Kaabe pe padhi Jab Paheli Nazar Lyrics


Kaabe pe padhi Jab Paheli Nazar
Kya cheez hai Duniya bhul gaya
Yun Hosho Khirad Mafluj hue
Dil Zoke Tamasha bhul gaya

Ahesas ke parde lehraye
Imaan ki hararat tez hui
Sajdon ki Tadap Allah Allah
Sar Apna Soda bhul gaya






Pahuncha Jo Haram ki Chokhat par
Ek Abre Karam ne gayr liya
Baki na raha fir hosh Muje
Kya manga aur Kya bhul gaya

Jis Waqt Dua ko hath utthe
Yaad aa na saka jo Socha tha
Izhare Akidat ki dhun mein
Izhare Tamanna bhul gaya

Kaabe pe padhi Jab Paheli Nazar
Kya cheez hai Duniya bhul gaya
Yun Hosho Khirad Mafluj hue
Dil Zoke Tamasha bhul gaya




Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Meeran Waliyon ke Imam dedo panjatan ke naam Lyrics / मीराँ वलीयों के इमाम देदो पंजतन के नाम

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Chamak Tujhse Pate hain Sab Pane Wale Lyrics / चमक तुझसे पाते हैं सब पाने वाले / with Tazmeen

Mohe Sapna ma Darshan dikhai gayo re Lyrics / मोहे सपना मां दर्शन दिखाई गयो रे

Mere Gyarwi wale Peer Ghaus-e-aazam Dastageer Lyrics / मेरे ग्यारवी वाले पीर, गौसे आज़म दस्तगीर