Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale Lyrics || Aqsa Abdul Haq


Ho karam Ho karam Ho karam Ya Nabi
Ya Nabi Sallu Alay

Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale
Ham bhi hein Tere Talabghar Madine wale

Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale

Khalie Kashkol Mera Apne Karam se bhar de
Teri Imdad hai Darkar Madine wale

Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale

Wajhe Takhlike Jahan Tumko Khuda kehta hai
Yani Sab hai Tera Sarkar Madine wale

Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale

Ab to bas Ye hi Tamanna hai Dile Muztar mein
Dekhlun Mein Tera Darbar Madine wale

Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale

Ba-Khuda Uski Nigahon ko mila auj Sharaf
Jisne Dekha Tera Darbar Madine wale

Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale

Ab to Khwahish hai ke Mudfan hon Bakiya mein Ham
Muntazir sab hein Gunahghar Madine wale

Ho Karam Aye Mere Sarkar Madine wale


Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ