Ratein bhi Madine ki Batein bhi Madine ki Lyrics


Ratein bhi Madine ki Batein bhi Madine ki
Jine mein ye jina hai Kya baat hai jine ki


Azmat ke mutabik jab alfaz nahin milte
Tarif  kare  koi  kis  tarha   Madine   ki

Ye zakhm hai Tayba ka ye sabko nahin milta
Koshish na kare koi is zakhm ko sine ki

Ye Apni Nigahon se Mastana banate hein
Zahmat bhi nahin dete Maikhar ko pine ki

Arsa hua Tayba ki Galiyon se ye guzre the
Un Galiyon mein ab tak bhi khushbu hai pasine ki


Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Mere Ghar mein saja hai aaj Maula ka Dastarkhwaan Lyrics / मेरे घर में सजा है आज मौला का दस्तरख्वान

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Salare Sahaba Wo Pahla Khalifa Lyrics / सालारे सहाबा वो पहला खलीफा

Sare Nabiyon ke Ohday bade hein Lyrics / सारे नबियों के ओहदे बड़े हैं

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام