Dil haye gunahon se bezar nahin hota Lyrics


Dil haye gunahon se bezar nahin hota
Maglub Shaha Nafse Badkar nahin hota

Go Lakh karun koshish par Islah nahin hoti
Pakiza Gunahon se Kirdar nahin hota






Ye Sans ki mala ab bas Tutne wali hai
Gaflat se magar firbhi Bedar nahin hota

Aye Rabb ke Habib aao Aye Mere Tabib aao
Acchha ye Gunahon ka Bimar nahin hota

Aqa ka Gada ho kar Attar Tu gabraye
Gabraye Wahi Jiska Ghamkhwar nahin hota




Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Kaba Dikha de Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Kya Bataun ki Kitni hein Khubiyan Madine mein Lyrics - Aaye Jab Mere Aaqa / क्या बताऊँ कि कितनी हैं, खूबियाँ मदीने में

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ