna aaye Hazaro Payambar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Unka Jamal dekhne ko Haq ata kare Salman ka Zok Hazrate Siddik ki Nazar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Juz Unke Kis Nabi ne dikhaye hein Mo'jaze Utla fira hai Shams to Shak ho gaya Kamar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Har Ek ka Tumne Damane Ummid bhar diya Aye Rehmate Khuda Meri Janib bhi Ek...

Raza Zindabad Lyrics || Rizwan Khan Qadri

Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Wo Kal bhi Zindabad tha Wo Ab bhi Zindabad hai Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Nabi Ki Pyari Sunnaton ko Jisne Jinda kar diya Durood ko Salam ko Hamesha aam kar diya Isi liye to Sunni Unpe Jaan se nisar hein Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Raza ke Naame Paak par Hamari Jaan hai Fida Usi ne Ishke Mustafa Hamare Dil mein bhar diya Ke Jis se Duniya Aakhirat mein Apna beda paar hai Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Wo Kal bhi Zindabad tha Wo Ab bhi Zindabad hai Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad

Aaye Aaqa Madani Aaqa Lyrics

Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Aaye Aaqa Madani Aaqa Pyare Pyare Pyare Aaqa Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Aamina Bibi ke Gulshan mein Aayi hai Taaza Bahar Padhte hein Sallalallahu Wa Sallam Aaj Daro Diwar Madani Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah BAra Rabiul Awwal ko Wo Aaya Durre Yateem Maahe Nabuwat Mehre Risalat Sahibe Khulke Azeem Madani Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Pyari Surat Hasta Chehra Munh se Jhadte Phool Noor Sarapa Chand sa Chehra Haq ka Pyara Rasool Madani Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Jibreel aaye Jhula Jhulane Lori de Zi Shaan Soja Soja Rehmate Aalam Do Jagh ke Sultan Madani Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Awwalo Aakhir Sab kuchh jane Dekhe Baeedo Kareeb Ghaib ki Khabrein dene wala Allah ka Wo Habeeb Madani Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Hamido Mehmoodo Muhammad Do Jhag ka Sardar Jhan se Pyara Raaz Dula...

Khwab mein Dar Khula Huzuri ka Lyrics

Khwab mein Dar Khula Huzuri ka Kya Wasila bana Huzuri ka Jaise Jaise huyi Pazirayi Shokh badta gaya Huzuri ka Aansuon ke Charag jhal utthe Chashm barpa hua Huzuri ka Unke Dar pe Nasib hota hai Hazri mein maza Huzuri ka Kaif mein dubte gaye Shabo Roz Daur Aesa chala Huzuri ka Hasile Zindagi Samaj Taeeb Lamha-e-Dil kusha Huzuri ka Kya Wasila bana Huzuri ka Khwab mein Dar Khula Huzuri ka

Zikre Nabi jab ghar ghar hoga Lyrics

Zikre Nabi jab ghar ghar hoga Rehmat ka har soo Sagar hoga Dil mein Mere arman hai Madine ko Ham jayeinge Apne Sare Khwabon ko Ham Aankhon mein Sajayeinge Samne Roza-e-Anwar hoga Rehmat ka har soo Sagar hoga Har Ambiya ko Unki Ummat pukaregi Sunke bhi Wo bolenge Izhabu Ala Gayri Ana Laha Labe Sarwar hoga Rehmat ka har soo Sagar hoga Aa gaya Rabiul-Awwal Arz Shadmani hai Mustafa ke aane ki bhi kya gadi Suhani hai Ab Qalbe Insan Munawwar hoga Rehmat ka har soo Sagar hoga Noori Kamli wale Aaqa se jise Mahobbat hai  Jannat milegi Usko Jo bhi ahle Sunnat hai Hathon mein Unke hi Kausar hoga Rehmat ka har soo Sagar hoga Aamade Rasool pe kyun na khushi manayein Ham Kyun na Deen ka Parcham Galiyon mein Laherayein Ham Charcha Unka hi Ghar Ghar hoga Rehmat ka har soo Sagar hoga Mangta bhi Unka Shakir kitna Zee-waqar hai Kehti hai Duniya Sari Ye to Taajdar hai Nalayn Unka jo Sar par hoga Rehmat ka har soo Sagar hoga

Aaj tak hai Labe Shabbir ka Pyasa Pani Lyrics

Sekdon Saal huye Jab na Mila tha Pani Aaj tak hai Labe Shabbir ka Pyasa Pani Karbala Samne Aati Jo lashein lekar Aankh to Aankh hai par tan se bhi rista Pani Kesi basti mein Muhammad ka Musafir thehra Dhup Khaima thin Daree ret Nazara Pani Tishnagi Us ki Samandar ko bula sakti thi Kat sakta tha Wo talwar se chalta Pani Kiske Sar Fat'ha ka Tarikh ne Sahera bandha Surkhroo Kaun hai Donon mein Lahu ya Pani Jab bhi Zikre Shohda Dil mein Musafar chheda Aankhein Ek Zakhm bani Aankh se tapka Pani

Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale Lyrics || Aqsa Abdul Haq

Ho karam Ho karam Ho karam Ya Nabi Ya Nabi Sallu Alay Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale Ham bhi hein Tere Talabghar Madine wale Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale Khalie Kashkol Mera Apne Karam se bhar de Teri Imdad hai Darkar Madine wale Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale Wajhe Takhlike Jahan Tumko Khuda kehta hai Yani Sab hai Tera Sarkar Madine wale Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale Ab to bas Ye hi Tamanna hai Dile Muztar mein Dekhlun Mein Tera Darbar Madine wale Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale Ba-Khuda Uski Nigahon ko mila auj Sharaf Jisne Dekha Tera Darbar Madine wale Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale Ab to Khwahish hai ke Mudfan hon Bakiya mein Ham Muntazir sab hein Gunahghar Madine wale Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale

Mera Umar Pyara Umar Lyrics || Ahmad Raza Qadri

Umar Ya Umar Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Jo Mustafa ki Dua hai Jo Murad Salle Ala hai Mazhar Shahe Khuda ka Mera Umar Pyara Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Hai Jis pe naaz Is Dil ko Jo Khalifa-e-Mustafa hai Hai Adal ka Jo Sarapa Mera Umar Pyara Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Farman hai Mustafa ka Mera baad ghar koi hota Ban kar Nabi jagmagata Mera Umar Pyara Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Pahelu-nashin hai jo dekho ab bhi Dare Mustafa ka Pyara hai Jo Mustafa ka Mera Umar Pyara Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Sarkar ki jo raza ko Rabb ki raza mante hein Paikar hai aesa wafa ka Mera Umar Pyara Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar Farooke Aazam ne paya Faize Nabi ka Sar Chashma Hai Ilmo Himat ka Da...

Dua-e-Mustafa hai Hazrate Umar Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Dua-e-Mustafa hai Hazrate Umar Khalifa Dusra hai Hazrate Umar Gurure Kaisaro Kisra ko mitti mein mila dala Bahadur ho to aesa ho Shuja'at ho to aesi ho Dua-e-Mustafa hai Hazrate Umar Khalifa Dusra hai Hazrate Umar Hazrate Umar Umar Hazrate Umar Umar Hazrate Umar Umar Hazrate Umar Umar Haq ki hai Talwar Umar Umar Umar Batil pe hai yalgar Umar Umar Umar Adal ka paheredar Umar Umar Umar Wafa ka alamdar Umar Umar Umar Momin ki hai lalkar Umar Umar Umar Haidar ko jis se pyar Umar Umar Umar Nabi ka saccha yaar Umar Umar Umar Saiyyidina Umar Ibnil Khattab Radiallahu Ta'ala Anhu Umar Wo hukmara'n hai ke Zamana ab bhi kehta hai Jo Hakim ho to aesa ho Hukumat ho to aesi ho Dua-e-Mustafa hai Hazrate Umar Khalifa Dusra hai Hazrate Umar Firishte keh rahe hein dekh kar Farook ki Turbat Mukaddar ho to aesa ho Jo kismat ho to aesi ho Dua-e-Mustafa hai Hazrate Umar Khalifa Dusra hai Hazrate Umar Hazrate Umar Hazrate Umar Hazrate Umar Hazrate Umar Haz...

Mein to Ummati hun Aye Shahe Umam

Mein to Ummati hun Aye Shahe Umam Karde Mere Aaqa ab Nazre Karam Mein to be sahara hun Daman bhi hai Kali Nabiyon ke Nabi Teri Shan hai Nirali Mein to Ummati hun Aye Shahe Umam Karde Mere Aaqa ab Nazre Karam Gham ke Andhere ne yun gaira hua hai Aaqa Dushwar ab jeena Mera hua hai Bigdi bana do Meri Tayba ke wali Nabiyon ke Nabi Teri Shan hai Nirali Mein to Ummati hun Aye Shahe Umam Karde Mere Aaqa ab Nazre Karam Jisko bulaya gaya Wahi Arshe Bari hai Aap ke Siwa Aesa koi nahin hai Jiski na Baat koi Rabb ne bhi tali Nabiyon ke Nabi Teri Shan hai Nirali Mein to Ummati hun Aye Shahe Umam Karde Mere Aaqa ab Nazre Karam

Bawafa Bahaya Usmane Gani Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Gani Gani Gani Gani Tarif Teri Aaqa se suni Gani Gani Usmane Gani Tum Shane Sahaba Jaane Nabi Gani Gani Usmane Gani Duniya ke sabhi sakhiyon se sakhi Gani Gani Usmane Gani Jab Tujko pukara baat bani Gani Gani Usmane Gani Bawafa Bahaya Usmane Gani Tisra Khalifa hua Usmane Gani Khuda-e-Paak ki hai Ek ata Usmane Zunnurain Usmane Zunnurain Muhammad Mustafa ke bawafa Usmane Zunnurain Usmane Zunnurain Mukaddar mein Tere aaye Nabi ke Do jigarpare Bahot uncha hai Tera Martaba  Usmane Zunnurain Usmane Zunnurain Bawafa Bahaya Usmane Gani Tisra Khalifa hua Usmane Gani Tuje Do Hijraton se Haq ta'ala ne nawaza hai Ke Maula ki hai Tujpe ye ata Usmane Zunnurain Usmane Zunnurain Bawafa Bahaya Usmane Gani Tisra Khalifa hua Usmane Gani Pehla Khalifa Siddik Aur Dusra hai Umar Tisra Usman hai Aur Chotha Maula-e-Ali Rasulallah ko Tere Amal pe ya bharosa hai Bana hai Tu Safire Mustafa  Usmane Zunnurain Usmane Zunnurain Bawafa Bahaya Usma...

Ghame Hijre Musftafa mein Meri Jaan sulag rahi hai Lyrics

Ghame Hijre Musftafa mein Meri Jaan sulag rahi hai Kabhi Unki ho ziyarat Yahi Loh lagi hui hai Teri Yaad Mera Imaan Tera Zikr Zindagi hai Muje Dard se nawaza Teri Banda Parwari hai Mein chala hun Apne Ghar se Yahi soch kar Madine Mera Kam Justaju hai Tera Kam rahbari hai Na hua hai koi Tujsa Na jahan mein koi hoga Tu Habibe Kibriya hai Tuje Zaib Sarwari hai Muje Aye Fida yakin hai Kabhi deed Unki hogi Mera Dil tadap raha hai Meri Aankh mein nami hai Ghame Hijre Musftafa mein Meri Jaan sulag rahi hai Kabhi Unki ho ziyarat Yahi Loh lagi hui hai

Ho gaya buland itna aadami Madine mein Lyrics || Asad Iqbal

Ho gaya buland itna aadami Madine mein Ho gayi Farishton se Dosti Madine mein Dekh kar Farishte bhi rashk karte rehte hein Log kaise bante hein Jannati Madine mein Maut ke tasawwur se kampati hui Duniya Dekh le zara chal kar Zindagi Madine mein

Apne Damane Shafa'at mein chhupaye rakhna Lyrics

Apne Damane Shafa'at mein chhupaye rakhna Mere Sarkar Meri baat banaye rakhna Kisi Mansab ka talabgar hun na Duniya ka Khak hun Mein Muje Qadmon se lagaye rakhna Isi Mansab ka talabghar hun Mein bhi Aaqa Khak hun Mein Muje Qadmon se lagaye rakhna Aap yaad aaye to fir yaad na aaye koi Gair ki yaad Mere Dil se bhulaye rakhna Unke ho jaao Har ek chiz Unhi se mango Apne Daman mein ahesan paraye rakhna Jab sawa neze pe Khurshide Qayamat hoga Apni Zulfon ke Gunahgar pe saye rakhna Meine mana ke nikamma hun magar Aapka hun Is nikamme ko bhi Sarkar nibhaye rakhna Shayad Is rah se Khalid Mere Aaqa guzre Apni palkon ko sare rah bichhaye rakhna

Nabi ke Sahaba ke raste pe chal ke Lyrics

Nabi ke Sahaba ke raste pe chal ke Dilon ka sukun Hamne hasil kiya hai Laga hai nasha Jabse Jannat ka Hamko Uchat Apna Dil Is jahan se hua hai Wo Taeef ki wasi mein kha kha ke patthar Tumhare liye jo tadapta raha tha Usi ke tarike ko pairon se rondha Zara ye batao ke kaisi wafa hai Nabi ke Sahaba ke raste pe chal ke Dilon ka sukun Hamne hasil kiya hai Laga hai nasha Jabse Jannat ka Hamko Uchat Apna Dil Is jahan se hua hai Ye Wo Maut hai Doston Jiski khatir Nabi ne bhi mangi thi Rabb se Duaein Kataya hai Islam ne Jiske Sar ko Khuda ki kasam Wo Amar ho gaya hai Nabi ke Sahaba ke raste pe chal ke Dilon ka sukun Hamne hasil kiya hai Laga hai nasha Jabse Jannat ka Hamko Uchat Apna Dil Is jahan se hua hai Suno Ahod ke paar se ye sada hai Anas bin Nazar ki Tumhe keh rahi hai Jo Allah ki rah mein gardan kata de Wohi asal mein Aashike Mustafa hai Nabi ke Sahaba ke raste pe chal ke Dilon ka sukun Hamne hasil kiya hai Laga hai nasha Jabse Jannat ka Hamko Uch...

Meine Jab Aapki Dehliz ko Aaqa chuma Lyrics

Meine Jab Aapki Dehliz ko Aaqa chuma Yun laga Aapne jaise Mera Matha chuma Aapko Khwab mein dekha to Mukaddar jage Jhum utha Naat padhi ro diya lipta chuma Shaed sa dod gaya hai Meri Shiriyanon mein Jab kabhi padh ke Durood Apna Angutha chuma Yun laga Aapne jaise Mera Matha chuma Safare Arsh mein le jane ko Jibreel Jab aaye Apne Kafuri Labon se Tera Talwa chuma Manzilein rehti hein seene mein Muzaffar Mere Wo jidhar se bhi gaye Meine Wo rasta chuma Meine Jab Aapki Dehliz ko Aaqa chuma

Madina yaad aata hai Lyrics by Imtiyaz Sidat

Madina yaad aata hai Wo Gumbad yaad aata hai Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Hazaron Dil Tadapte hein Madine ke liye hardam Bulalo na Hamein Tayba Tadapna bhul jaeinge Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Na Itrao ziyada Chand Taaron Apni rangat pe Jab Roze ko dekhoge Chamkna bhul jaoge Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Hadeese Mustafa par Jo Tum ho jao amal-paira Kasam Allah ki Maa ko satana bhul jaoge Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Agar Tum gaur se Quran ke Alfaz sun loge Agar Tum gaur se Mere Nabi ki Naat sun loge Mera Dawa hai Tum gana bajana bhul jaoge Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge Madina yaad aata hai Wo Gumbad yaad aata hai Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge

Mein Aaqa ki Mehfil sajata rahunga Lyrics || Rahat Fateh Ali Khan

Aankhon mein Ashkon ke nazrane le kar Mein Aaqa ki Mehfil sajata rahunga Shamso-Dduha Nabi Badrud-Duja Nabi Khairul-Wara Nabi Noorul-Huda Nabi Aankhon mein Ashkon ke nazrane le kar Mein Aaqa ki Mehfil sajata rahunga Khuda Mujko dega Deta rahega Mein Sadqa Muhammad ka khata rahunga Aankhon mein Ashkon ke nazrane le kar Mein Aaqa ki Mehfil sajata rahunga Salle-Ala Nabiyena Salle-Ala Muhammadin Salle-Ala Nabiyena Salle-Ala Muhammadin Bulaunga Sare Diwane Nabi ke Sajaunga Mein Apne chhote se Ghar ko Jab tak hai Meri ye Sanson ka bandhan Milade Nabi mein manata rahunga Aankhon mein Ashkon ke nazrane le kar Mein Aaqa ki Mehfil sajata rahunga Shamso-Dduha Nabi Badrud-Duja Nabi Khairul-Wara Nabi Noorul-Huda Nabi Mein Mustafa ke hun Mukhde ka Aashik Zamane ki Nazrein Muje kya lagegi Mujpe Karam hai ye Mere Nabi ka Mein Izzat Zamane mein pata rahunga Aankhon mein Ashkon ke nazrane le kar Mein Aaqa ki Mehfil sajata rahunga Salle-Ala Nabiyena Salle-Ala...

Peer Mera Peer Mera Peer Mera Lyrics

Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Kali Zulfein Sabz Imama Kurta Sufed hai kitna Pyara Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Kitne banaye Aalimo Hafiz Kitno ko hai Tumne sawara Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Mujko sambhalo Murshid bachalo Marze Gunah ne Mujko mara Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera Peer Mera

Tur jawan ek waar te Maawan lab diyan naee Lyrics || Qari Shahid

Aediya Goodiyan jag te chhawan labdiya naee Tur jawan ek waar te Maawan lab diyan naee Puttar pawe lakkha jahan to ban de ne Maawa aakhan sare jag tu chande ne Hor kise to aenj wafawa labdiya naee Tur jawan ek waar te Maawan lab diyan naee Manda rucho bol je nikle tok diyan Changi Madi tha to mawa rok diya Muft ch aediya nek salawa lab diya naee Tur jawan ek waar te Maawan lab diyan naee Kam ek dostan aakha teynu kar jawin Maa de maran to pehle pehle mar jawin Jag utte fir maran nu thawa lab diya naee Tur jawan ek waar te Maawan lab diyan naee Maa da Shakir ant wachhoda sehra aye Aap hi bigda aap hi uthna paina aye Bismillah diya fer sadawa lab diya naee Tur jawan ek waar te Maawan lab diyan naee

Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Milad Raza Qadri

Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Tumho Khuda se kab juda Noore Khuda ho ba-Khuda Aayina-e-Khuda numa  Salle Ala Muhammadin Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Roo-e-Nabi hai Wadduha Zulfe Nabi hai Jaanfiza Surmagi Aankhein Ma-taga Salle Ala Muhammadin Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Naame Muhammad aa gaya  Khub Muje Maza mila Mil gaya lab se lab Mera Salle Ala Muhammadin Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Payi Hayate Jawida Gham se mili Use aman Padta hua jo mar gaya Salle Ala Muhammadin Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin Mus'hafe Roohe Mustafa Samne ho dame naz'a Har sans se uthe sada Salle Ala Muhammadin Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin

Jo Madine ke Tasawwur mein jiya karte hein Lyrics

Jo Madine ke Tasawwur mein jiya karte hein Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein Ishke Sarwar mein jo Hasti ko fana karte hein Bhed Ulfat ke fakat Unpe khula karte hein Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein Maalo Daulat ki Dua Ham na Khuda karte hein Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein Justaju mein kyu firein maal ki mare mare Ham to Sarkar ke tukdon pe pala karte hein Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein Rashke Attar ko Un zarron pe aata hai jo Unke Nalayn ke talwon se laga karte hein Har Jagah Lutf Madine ka liya karte hein Ham to Marne ki Madine mein Dua karte hein

Bahare Jaan Fiza Tumho Naseeme Gulsitan Tumho Lyrics

Bahare Jaan Fiza Tumho Naseeme Gulsitan Tumho Bahare Baage Rizwan Tumse hai Zaibe Jina Tumho Khuda ki Saltanat ka Do Jahan mein Kaun Dulha hai Tumhi Tum ho Tumhi Tum ho Yahan Tumho Wahan Tum ho Hakikat se Tumhari Juz Khuda aur Kaun wakif hai Kahe to Kya kahe koi Chuni Tum ho Chuna Tum ho Kuja Ham khak uftada Kuja Tum Aye Shahe bala Agar Misle Zameen Ham hein to Misle Aasman Tum ho Ye Kya Meine kaha Misle Sama Tumho Ma'zAllah Munazza'a misl se bar tarze Har Wehmo Guman Tum ho Mein bhula Aapki Rif'at se nisbat hi Hamein kya hai Wo kehne bhar ki nisbat thi kahan Ham hein kahan Tum ho Hamein ummid hai Roze Qiyamat Unki Rehmat se Ke Farmayein idhar aao na mayus az-Jina Tumho Sitamkaron Siyakaron Khatakaron Jafakaron Hamare Damane Rehmat mein aa jao kahan Tum ho Tumhare hote sate Dardo Dukh kis se kahun Pyare Shafi-e-Aasiyan Tum ho Wakile Mujrima Tum ho Riyazat ke yahi Din hein budhape mein kahan himmat Jo kuchh karna hai abhi karlo Abhi Noori Ja...

Dil haye gunahon se bezar nahin hota Lyrics

Dil haye gunahon se bezar nahin hota Maglub Shaha Nafse Badkar nahin hota Go Lakh karun koshish par Islah nahin hoti Pakiza Gunahon se Kirdar nahin hota Ye Sans ki mala ab bas Tutne wali hai Gaflat se magar firbhi Bedar nahin hota Aye Rabb ke Habib aao Aye Mere Tabib aao Acchha ye Gunahon ka Bimar nahin hota Aqa ka Gada ho kar Attar Tu gabraye Gabraye Wahi Jiska Ghamkhwar nahin hota

Reejane Bariyan Dil nu Jawan Madine Walle Lyrics

Reejane Bariyan Dil nu Jawan Madine Walle Ungli ch Pake Chumna Aaqa de na te chhalle Karan maan kedi gal da Mein gunah wan gal pareya Nisbat Muhammadi aye Aur Kuchh nai Mere Palle Dozakh di ag da Mennu Ratti bhi Khauf koi naee Aaqa de Ummati haan Sade bakht balle balle Aye Ishk di aye Nagri Wakhre Asud Isde Jind deke Yaar Milda Aye Sode nai Sawalle Ayene Nasib kitthu Aeho Soch Soch Rowan Howan Mein dafan Sadik Aaqa de kadma thalle

Kaabe pe padhi Jab Paheli Nazar Lyrics

Kaabe pe padhi Jab Paheli Nazar Kya cheez hai Duniya bhul gaya Yun Hosho Khirad Mafluj hue Dil Zoke Tamasha bhul gaya Ahesas ke parde lehraye Imaan ki hararat tez hui Sajdon ki Tadap Allah Allah Sar Apna Soda bhul gaya Pahuncha Jo Haram ki Chokhat par Ek Abre Karam ne gayr liya Baki na raha fir hosh Muje Kya manga aur Kya bhul gaya Jis Waqt Dua ko hath utthe Yaad aa na saka jo Socha tha Izhare Akidat ki dhun mein Izhare Tamanna bhul gaya Kaabe pe padhi Jab Paheli Nazar Kya cheez hai Duniya bhul gaya Yun Hosho Khirad Mafluj hue Dil Zoke Tamasha bhul gaya

Bakhshish ka Meri Doston Saman ho gaya Lyrics

Bakhshish ka Meri Doston Saman ho gaya Jabse Dare Nabi ka Mein Mehman ho gaya Padne laga Durood Mein Jab se Huzur par Har Kam Mere Waste aasan ho gaya Jisko bhi ho gayi hai Ulfat Huzur se Koi bana Bilal Koi Salman ho gaya Duniya mein Bemisal hai Wo Aashike Nabi Jo Hurmate Rasool pe Qurban ho gaya

Rang jaye Meri Hasti Mere Aaqa Tere Rang mein Lyrics || Nisar Ahmed Marfani

Image
Rang Jaye Rang Jaye Rang Jaye Rang Jaye Rang Jaye Rang Jaye Rang jaye Meri Hasti Mere Aaqa Tere Rang mein Jab Tasawwur ho Na ho duja koi Sang mein Tera Ishq sama jaye Meri Rooh Mere Ang mein Rang jaye Meri Hasti Mere Aaqa Tere Rang mein Har Ashke Nadamat se Daman Mera dhul jaye Wo Jaan ata karde Nas-Nas mein jo ghul jaye Deedar ki hasrat bhi yun had se guzar jaye Jab band karun Aankhein Aankhon mein utar jaye Rang jaye Meri Hasti Mere Aaqa Tere Rang mein Aye Kash Mere Dil ka Arman nikal jaye Teri Naat labon par ho Aur Jaan nikal jaye Hakim bhi rahe Nadim Sultan Salami de Khadim Tera Kehlaun kuchh Aesi Gulami de Rang jaye Meri Hasti Mere Aaqa Tere Rang mein Akhlak Munawwar hon Aamal bhi Roshan hon Islam ki Khidmat mein Kurban Mera tan ho Jab Deen ki Azmat ka Koi Kaam liya jaye Tere Naam ki nisbat se Mera Naam liya jaye Rang jaye Meri Hasti Mere Aaqa Tere Rang mein Diwarein Mu'attar hon Ghar-bar Mera Mehke Imaan ki Khushbu se Kirdar Mera Mehke J...

Akse Roo-e-Mustafa se Aesi Zaibaee mili Lyrics || Milad Raza Qadri

Image
Akse Roo-e-Mustafa se Aesi Zaibaee mili Khil utha Range Chaman Phoolon ko Ranaee mili Behre Ishke Mustafa ka Majra ho kya bayan Lutf aaya dubne ka jitni gehraee mili Jis taraf utthi Nigahein Mehfile Kaunain mein Rehmatallil-Aalamin ki Jalwa Farmaee mili Allah Allah ye Nigahein Mustafa ka Mo'jaza Sang-Reze bol utthe Unko goyaee mili Chadare Zohra ka saya hai Mere Sar par naseeb Faize Nisbat dekhiye Nisbat bhi Zohraee mili

Mere Sohneya Madine Wich Rehn waleya Lyrics

Roman(ENG): mere sohneya madine wich rehn waaleya kadi menuwi bulaawi us dar pe kadi meriwi tamanna puri kar de madine wich rehn waaleya mere sohneya madine wich rehn waaleya dam-dam yaad teri dil wich rehndiye rondiyaane akhiyaa te nind wich pehniye saanu sabz gumbad dikhlaade kadi meriwi tamanna puri kar de madine wich rehn waaleya mere sohneya madine wich rehn waaleya kali kali zulf te akh mastaani aye sohnya hai sab teri duniya diwaani aye ek noori jalak dikhlaade kadi meriwi tamanna puri kar de madine wich rehn waaleya mere sohneya madine wich rehn waaleya hijr di raat lambi kede paas jaawaa.n mai.n dil diya galla kenu adib sunaawa mai.n tu di sun le kaul bulale kadi meriwi tamanna puri kar de madine wich rehn waaleya mere sohneya madine wich rehn waaleya

Hai Tu hi Rabb Tu hi Khuda Aye Mehrban Aye Mehrban Lyrics

Image
Hai Tu hi Rabb Tu hi Khuda Aye Mehrban Aye Mehrban Bande hein Ham Tu hai Khuda Aye Mehrban Aye Mehrban Sab pe Karam Sab pe ata Aye Mehrban Aye Mehrban Tu hi jalata hai Jise Tu hi bujata hai Jise Us Naar se Hamko bacha Aye Mehrban Aye Mehrban Izzat bhi Tere Hath mein Zillat bhi Tere Hath mein Zillat se Hamko Tu bacha Aye Mehrban Aye Mehrban Mahe Rajab hai Mah Tera Shaban hai Sarkar ka Ummat ki khatir Ramzan diya Aye Mehrban Aye Mehrban Zere Zabin Arshe Bari Sab hai Tere Zere nagin Kabza hai Tera Har Jagah Aye Mehrban Aye Mehrban Teri Ata-e-beshumar Ham hein Tere Aajiz-guzar Shukr karein kese ada Aye Mehrban Aye Mehrban Hampe ye ahesan-e-azeem Aye Mere Rabb Mere Kareem Hamko Nabi kesa diya Aye Mehrban Aye Mehrban Kese likhe Teri Sana Salman-e-Ajiz ka qalam Aye Layike Hamdo Sana Aye Mehrban Aye Mehrban

Dekho aaye hue Mere Sarkar hein Lyrics || Owais Raza Qadri

Dekho aaye hue Mere Sarkar hein Khalike Do Jahan ke Jo Shakar hein Dekho aaye hue Mere Sarkar hein Sham Rangin hai Sub'ha kitni haseen Aaj Parde se bahir hein Parda-Nashin Chand Taaron se badh kar hai roshan Zabee'n Kya chamakte hue Unke Ruksar hein Sham-e-Ulfat ko bujne na denge kabhi Bazme Mid'hat ko rukne na denge kabhi Sabz Parcham ko jhukne na denge kabhi Unpe Jaanein lutane ko tayyar hein Apni Galiyan Mohalle sajao sabhi Unki Aamad ke Nagme sunao sabhi Unki Raahon mein pakein bichhao sabhi Marhaba Marhaba aaye Sarkar hein Aaj Daman ko failao Aye Sahilon Rehmatein lutlo Barkatein lutlo Unse jo mangna hai Tumhe manglo Fazle Maula se Sarkar Mukhtar hein Jinke Hothon se jhadte hein Rehmat ke Phool Bandagi ke sikhaye hein Jisne Usool Aa gaye hein Ubede Raza Wo Rasool Do Jahan mein Mere Jo Madad-ghar hein

Hasbi Rabbi Jallalallah Lyrics || Aqsa Abdul Haq

Hasbi Rabbi Jallalallah Ma'Fi Qalbi Gairullah Noore Muhammad Sallalallah Lailaha Illalallah Awwalo Akhir hai Allah Zahiro Batin hai Allah Hafizo Nasir hai Allah Lailaha Illalallah Kauno Makan mein hai Allah Donon Jahan mein hai Allah Jism mein Jaan mein hai Allah Lailaha Illalallah Khul jayein Dar Jannat ke Dozakh ki sab Aag buje Dil se koi Ek baar kahe Lailaha Illalallah

Aalam ne rang badla Mausam hue suhane Lyrics

Aalam ne rang badla Mausam hue suhane Sarkar ke Diwane Lage Mehfilein sajane Khushiyan bikhar rahi hein Bajte hein Shadiyane Sarkar ke Diwane Lage Mehfilein sajane Allah ki hai Rehmat Milad ki Mahobbat Karo khub is ka charcha Jo mili hai Tumko ne'mat Quran ne ye sikhaya Mere Rabb ka fazl paya Isi waste jahan mein galiyon ko hai sajaya Naye ho gaye hein dekho raste jo the purane Sarkar ke Diwane Lage Mehfilein sajane Ya Rasulallah Ya Habiballa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Ya Rasulallah Ya Habiballa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Aalam ne rang badla Mausam hue suhane Sarkar ke Diwane Lage Mehfilein sajane Aadam ne payi Barkat Tere Naam ke badolat Tu Dua Khalil ki hai Isa ki Tu bisharat Jitne Nabi bhi aaye Teri Mad'ha ko Sunaya As'hab Auliya ne Milad ko manaya Palte rahenge Tere Tukdon pe har zamane Sarkar ke Diwane Lage Mehfilein sajane Ya Rasulallah Ya Habiballa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Ya Rasulallah Ya Habiballa Ahlanwwa Sahlan Marhaba Aalam ne ran...

Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan Lyrics

Ya Mueen Ya Mueen Ya Mueen Ya Mueen Suno na fariyad More Khwaja Suno na fariyad Suno na More Khwaja Suno na fariyad More Khwaja Maherbani karo Aye Shahe Maherban Maherbani karo Aye Shahe Maherban Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan Hai Mera Aasra Aapka Aastan Mere Khwaja ji Maheshar mein na bhul jana Hai Mera Aasra Aapka Aastan Hai Mera Aasra Aapka Aastan Mein hun bhatka hua rah dikha do Muje Meri adna Tamanna kahe ye Muje Rehbare Rehbaran Aarife Aarifan Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan Hai Mera Aasra Aapka Aastan Maherbani karo Aye Shahe Maherban Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan Hai Mera Aasra Aapka Aastan Tere Dar ke bhikari Sikander banein Auliya ban gaye kai kalandar bane Kar diya Tune mangton ko Qutbe Jahan Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan Hai Mera Aasra Aapka Aastan Maherbani karo Aye Shahe Maherban Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan Hai Mera Aasra Aapka Aastan Muje yakeen hai Mein Pul-Sirat se guzar jaunga

Mere Huzur ka hai Lyrics || Qaiser Raza Qadri

Houz pana Mere Huzur ka hai Arsh jana Mere Huzur ka hai Dene wali hai zaat Allah ki Par dilana Mere Huzur ka hai Arsh se bhi pare wo ho aaye Aana Jana Mere Huzur ka hai Bethe Bethe Madina ghum aaye Kya Bulana Mere Huzur ka hai Lalo Yaqooto Nilamo Marjan Har Khazana Mere Huzur ka hai Bhai Bhai Muhajiro Ansar Dil Milana Mere Huzur ka hai Shadiyane baje Shabe Me'araj Aaj jana Mere Huzur ka hai Houz pana Mere Huzur ka hai Arsh jana Mere Huzur ka hai

Thehri hui Aankhon mein Judai ki gadi hai Lyrics

Thehri hui Aankhon mein Judai ki gadi hai Shan Aakhri Tayba ki Mere sar pe khadi hai Rote hue Samane Safar bandh rahe hein Mehsus ye hota hai Qayamat ki gadi hai Ek Sa'ate Bedar hai maqsoom Nazar ka Doori mein tadap ne ke liye umar padi hai  Khinchte chale aate hein Qadam Soo-e-Haram fir Ye Shehre Madina se nikalne ki gadi hai Aate hue kya Sahel Madine ka Safar tha Jate hein to Ek Ek qadam Raah kadi hai Lauta hai Madine se Riyaz Apna badan hi Jo Rooh hai Wo Ab bhi Mawaja pe khadi hai

Nikhri Nikhri Pyari Pyari Mustafa ki Guftagu Lyrics

Nikhri Nikhri Pyari Pyari Mustafa ki Guftagu Aabe Kausar se bhi Meethi Mustafa ki Guftagu Jisko Sun kar Apna Har gham bhul jate hein sabhi Qalb ko tasqeen deti Mustafa ki Guftagu Noor ki kirnein nikalti Munh se jab bhi Bolte Noor se Bharpur hoti Mustafa ki Guftagu Keh uthe Besakhta sun ker Fasihane Arab Ho nahi sakti bashar ki Mustafa ki Guftagu Baat sunte the Tahammul se Har ek Insan ki Dil kisi ka na dukhati Mustafa ki Guftagu Mustafa ki Guftagu pe Guftagu Ham kya karein Ham hein Adna Aur hai Aali Mustafa ki Guftagu Hashr mein aayi nida Jaye Musafir Khuld mein Ke Jahan mein Isne ki thi Mustafa ki Guftagu

Marhaba sad Marhaba ki gunj hai Lyrics

Marhaba sad Marhaba ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Gunjta hai Aasmanon par Yahi Naara-e-Salle Ala ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Khushbu-e-Naate Nabi hai Char-Su Aur Sada-e-Mustafa ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Ghar mein kyun na Chandani utre Mere Ghar mein Zikre Mustafa ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Mid'hate Sarkar ke dhaf ke baj uthe Har Gulistane Sana ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Aaj hai Sab ki Sada Khush-Aamdid Marhaba Ya Mustafa ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Gunj Gunj utthe Tarane Naat ke Har Sadi mein is sada ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Har Sahife mein Hawala Aapka Aamade Khairul-Wara ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai

Har Khata pe Sharmsar hun Mein Lyrics

Har Khata pe Sharmsar hun Mein Aye Khudaya Gunahgar hun Mein Jaan kar Bhul kar jo kiya hai Hai pata Mujko uski saza hai Teri chokhat pe sar na jukaya Bas zamane ko Apna banaya Teri Rehmat hi to aasra hai Tujse kehne ko kuchh na bacha hai Mere Sajdon pe aesi nazar kar Mein andheron mein hun Tu Saher kar In Duaon mein aesa asar de Rabbe Kaaba Muje maaf kar de Nekiyon se Muje jod de Tu Fir Mera rukh udhar mod de Tu Aesa rasta Muje Tu dikha Har Khata pe Sharmsar hun Mein.......... Maaon se badh ke hai pyar Tera Aur Tere siwa Kaun Mera Gir na jaaun Muje Tu utha Har Khata pe Sharmsar hun Mein.......... Mere aansu sawali hein Tere Gir rahe hein ye daman pe Mere Ab to Sun le Meri Aye Khuda Har Khata pe Sharmsar hun Mein..........

Duroode Paak Lyrics By Hafiz Ahmed Raza Qadri

Allahumma Salle Ala Sayyidina Muhammadin Allahumma Salle Ala Sayyidina Muhammadin Tere sadqe se chalti hein sanse Meri Tere Nazre Karam se mili har khushi Izzaatein Rif'atein hein Tere zikr se Mein to kuchh bhi nahin Teri Rehmat ke bin Allahumma Salle Ala Sayyidina Muhammadin Allahumma Salle Ala Sayyidina Muhammadin Sabse Ola wa Aala Hamara Nabi Sabse bala wa Wala Hamara Nabi Apne Maula ka pyara Hamara Nabi Donon Aalam ka Dulha Hamara Nabi Allahumma Salle Ala Sayyidina Muhammadin Allahumma Salle Ala Sayyidina Muhammadin Bazme Aakhir ka Sham'a faroza hua Noore Awwal ka jalwa Hamara Nabi Buj gayi jiske aage sabhi Mash'alein Sham'a wo lekar aaya Hamara Nabi Allahumma Salle Ala Sayyidina Muhammadin Allahumma Salle Ala Sayyidina Muhammadin Khalq se Auliya Auliya se Rusool Aur Rasoolon se Aala Hamara Nabi Qarno badli Rasoolon ki hoti rahi Chand badli ka nikla Hamara Nabi Allahumma Salle Ala Sayyidina Muhammadin Allahumma Salle Ala Sayyidin...

Maa Teri yaad aati hai lyrics

Rehti hai Teri Khushbuein Ghar ke aangam mein Teri yaad aati hai Hamse door jake Ham sabko rulake Tujko kya mila hai Teri yaad aati hai Maa Tu kaha Meri Maa Tu kaha Meri Maa Meri Maa Kab dukha hai Tere dukh jaisa Is Duniya mein Teri yaad aati hai Tera muskurana Hathon se khilana Pyar se sulana Teri yaad aati hai Maa Tu kaha Meri Maa Tu kaha Meri Maa Meri Maa Rehti hai Teri Khushbuein Ghar ke aangam mein Teri yaad aati hai Kaise Mein bhulunga bachpan ki wo yaadein Teri mithi baatein Teri yaad aati hai Maa Tu kaha Meri Maa Tu kaha Meri Maa Meri Maa Jina hai Is duniya mein Tere bin haaye Teri yaad aati hai Kanon mein gunjti thi aankhon ko chumti thi Jab loriyan Tumhari tab nind aati thi Maa Tu kaha Meri Maa Tu kaha Meri Maa Meri Maa

Aaj tak koi Musafir nahin bhatka Tera Lyrics || Shahana Shaikh

Aaj tak koi Musafir nahin bhatka Tera Sidha Manzil ki taraf jata hai Rasta Tera Har Musibat Meri ek aan mein tal jati hai Raat Din padti hun jabse Mein wazifa Tera Noor se Tere Munawwar hai ye sara Aalam Har taraf Noor bikhere hai ujala Tera Mere hothon ka tarana hai fakat Salle-Ala Aur Aankhon mein bikhere hai ujala Tera Sadiya Qalbo Nazar ho gaye Mere Roshan Naam Jis waqt Mere Aaqa pukara Tera

Mere Allah Tu Kareem hai Lyrics || Shahana Shaikh

Mere Allah Tu Kareem hai Mere Allah Tu Raheem hai Tere bande hein ham sab Ek nazar dekh le ab Hal be-hal hue hein Ham gunahon mein pade hein Mere Allah Tu Kareem hai Mere Allah Tu Raheem hai Tere Quran ko bhule Tere ahesan ko bhule Ilm la hasil hein ham Kehno ko kabil hein ham Khwa wo Aamal nahin ho Ham se pahelo ke the jo Phir se Tu aesa kar de Jismo jaan taaza kar de Mere Allah Tu Kareem hai Mere Allah Tu Raheem hai Wasta unka dekar Ummati unka keh kar Hein talabgare Jannat Mustafa ki ye Ummat Joh ka taqwa dedo Kaam kuchh aesa lelo Jis se Razi ho jaye Hal Mazi ho jaye Mere Allah Tu Kareem hai Mere Allah Tu Raheem hai

Duaon mein Meri Khudaya asar de Lyrics

Duaon mein Meri Khudaya asar de Meri Kawishon ka Muje Tu Samar de Karu Ahle Duniya ke gham ka madawa Mere hath mein koi aesa hunar de Bhatakta fira hun Mein manzil ki khatir Jo Fal-dar ho koi aesa shajar de Ata kar Mere Dil ko Taskeen Ya Rabb Mein kab mangta hu ke laaho-gohar de Mein Duniya ke Mahelon ka Talib nahin hu Meri ye Dua hai ke Jannat mein Ghar de Jo Maa Baap ka dard rakhta ho dil mein Khudaya Muje Aesa Noore Nazar de Khushi deke wapas na lena kabhi Tu Na ho Sham jiski Tu Aesi Saher de Muje Maalo Zar de ke magroor na kar Mere Dil mein Allah Tu Apna dar de Tamanna hai Meri ho deedar Tera Nazar aaye Mujko Tu Aesi Nazar de Duaon mein Meri Khudaya asar de Meri Kawishon ka Muje Tu Samar de

Aye Charagare Shoq ! Koi aesi dawa de Lyrics

Aye Charagare Shoq ! Koi aesi dawa de Jo Dil se har ek gair ki chahat ko bhula de Bas dekh liya Duniya ke rishton ka tamasha Makhluk se ummit ke sab deep buja de Pakiza tamannaein bhi lati hein udasi Har zauq talab shauq tamanna hi mita de De lazzate Didar ki behoshi mein wo hosh Jo hasti ki tarifo ta'ayyun ko gawa de Ek Mein hun fakat Tu ho Aur Aalame Hu ho Aye Husne Azal sare hijabat utha de Mein khud ko bhi khud apne se fir dhundh na paaun Yun aatishe sozan se Meri rakh jala de Hun Tere hijabat ki dehliz pe kabse Ek baar zara dekhle ek parda hata de So baar bulaya Tuje So bar sataya Tu bhi to kabhi raat ko mil chhup ke nida de Khud dekh le Tu soya hai Mein jaag raha hun Tu bhi to kabhi Meri wafaon ka sila de Bas ek hi Surat hai idhar unki nazar ki Juz unke har ek yaad har ek baat bhula de Kyun hook si uthti hai Dile Zaar se Tahir Is basti-e-wiran ke khasho khashak jala de

Mere Madani jeya koi pyara ee nain Lyrics || Fozia Khadim

Mere Madani jeya koi pyara ee nain Rukhe Aaqa jeya koi nazara bhi nain Na Tu gabhrana Sharmana na san beleya Kamli wale de dar Tu Tu mang be neya Is dware jeya koi dwara ee nain Rukhe Aaqa jeya koi nazara bhi nain Jan Dozakh de andar ae Tere gada Din qayamat de e khud Khuda aakheya Teri son ette Menu gawara ee nain Rukhe Aaqa jeya koi nazara bhi nain Karbala wich ae Haq da wali boleya Sab luta ke ae Ibne Ali boleya Nana Te tun ajan kuj Mein wara ee nain Rukhe Aaqa jeya koi nazara bhi nain Karle Hakim Tu Sohne di bas naukari Tere khushbash guzregi ae zindagi Tenu ohna kithe bhi khasara ee nain Rukhe Aaqa jeya koi nazara bhi nain

Aj Sik Mitran Di Wadheri Ae Lyrics

Aj Sik Mitran Di Wadheri Ae Kyun Dilri Udaas Ghaneri Ae Lon Lon Wich Showq Changeri Ae Aj Nayna Laiyan Kyun Jhariyan Subhan-Allah Subhan-Allah Subhan-Allah Subhan-Allah Mukh Chand Badar Sha'shani Ae Mathe Chamkdi Laat Noorani Ae Kali Zulf te Akh Mastaani Ae Makhmoor Akheen Hen Madh Bharian Subhan-Allah Subhan-Allah Subhan-Allah Subhan-Allah Do Abro Kos Misaal Desan Jayn Tun Noke Mijhde Teer Chutan Laban Surkh Aakhan keh Lal-e-Yaman Chitay Dand Moti Diyan Hen Lariyan Subhan-Allah Subhan-Allah Subhan-Allah Subhan-Allah Is Surat Noo Main Jaan Aakhan Jaanana keh Jaan-e-Jahaan Aakhaan Sach Aakhan Te Rabb Diy Shaan Aakhaan Jis Shaan To Shaanan Sab Baniyan Subhan-Allah Subhan-Allah Subhan-Allah Subhan-Allah Subhan-Allah Maa Ajmalaka Ma Ahsanaka Maa Akmalaka Kithe Mehr Ali Kithe Teri Shana Gustakh Akheen Kithe Ja Ariyaan Subhan-Allah Subhan-Allah Subhan-Allah Subhan-Allah

Mere Nabi Lajpal diya kya baata ne Lyrics

Mere Nabi Lajpal diya kya baata ne Aamena paak de laal diya kya baata ne Chum ke Tere Nalain Zaminein kendi si Sohneya Teri Chal diya kya baata ne Aur bhi Aashiq ne par Mereya Mehbuba Tere Yaar Bilal diya kya baata ne Teri Aal nu mannan wale Janati ne Aaqa Teri Aal diya kya baat ne Husn de Jalwe wandan waleya Lajpala Tere Husno Jamal diya kya baata ne Aude Zikr wich jo Farooki kharch howe Us paise us maal diya kya baata ne

Muje bhik do Muje bhik do Lyrics || Gulam Mustafa Qadri

Kahan Jaun mein Aye Mere Shaha Tere dar pe aake khada hun Mein Muje bhik do Muje bhik do Muje bhik do Muje bhik do Teri bhik par Muje naaz hai Teri bhik par hi pala hun mein Muje bhik do Muje bhik do Tere dar pe sar ko juka liya Mein Apna aap mita liya Isi waste Meri Shan hai Teri Khake Paa se juda hun Mein Muje bhik do Muje bhik do Yehi Khas hai Yehi aam hai Tere Naamse Mera naam hai Meri laaj hai Tere hath mein Tere aastan ka gada hun Mein Muje bhik do Muje bhik do Ali Maula Zahra ke chain ka Muje Sadqa do Hasanain ka Nahin Mera Tere siwa koi Tere aastan pe pada hun Mein Muje bhik do Muje bhik do Mere dard se Tu hai aashna Mere dil mein kya hai Tuje hai khabar Mere ashq mein Mera ishq hai Inhin aansuon mein chhupa hun Mein Muje bhik do Muje bhik do Meri zaat Tujse chhupi nahin Jo mili hai Mujko ye Roshni Tere Noor se hai ziya Meri Teri bhik se hi Ziya hun Mein Muje bhik do Muje bhik do Teri bhik par Muje naaz hai Teri bhik par hi pala hun...

Ratein bhi Madine ki Batein bhi Madine ki Lyrics

Ratein bhi Madine ki Batein bhi Madine ki Jine mein ye jina hai Kya baat hai jine ki Azmat ke mutabik jab alfaz nahin milte Tarif  kare  koi  kis  tarha   Madine   ki Ye zakhm hai Tayba ka ye sabko nahin milta Koshish na kare koi is zakhm ko sine ki Ye Apni Nigahon se Mastana banate hein Zahmat bhi nahin dete Maikhar ko pine ki Arsa hua Tayba ki Galiyon se ye guzre the Un Galiyon mein ab tak bhi khushbu hai pasine ki

Dil ki Duniya ko sajao Aaqa Lyrics

Dil ki Duniya ko sajao Aaqa Apni Ulfat mein jilao Aaqa Shoqe Deedar mein soun jis shab Apna Deedar karao Aaqa Apni Ulfat mein jilao Aaqa Dil ki Duniya ko sajao Aaqa Mere Dil ki hai Tamanna har dam Apna Ghar isko banao Aaqa Hubbe Duniya se bachana Mujko Mujko Apna hi banao Aaqa Fikre Duniya mein na aansu niklen Apni Ulfat mein rulao Aaqa Jitne Momin hein pareshan hein Data Sabki bigdi ko banao Aaqa Shakire Razvi hai aasi Shaha Muzda bakhshish ka sunao Aaqa

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Al Madad Peerane Peer Gause Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है / کیا بتاؤں کی کیا مدینہ ہے