Aaj tak koi Musafir nahin bhatka Tera Lyrics || Shahana Shaikh
Aaj tak koi Musafir nahin bhatka Tera
Sidha Manzil ki taraf jata hai Rasta Tera
Raat Din padti hun jabse Mein wazifa Tera
Noor se Tere Munawwar hai ye sara Aalam
Har taraf Noor bikhere hai ujala Tera
Mere hothon ka tarana hai fakat Salle-Ala
Aur Aankhon mein bikhere hai ujala Tera
Sadiya Qalbo Nazar ho gaye Mere Roshan
Naam Jis waqt Mere Aaqa pukara Tera
Comments
Post a Comment