Dil ki Duniya ko sajao Aaqa Lyrics


Dil ki Duniya ko sajao Aaqa
Apni Ulfat mein jilao Aaqa

Shoqe Deedar mein soun jis shab
Apna Deedar karao Aaqa

Apni Ulfat mein jilao Aaqa
Dil ki Duniya ko sajao Aaqa

Mere Dil ki hai Tamanna har dam
Apna Ghar isko banao Aaqa

Hubbe Duniya se bachana Mujko
Mujko Apna hi banao Aaqa

Fikre Duniya mein na aansu niklen
Apni Ulfat mein rulao Aaqa

Jitne Momin hein pareshan hein Data
Sabki bigdi ko banao Aaqa

Shakire Razvi hai aasi Shaha
Muzda bakhshish ka sunao Aaqa



Comments

  1. MaShaAllah tabarak wo ta'alah bhoth khub Allah ta'alah aap log khub jaza e Khair Dee Ameen

    ReplyDelete

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا