Ghame Hijre Musftafa mein Meri Jaan sulag rahi hai Lyrics

Ghame Hijre Musftafa mein
Meri Jaan sulag rahi hai
Kabhi Unki ho ziyarat
Yahi Loh lagi hui hai

Teri Yaad Mera Imaan
Tera Zikr Zindagi hai
Muje Dard se nawaza
Teri Banda Parwari hai





Mein chala hun Apne Ghar se
Yahi soch kar Madine
Mera Kam Justaju hai
Tera Kam rahbari hai

Na hua hai koi Tujsa
Na jahan mein koi hoga
Tu Habibe Kibriya hai
Tuje Zaib Sarwari hai

Muje Aye Fida yakin hai
Kabhi deed Unki hogi
Mera Dil tadap raha hai
Meri Aankh mein nami hai

Ghame Hijre Musftafa mein
Meri Jaan sulag rahi hai
Kabhi Unki ho ziyarat
Yahi Loh lagi hui hai

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर