Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan Lyrics


Ya Mueen Ya Mueen Ya Mueen Ya Mueen

Suno na fariyad More Khwaja
Suno na fariyad Suno na More Khwaja
Suno na fariyad More Khwaja

Maherbani karo Aye Shahe Maherban
Maherbani karo Aye Shahe Maherban
Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan

Hai Mera Aasra Aapka Aastan
Mere Khwaja ji Maheshar mein na bhul jana
Hai Mera Aasra Aapka Aastan
Hai Mera Aasra Aapka Aastan

Mein hun bhatka hua rah dikha do Muje
Meri adna Tamanna kahe ye Muje
Rehbare Rehbaran Aarife Aarifan
Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan
Hai Mera Aasra Aapka Aastan
Maherbani karo Aye Shahe Maherban
Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan
Hai Mera Aasra Aapka Aastan

Tere Dar ke bhikari Sikander banein
Auliya ban gaye kai kalandar bane
Kar diya Tune mangton ko Qutbe Jahan
Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan
Hai Mera Aasra Aapka Aastan
Maherbani karo Aye Shahe Maherban
Chisht ke Badshah Khwaja-e-Khwajgan
Hai Mera Aasra Aapka Aastan

Muje yakeen hai Mein Pul-Sirat se guzar jaunga


Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Har Desh mein gunjega Ab Ya Rasool-allah Lyrics Full / हर देश में गूंजेगा, अब या रसूलल्लाह / ہر دیش میں گونجے گا، اب یا رسول اللہ

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है