Skip to main content

Hasbi Rabbi Jallalallah Lyrics 2018 || Ahmed Raza Qadri


Hasbi Rabbi Jallalallah  Mafi Qalbi Gairullah
Noore Muhammad Salalallah La'ilaha Illalallah

Wahido Yakta Zaat hai Jo , Jo hai Khalike Rango Boo
Parbat Sehra ya Gulshan , Jalwe Jiske hein Har soo
Raat ko Din jo Karta hai Rang Kaliyon mein bharta hai
Usne hi sab ko Paala  Allah Allah Karta Jaa

Hasbi Rabbi Jallalallah  Mafi Qalbi Gairullah
Noore Muhammad Salalallah La'ilaha Illalallah

Phoolon ki Mehkar mein Wo Jangal mein Kohsar mein Wo
Suraj Chand Sitaron mein Momin ke Kirdar mein Wo
Hooro Malak ya Jinno Bashar Sab par hai Malik ki Nazar
Har Dam Uska Zikr suna  Allah Allah Karta Jaa

Hasbi Rabbi Jallalallah  Mafi Qalbi Gairullah
Noore Muhammad Salalallah La'ilaha Illalallah

You are the Source of All Power My Need in My Darkest Hour
Your Light and Love all I seek Nothing More I'd Ever want or need
Protect me from Dishonor Grant me faith to be stronger
Help Us to Know You better Help Us Love One Another
Hasbi Rabbi Jallalallah  Mafi Qalbi Gairullah
Noore Muhammad Salalallah La'ilaha Illalallah

Do Jag da aye Maalik Tu Sab Khalkat da Khalik Tu
Har Ek da aye Razik Tu Sab Tarif de Layik Tu
Har shey de wich Noor Tera Karde Dil Purnoor Mera
Dil di Dhadkan dai we sada Allah Allah Karda Jaa

Hasbi Rabbi Jallalallah  Mafi Qalbi Gairullah
Noore Muhammad Salalallah La'ilaha Illalallah

Muflis aur Nadar hein Jo Unki Tum Imdad karo
Apni Khushiyon mein Katib Bekas ko bhi yaad karo
Khalke Khuda ki Khidmat se Khalik Razi hota hai
Ahmed ye Paigam Mera  Allah Allah Karta Jaa

Hasbi Rabbi Jallalallah  Mafi Qalbi Gairullah
Noore Muhammad Salalallah La'ilaha Illalallah

Popular posts from this blog

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Wa ala Aalihi Wa ASahbihi Wa Barik Wa Sallim Sabse Ula wa Aala Hamara Nabi Sabse bala wa Wala Hamara Nabi Apne Maula ka Pyara Hamara Nabi Donon Aalam ka Dulha Hamara Nabi Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Wa ala Aalihi Wa ASahbihi Wa Barik Wa Sallim Lakhon aaye yahan aur lakhon gaye Unche Unche Shahenshah yaha na rahe Kitne diye jale jalke fir buj gaye Kya khabar kitne Taare khile chhup gaye Par na dube na duba Hamara Nabi Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Wa ala Aalihi Wa ASahbihi Wa Barik Wa Sallim Jinke Talwon ka dhowan hai Aabe Hayat Hai Wo Jaane Masiha Hamara Nabi Khalk se Auliya Auliya se Rusool Aur Rasoolon se aala Hamara Nabi Kaun deta hai dene ko Munh chahiye Dene wala hai saccha Hamara Nabi Ghamzadon ko Raza Muzda dijiye ke hein Bekason ka Sahara Hamara Nabi Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Wa ala Aalihi Wa ASahbihi Wa Barik Wa

Shahe Do alam Salam Assalam Lyrics

Shahe Do alam Salam Assalam  Garibon ke hamdam salam Assalam Karo door har gham Salam Assalam Har aankh hoke purnam salam Assalam Shahe Do alam Salam Assalam  Garibon ke hamdam salam Assalam Rabb ne bade pyar se me'raaj mein kaha Rehne do na'layn ko aa jaao mustafa Kadam e Muhammad ko liya arsh ne bosa Jhum uthe sare malaik w marhaba Mange jo nabi rabb ne wo diya Rabb ne jo diya nabi ne wo liya Jhuka arsh e Aazam Salam Assalam Shahe Do alam Salam Assalam  Garibon ke hamdam salam Assalam Aap ne jo kar diya ungali ka ishara Chaand do tukde hua kurban ho gaya Jab namaz e asar ali ki hui kaza Aap ne suraj ko dubara palat diya Aap jo kiye mo'ajaze bane Aap jab chale do jahan juke Mera sar bhi hai kham Salam Assalam Shahe Do alam Salam Assalam  Garibon ke hamdam salam Assalam Ya nabi ab hind mein mushkil hua jina Nazre karam se hamen bulwayen madina Paas hamare na koi maalo zar hai Mujse badi door madine ka safar hai Der na karo jald

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Hajj ka Sharaf ho fir ata Ya Rabbe Mustafa Meetha Madina fir dikha Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Rukh Soo-e-Kaaba Hath mein Zamzam ka Jaam ho Pee kar karun Mein fir Dua Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Roti rahe jo Har Gadi Ishke Rasool mein Wo Aankh de de Ya Khuda Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Mere Maula Karam ho Karam Mere Maula Karam ho Karam De de Tawafe Khana-e-Kaaba ka fir Sharaf Farma Ye Pura Mudd'aa Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Aankhon mein Jalwa Shah ka Aur Lab pe Naat ho Jab Rooh Tan se ho Juda Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Firdos mein Pados