Bahare Jaan Fiza Tumho Naseeme Gulsitan Tumho Lyrics


Bahare Jaan Fiza Tumho Naseeme Gulsitan Tumho
Bahare Baage Rizwan Tumse hai Zaibe Jina Tumho

Khuda ki Saltanat ka Do Jahan mein Kaun Dulha hai
Tumhi Tum ho Tumhi Tum ho Yahan Tumho Wahan Tum ho

Hakikat se Tumhari Juz Khuda aur Kaun wakif hai
Kahe to Kya kahe koi Chuni Tum ho Chuna Tum ho

Kuja Ham khak uftada Kuja Tum Aye Shahe bala
Agar Misle Zameen Ham hein to Misle Aasman Tum ho






Ye Kya Meine kaha Misle Sama Tumho Ma'zAllah
Munazza'a misl se bar tarze Har Wehmo Guman Tum ho

Mein bhula Aapki Rif'at se nisbat hi Hamein kya hai
Wo kehne bhar ki nisbat thi kahan Ham hein kahan Tum ho

Hamein ummid hai Roze Qiyamat Unki Rehmat se
Ke Farmayein idhar aao na mayus az-Jina Tumho

Sitamkaron Siyakaron Khatakaron Jafakaron
Hamare Damane Rehmat mein aa jao kahan Tum ho

Tumhare hote sate Dardo Dukh kis se kahun Pyare
Shafi-e-Aasiyan Tum ho Wakile Mujrima Tum ho

Riyazat ke yahi Din hein budhape mein kahan himmat
Jo kuchh karna hai abhi karlo Abhi Noori Jawan Tum ho

Fakat Nisbat ka Jaise hun Hakiki Noori ho jaun
Muje jo dekhe keh utthe Miyan Noori Miyan Tum ho




Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Kaba Dikha de Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Taiba ke Jane wale ja kar bade adab se Lyrics / तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से / طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Are Hajiyo Tum Haram ja rahe ho Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics