Madina yaad aata hai Lyrics by Imtiyaz Sidat


Madina yaad aata hai Wo Gumbad yaad aata hai
Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge

Hazaron Dil Tadapte hein Madine ke liye hardam
Bulalo na Hamein Tayba Tadapna bhul jaeinge
Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge






Na Itrao ziyada Chand Taaron Apni rangat pe
Jab Roze ko dekhoge Chamkna bhul jaoge
Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge

Hadeese Mustafa par Jo Tum ho jao amal-paira
Kasam Allah ki Maa ko satana bhul jaoge
Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge

Agar Tum gaur se Quran ke Alfaz sun loge
Agar Tum gaur se Mere Nabi ki Naat sun loge
Mera Dawa hai Tum gana bajana bhul jaoge
Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge

Madina yaad aata hai Wo Gumbad yaad aata hai
Agar Tayba ko jaoge To aana bhul jaoge




Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Alwada Alwada Mahe Ramzan Lyrics / अलवदा अलवदा माहे रमज़ान / by Owais Raza Qadri in English ~ Hindi

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ