Mera Akida hai Saccha Haziro Nazir hein Aaqa Lyrics || Furqan Qadri


Mera Akida hai Saccha Haziro Nazir hein Aaqa
Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa

Ye Hadiso Quran mein Baat yahi hai Waliyon mein
Kehti hai Sari Duniya Haziro Nazir hein Aaqa

Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa
Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa

Khwab mein NoorudDin ke Wo Dushman aake dikhate hein
Ab To mano hein Zinda Haziro Nazir hein Aaqa
Yaume Mehshar aayenge Banke Shahid Banke Gawah
Sari Kaumon par Aaqa Haziro Nazir hein Aaqa

Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa
Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa

Ab Bhi Khwab mein aate hein Dil ki Baat Batate hein
Ghaib ayan Un par sara Haziro Nazir hein Aaqa

Bugze Nabi Jo rakhte hein Dushman Aaqa ki na suno
Ye hai Sahaba ka Naara Haziro Nazir hein Aaqa

Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa
Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa

Hazir hein Wo Roze mein Sari Duniya dekhte hein
Jab chahein Jalwa-aara Haziro Nazir hein Aaqa

Unki Hayate Akdas par Itna Ujagar kafi hai
Jab ke Shohda hein Zinda Haziro Nazir hein Aaqa

Comments

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)

Shahe Do Aalam Salaam Assalaam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)