saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa Roman(ENG): parwaane ko charaag to bulbul ko phool bas siddeeq ke liye KHuda ka rasool bas mustafa ka ham-safar, abu bakar, abu bakar gali-gali, nagar-nagar, abu bakar, abu bakar lutaaya jisne apna ghar, abu bakar, abu bakar ahesaan jiska deen par, abu bakar, abu bakar hei.n charche jiske 'arsh par, abu bakar, abu bakar lagega naara farsh par, abu bakar, abu bakar saalar -e-sahaaba, wo pahla khalifa sarkaar ka pyaara, siddiq hamaara har sunni ka naara siddiq hamaara duniya-e-sadaaqat mei.n tera naam rahega siddiq tere naam se islaam rahega saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa sarkaar ka pyaara, siddiq hamaara har sunni ka naara siddiq hamaara siddiq ke gustaakh se to jang rahegi jo inse jalega wahi na-kaam rahega saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa sarkaar ka pyaara, siddiq hamaara har sunni ka naara siddiq hamaara be-laus mohabbat ka sila khoob mila hai ta-hashr muhammad ke sang aaraam rahega saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa s...
Comments
Post a Comment