Khwab mein Dar Khula Huzuri ka Lyrics


Khwab mein Dar Khula Huzuri ka
Kya Wasila bana Huzuri ka

Jaise Jaise huyi Pazirayi
Shokh badta gaya Huzuri ka

Aansuon ke Charag jhal utthe
Chashm barpa hua Huzuri ka

Unke Dar pe Nasib hota hai
Hazri mein maza Huzuri ka

Kaif mein dubte gaye Shabo Roz
Daur Aesa chala Huzuri ka

Hasile Zindagi Samaj Taeeb
Lamha-e-Dil kusha Huzuri ka

Kya Wasila bana Huzuri ka
Khwab mein Dar Khula Huzuri ka

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا