Thehri hui Aankhon mein Judai ki gadi hai Lyrics


Thehri hui Aankhon mein Judai ki gadi hai
Shan Aakhri Tayba ki Mere sar pe khadi hai

Rote hue Samane Safar bandh rahe hein
Mehsus ye hota hai Qayamat ki gadi hai

Ek Sa'ate Bedar hai maqsoom Nazar ka
Doori mein tadap ne ke liye umar padi hai

 Khinchte chale aate hein Qadam Soo-e-Haram fir
Ye Shehre Madina se nikalne ki gadi hai

Aate hue kya Sahel Madine ka Safar tha
Jate hein to Ek Ek qadam Raah kadi hai

Lauta hai Madine se Riyaz Apna badan hi
Jo Rooh hai Wo Ab bhi Mawaja pe khadi hai


Comments

  1. Subhan Allah rooh ab bi mawaja per khri hai absolutly right....ameeeezing..
    I love this naat

    ReplyDelete

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Meeran Waliyon ke Imam dedo panjatan ke naam Lyrics / मीराँ वलीयों के इमाम देदो पंजतन के नाम

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Chamak Tujhse Pate hain Sab Pane Wale Lyrics / चमक तुझसे पाते हैं सब पाने वाले / with Tazmeen

Mere Gyarwi wale Peer Ghaus-e-aazam Dastageer Lyrics / मेरे ग्यारवी वाले पीर, गौसे आज़म दस्तगीर

Mohe Sapna ma Darshan dikhai gayo re Lyrics / मोहे सपना मां दर्शन दिखाई गयो रे