Dhoom har Janib machi hai Aap ke Milad ki Lyrics || Milad Raza Qadri


Dhoom har Janib machi hai Aap ke Milad ki
Har Musalman ko khushi hai Aapke Milad ki

Jin ke Amalon mein hai Sab kuchh
Par Nahin Chahere pe Noor
Unke Daman mein kami hai  Aap ke Milad ki

Beshumar Us par barasti hein Khuda ki Rehmatein
Bazm Jis Ghar mein saji hai Aap ke Milad ki

Na Koi Jannat ka lalach Na koi Dozakh ka Khauf
Kyun ke Nisbat mil gayi hai Aapke Milad ki

Jiske Sadke mein mila hai Sari Duniya ko wujud
Kya Pur-Azmat gadi hai Aapke Milad ki

Noor ko Aaqa mile Deedar ki khairat ab
Chakari Jo Isne ki hai Aapke Milad ki



Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला