Muje bhik do Muje bhik do Lyrics || Gulam Mustafa Qadri


Kahan Jaun mein Aye Mere Shaha
Tere dar pe aake khada hun Mein
Muje bhik do Muje bhik do
Muje bhik do Muje bhik do






Teri bhik par Muje naaz hai
Teri bhik par hi pala hun mein
Muje bhik do Muje bhik do

Tere dar pe sar ko juka liya
Mein Apna aap mita liya
Isi waste Meri Shan hai
Teri Khake Paa se juda hun Mein
Muje bhik do Muje bhik do

Yehi Khas hai Yehi aam hai
Tere Naamse Mera naam hai
Meri laaj hai Tere hath mein
Tere aastan ka gada hun Mein
Muje bhik do Muje bhik do

Ali Maula Zahra ke chain ka
Muje Sadqa do Hasanain ka
Nahin Mera Tere siwa koi
Tere aastan pe pada hun Mein
Muje bhik do Muje bhik do

Mere dard se Tu hai aashna
Mere dil mein kya hai Tuje hai khabar
Mere ashq mein Mera ishq hai
Inhin aansuon mein chhupa hun Mein
Muje bhik do Muje bhik do

Meri zaat Tujse chhupi nahin
Jo mili hai Mujko ye Roshni
Tere Noor se hai ziya Meri
Teri bhik se hi Ziya hun Mein
Muje bhik do Muje bhik do

Teri bhik par Muje naaz hai
Teri bhik par hi pala hun mein
Muje bhik do Muje bhik do

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا