Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics


Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar
Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar

Wo Noor Jalwaghar hua Jab Aamina ke Ghar
Zulmat Jahan se ho gayi Kafoor Sarbasar

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar
Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar

Be-Mislo Be-Misal hai Beshak Tumhari Zaat
Khatmul Rusool Habibe Khuda Sayyidul Bashar

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar
Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar

Duniya taras rahi thi Tumhe Rehmate Khuda
Aane ko warna aaye Hazaro Payambar

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar
Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar

Unka Jamal dekhne ko Haq ata kare
Salman ka Zok Hazrate Siddik ki Nazar

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar
Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar

Juz Unke Kis Nabi ne dikhaye hein Mo'jaze
Utla fira hai Shams to Shak ho gaya Kamar

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar
Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar

Har Ek ka Tumne Damane Ummid bhar diya
Aye Rehmate Khuda Meri Janib bhi Ek Nazar

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar
Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar

Har Zarra Kayinat ka hai Tabnak Shams
La-Rayb aa gaya hai Koi Gairate Kamar

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar
Minwwa-Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar

Wo Noor Jalwaghar hua Jab Aamina ke Ghar
Zulmat Jahan se ho gayi Kafoor Sarbasar
Be-Mislo Be-Misal hai Beshak Tumhari Zaat

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar
Minwwa-Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar


Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Hum ne Aankhon se dekha nahin hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Kyun aake ro raha hai Muhammad ke Shehar mein / क्यों आके रो रहा है मुहम्मद के शहर में / کیوں آکے رو رہا ہے محمد کے شہر میں