Labbayk Ya Rasulallah by Hafiz Tahir Qadri Lyrics
Labbayk Ya Rasulallah
Labbayk Ya Rasulallah
Labbayk Labbayk
Labbayk Ya Rasulallah
Khud ko mita denge Ham Jaan luta denge
Namuse Aaqa par Ham Sar ko kataa denge
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Hazir hein Hazir hein Hazir hein ham
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Kariya Kariya basti basti zikr Nabi ka aam karo
Pyaare Aaqa ke Diwaanon Hath mein daal ke Hath chalo
Hubbe Nabi ki Har dil mein Tum jaa ke Deep jalaao
Unche mein Uncha Nabi ka janda har ghar mein lehrao
Khud ko mita denge Ham Jaan luta denge
Namuse Aaqa par Ham sar kata denge
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Hazir hein Hazir hein Hazir hein ham
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Ibne Ali ne Karbobala mein Tum ko ye paigaam diya
Yaad rakho Pyare Aaqa ne Tum ko paak nizam diya
Tod do bahu ki kuwwat ko Zulf ke aezan dhaao
Unche mein Uncha Nabi ka Janda har ghar mein lehraao
Khud ko mita denge Ham jaan luta denge
Namuse Aaqa par ham sar kata denge
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Hazir hein Hazir hein Hazir hein ham
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Sabz hilali parcham yaaron Ham ko jaan se pyara hai
Is par Gumbade Khazra ho ye Mansur hamara hai
Is Gumbad ke saaye tale Tum saare ek ho jaao
Nabi ka janda Aman ka janda har ghar mein lehrao
Khud ko mita denge Ham jaan luta denge
Namuse Aaqa par ham sar kata denge
Namuse Aaqa par ham sar kata denge
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Hazir hein Hazir hein Hazir hein ham
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Lab per Naate Paak ka nagma kal bhi tha aur aaj bhi hai
Mere Nabi se Mera rishta kal bhi tha aur aaj bhi hai
Batla do Tum Dushmane Nabi ko gairae Muslim zinda hein
Deen pe mar mitne ka jazba kal bhi tha aur aaj bhi hai
Khud ko mita denge Ham jaan luta denge
Namuse Aaqa par ham sar kata denge
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Hazir hein Hazir hein Hazir hein ham
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Rang be range jande chhodo tham lo Gumbad wala
Ham se razi ho jayega Sohne Madine wala
Is parcham ke saye tale Tum mil kar kadam badao
Unche mein Uncha Nabi ka janda har ghar mein lehrao
Khud ko mita denge Ham jaan luta denge
Namuse Aaqa par ham sar kata denge
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Hazir hein Hazir hein Hazir hein ham
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Comments
Post a Comment