Marhaba sad Marhaba ki gunj hai Lyrics


Marhaba sad Marhaba ki gunj hai
Har taraf Unki Sana ki gunj hai

Gunjta hai Aasmanon par Yahi
Naara-e-Salle Ala ki gunj hai
Har taraf Unki Sana ki gunj hai

Khushbu-e-Naate Nabi hai Char-Su
Aur Sada-e-Mustafa ki gunj hai
Har taraf Unki Sana ki gunj hai

Ghar mein kyun na Chandani utre Mere
Ghar mein Zikre Mustafa ki gunj hai
Har taraf Unki Sana ki gunj hai

Mid'hate Sarkar ke dhaf ke baj uthe
Har Gulistane Sana ki gunj hai
Har taraf Unki Sana ki gunj hai

Aaj hai Sab ki Sada Khush-Aamdid
Marhaba Ya Mustafa ki gunj hai
Har taraf Unki Sana ki gunj hai

Gunj Gunj utthe Tarane Naat ke
Har Sadi mein is sada ki gunj hai
Har taraf Unki Sana ki gunj hai

Har Sahife mein Hawala Aapka
Aamade Khairul-Wara ki gunj hai
Har taraf Unki Sana ki gunj hai

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu