Mein to Ummati hun Aye Shahe Umam


Mein to Ummati hun Aye Shahe Umam
Karde Mere Aaqa ab Nazre Karam

Mein to be sahara hun Daman bhi hai Kali
Nabiyon ke Nabi Teri Shan hai Nirali

Mein to Ummati hun Aye Shahe Umam
Karde Mere Aaqa ab Nazre Karam




Gham ke Andhere ne yun gaira hua hai
Aaqa Dushwar ab jeena Mera hua hai
Bigdi bana do Meri Tayba ke wali
Nabiyon ke Nabi Teri Shan hai Nirali

Mein to Ummati hun Aye Shahe Umam
Karde Mere Aaqa ab Nazre Karam

Jisko bulaya gaya Wahi Arshe Bari hai
Aap ke Siwa Aesa koi nahin hai
Jiski na Baat koi Rabb ne bhi tali
Nabiyon ke Nabi Teri Shan hai Nirali

Mein to Ummati hun Aye Shahe Umam
Karde Mere Aaqa ab Nazre Karam


Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا