Aaqa ka Yaume Wiladat hai Ye Jashn Hamara hai Lyrics || Haji Bilal Attari
Marhaba Marhaba
Sarkar ki Aamad Marhaba
Sardar ki Aamad Marhaba
Salar ki Aamad Marhaba
Mukhtar ki Aamad Marhaba
Tajdar ki Aamad Marhaba
Shandar ki Aamad Marhaba
Ghamkhwar ki Aamad Marhaba
Shaheryar ki Aamad Marhaba
Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi
Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi
Aaqa ka Yaume Wiladat hai Ye Jashn Hamara hai
Ye Din to Khuda ki Rehmat hai Ye Jashn Hamara hai
Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi
Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi
Sarkar ki Aamad Marhaba
Sardar ki Aamad Marhaba
Salar ki Aamad Marhaba
Mukhtar ki Aamad Marhaba
Tajdar ki Aamad Marhaba
Shandar ki Aamad Marhaba
Ghamkhwar ki Aamad Marhaba
Shaheryar ki Aamad Marhaba
Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi
Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi
Har Samt barasti Rehmat hai Ye Jashn Hamara hai
Is Din se Hamko Nisbat hai Ye Jashn Hamara hai
Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi
Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi
Sarkar ki Aamad Marhaba
Sardar ki Aamad Marhaba
Salar ki Aamad Marhaba
Mukhtar ki Aamad Marhaba
Tajdar ki Aamad Marhaba
Shandar ki Aamad Marhaba
Ghamkhwar ki Aamad Marhaba
Shaheryar ki Aamad Marhaba
Kyun Ghar na sajayein Ham Apne Ye Deen ka hissa hai
Ye Khushiyan Hamari Daulat hai Ye Jashn Hamara hai
Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi
Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi
Sarkar ki Aamad Marhaba
Sardar ki Aamad Marhaba
Salar ki Aamad Marhaba
Mukhtar ki Aamad Marhaba
Tajdar ki Aamad Marhaba
Shandar ki Aamad Marhaba
Ghamkhwar ki Aamad Marhaba
Shaheryar ki Aamad Marhaba
Jazbon ki Ye Shahenai gunji Ye Jashn Hamara hai
Ye Meri Qaum ki Izzat hai Ye Jashn Hamara hai
Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi
Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi
Sarkar ki Aamad Marhaba
Sardar ki Aamad Marhaba
Salar ki Aamad Marhaba
Mukhtar ki Aamad Marhaba
Tajdar ki Aamad Marhaba
Shandar ki Aamad Marhaba
Ghamkhwar ki Aamad Marhaba
Shaheryar ki Aamad Marhaba
Gar Ishke Nabi ka Dawa hai Milad manao Tum
Ye Ishke Nabi ki Alamat hai Ye Jashn Hamara hai
Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi
Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi
Sarkar ki Aamad Marhaba
Sardar ki Aamad Marhaba
Salar ki Aamad Marhaba
Mukhtar ki Aamad Marhaba
Tajdar ki Aamad Marhaba
Shandar ki Aamad Marhaba
Ghamkhwar ki Aamad Marhaba
Shaheryar ki Aamad Marhaba
Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi
Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi
Ham Kaise Munawwar hote yahan Palkon pe bithata Kaun
Ye Sab Aaqa ki badolat hai Ye Jashn Hamara hai
Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi
Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi
Sarkar ki Aamad Marhaba
Sardar ki Aamad Marhaba
Salar ki Aamad Marhaba
Mukhtar ki Aamad Marhaba
Tajdar ki Aamad Marhaba
Shandar ki Aamad Marhaba
Ghamkhwar ki Aamad Marhaba
Shaheryar ki Aamad Marhaba
Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi
Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi
Comments
Post a Comment