Bawafa Bahaya Usmane Gani Lyrics || Hafiz Tahir Qadri


Gani Gani Gani Gani
Tarif Teri Aaqa se suni
Gani Gani Usmane Gani
Tum Shane Sahaba Jaane Nabi
Gani Gani Usmane Gani
Duniya ke sabhi sakhiyon se sakhi
Gani Gani Usmane Gani
Jab Tujko pukara baat bani
Gani Gani Usmane Gani

Bawafa Bahaya Usmane Gani
Tisra Khalifa hua Usmane Gani
Khuda-e-Paak ki hai Ek ata
Usmane Zunnurain Usmane Zunnurain

Muhammad Mustafa ke bawafa
Usmane Zunnurain Usmane Zunnurain

Mukaddar mein Tere aaye Nabi ke Do jigarpare
Bahot uncha hai Tera Martaba 
Usmane Zunnurain Usmane Zunnurain

Bawafa Bahaya Usmane Gani
Tisra Khalifa hua Usmane Gani

Tuje Do Hijraton se Haq ta'ala ne nawaza hai
Ke Maula ki hai Tujpe ye ata
Usmane Zunnurain Usmane Zunnurain

Bawafa Bahaya Usmane Gani
Tisra Khalifa hua Usmane Gani




Pehla Khalifa Siddik Aur Dusra hai Umar
Tisra Usman hai Aur Chotha Maula-e-Ali

Rasulallah ko Tere Amal pe ya bharosa hai
Bana hai Tu Safire Mustafa 
Usmane Zunnurain Usmane Zunnurain

Bawafa Bahaya Usmane Gani
Tisra Khalifa hua Usmane Gani

Haya Teri Nabi ko hai Haya Teri Malaik ko
Hai Mash'hoore Jahan Teri Haya
Usmane Zunnurain Usmane Zunnurain

Bawafa Bahaya Usmane Gani
Tisra Khalifa hua Usmane Gani

Jaheze Fatima Zahra diya Usman ne Tayyib
Hai Tu Mehbube Aale Murtaza
Usmane Zunnurain Usmane Zunnurain

Bawafa Bahaya Usmane Gani
Tisra Khalifa hua Usmane Gani

Naat Khwan : 

Hafiz Tahir Qadri

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu