Mera Umar Pyara Umar Lyrics || Ahmad Raza Qadri


Umar Ya Umar Umar Ya Umar
Ya Umar Ya Umar Ya Umar

Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar
Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar

Jo Mustafa ki Dua hai Jo Murad Salle Ala hai
Mazhar Shahe Khuda ka Mera Umar Pyara Umar

Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar
Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar

Hai Jis pe naaz Is Dil ko Jo Khalifa-e-Mustafa hai
Hai Adal ka Jo Sarapa Mera Umar Pyara Umar

Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar
Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar




Farman hai Mustafa ka Mera baad ghar koi hota
Ban kar Nabi jagmagata Mera Umar Pyara Umar

Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar
Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar

Pahelu-nashin hai jo dekho ab bhi Dare Mustafa ka
Pyara hai Jo Mustafa ka Mera Umar Pyara Umar

Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar
Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar

Sarkar ki jo raza ko Rabb ki raza mante hein
Paikar hai aesa wafa ka Mera Umar Pyara Umar

Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar
Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar

Farooke Aazam ne paya Faize Nabi ka Sar Chashma
Hai Ilmo Himat ka Dariya Mera Umar Pyara Umar

Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar
Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar

Jis Raah se Farook guzrein Us Raah se Shaitan bhage
Shaitan pe kaher Khuda ka Mera Umar Pyara Umar

Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar
Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar

Manga Nabi ne tha Jinko Apni Dua mein Khuda se
Hai Wo Samar Is Dua ka Mera Umar Pyara Umar

Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar
Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar

Ahmed Raza ye Dua hai dekho Junaide Hazin ki
Karle Kubul Kasida Mera Umar Pyara Umar

Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar
Ya Umar Ya Umar Ya Umar Ya Umar


Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Har Desh mein gunjega Ab Ya Rasool-allah Lyrics Full / हर देश में गूंजेगा, अब या रसूलल्लाह / ہر دیش میں گونجے گا، اب یا رسول اللہ

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है