Posts

Showing posts with the label barah rabi ul avval

Aaye Aaqa Madani Aaqa Lyrics / आए आका मदनी आका

aaye aaqa madani aaqa allah allah allah allah allah allah allah allah aaye aaqa madani aaqa pyare pyare pyare aaqa allah allah allah allah allah allah allah allah aamina bibi ke gulshan mein, aayi hai taaza bahar padhte hein sallalallahu wa sallam, aaj daro diwar madani allah allah allah allah allah allah allah allah bara rabiul awwal ko wo, aaya durr-e-yateem maah-e-nabuwat mehr-e-risaalat, sahib-e-khulk-e-azeem madani allah allah allah allah allah allah allah allah pyari surat hasta chehra, munh se jhadte phool noor sarapa chand sa chehra, haq ka pyara rasool madani allah allah allah allah allah allah allah allah jibreel aaye jhula jhulane, lori de zi-shaan soja soja rehmate aalam, do jagh k...

Zindagi Fir Muskurayi Lyrics / ज़िन्दगी फिर मुस्कुराई

zindagi phir muskurayi marhaba marhaba marhaba marhaba sarkar ki aamad marhaba dildar ki aamad marhaba manthar ki aamad marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba aamade sarkar hai sare jhoom ke bolo jhoom ke bolo aamade mustafa marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba marhaba zindagi phir muskurayi noor wala aa gaya noor wala noor wala aa gaya noor wala aa gaya zulmaton ne maat khayi noor wala aa gaya noor wala noor wala aa gaya noor wala aa gaya aamade sarkar hai sare jhoom ke bolo jhoom ke bolo marhaba marhaba marhaba marhaba zindagi phir muskurayi aamina bibi ke ghar mein noor ki barsat hai sa’ate milad aayi sa’ate milad aayi noor wala aa gaya noor wala noor wala aa gaya noor wala aa gaya aamade sarkar hai sare jhoom ke bolo marhaba sarkar ki aamad marhaba dildar ki aamad marhaba manthar ki ...

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri hum apne nabi paak se yun pyar karenge hum apne nabi paak se yun pyar karenge har haal mein sarkar ka milad karenge jashne wilaadat ki ronak pe yaaron marte hein sunni marte raheinge apne nabi ki azmat ka charcha karte hein sunni karte raheinge kuchh jalne wale dekh ke kehte hein hamesha sarkar ki aamad pe lagaate hein kyun paisa ye paisa to kya cheez hai ham ghar bhi lutaade.n koi nahin jahaan mein sarkar ke jaisa ham apne nabi paak se yun pyar karenge har haal mein sarkar ka milad karenge mere sarkar aaye mere dildaar aaye mere nabi aa gaye marhaba ya mustafa pyare nabi aa gaye marhaba ya mustafa lajpal nabi aa gaye marhaba ya mustafa ghamkhar nabi aa gaye marhaba ya mustafa sahibe meraaj nabi, aasion ki laaj nabi nabiyon ke sartaaj nabi, kal bhi the aur aaj nabi do jahaan ke raaj wale mere nab...

Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye Lyrics / नूर से अपने सरवरे आलम दुनिया जगमगाने आये

noor se apne sarwar-e-aalam duniya jagmagane aaye noor se apne sarwar-e-aalam duniya jagmagane aaye gam ke maaron dukhiyaron ko seene se lagane aaye noor-e-nigaah-e-ambiya, mere huzur aa gaye shan-o-nishan-e-kibriya mere huzur aa gaye noor se apne sarwar-e-aalam duniya jagmagane aaye nikhra hua hai roo-e-ghul, faili hui hai boo-e-ghul banke bahaar-e-jaan-fiza mere huzur aa gaye noor se apne sarwar-e-aalam duniya jagmagane aaye ashkon se bhar kar jholiyan aankhein bichha do raah mein salle-ala ki do sadaa, mere huzur aa gaye noor se apne sarwar-e-aalam duniya jagmagane aaye saaeem kamaal-e-zauq se, qalb-o-nazar ko shauq se raahon mein aaj do bichha, mere huzur aa gaye noor se apne sarwar-e-aalam duniya jagmagane aaye नूर से अपने सरवर-ए-आलम दुनिया जगमगाने आए नूर से अपने सरवर-ए-आलम दुनिया जगमगाने आए ग़म के मारों दुखियारों को सीने से लगाने आए नूर-ए-...

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri gali gali saj gayi, shehar shehar saj gaya gali gali saj gayi, shehar shehar saj gaya aaye nabi pyare nabi, mera bhi ghar saj gaya marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa mustafa se pyar hai dil se ye ikrar hai har koi milade nabi karne ko tayyar hai marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa duniya mein jahan bhi rahein aabad rahenge jo aamena ke laal ka milad karenge jande lagao khushiyan manao karke charagan khushiyan manao aashiq ne madani lighton se ghar jagmaga diya ye jashn zaroori hai sabhi ko bata diya munkir ye tera bugz hai milade nabi se jo sara saal jalta tha wo bhi buja diya milad pe charagaan na sahi jo bulb sara saal jalta tha wo bhi buja diya gali gali saj gayi shehar shehar saj gaya aaye nabi pyare nabi mera bhi ghar saj gaya duniya mein jahan bhi rahein aabad rahenge jo aamena ke laal ka milad ka...

Unka mangta hu Jo mangta nahi hone dete Lyrics / उनका मंगता हूँ जो मंगता नहीं होने देते

Image
unka mangta hoon jo mangta nahin hone dete Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri ban gayi baat unka karam ho gaya shaakhe nakhle tamanna hari ho gayi mere lab pe madine ka naam aa gaya baithe baithe meri haazari ho gayi mujhpe kitna niyaazi karam ho gaya duniya kehne lagi panjatan ka gadaa is garaane ka jabse main nokar huaa sabse acchhi meri nokari ho gayi unka mangta hoon jo mangta nahin hone dete ye hawaale, mujhe ruswa nahin hone dete mere har aib ki karte hein wo parda poshi mere jurmon ka tamaasha nahin hone dete unka mangta hoon jo mangta nahin hone dete apne mangton ki wo fehrist mein rakhte hein sada mujhko mohtaaj kisi ka nahin hone dete unka mangta hoon jo mangta nahin hone dete hai ye imaan ke aaeinge lahad mein meri apne mangton ko wo tanha nahin hone dete unka mangta hoon j...

Be-misl hai Konain mein Sarkar ka Chehra Lyrics / बेमिस्ल है कौनेन में सरकार का चेहरा / بے مثل ہے کونین میں سرکار کا چہرہ

be-misl hai konain mein sarkar ka chehra be-misl hai konain mein sarkar ka chehra aayina-e-haq hai shahe abrar ka chehra dekhein to dua mange yahi yusufe qin'aa takta rahu khalik tere shahkar ka chehra aye mutallibi phool baharon ke payambar khilta hai tere naam se gulzar ka chehra khurshide halima teri mushtaq hein ankhein bhata nahin ab maah ziyawar ka chehra aye khuld karunga tera didar bhi lekin is dam hai nazar mein tere mukhtar ka chehra wasshams ki ye wa we kasam kehti hai mud kar be-dag raha shah ke kirdar ka chehra jalwon se ho ma'moor na kyun dil ka madina aankhon mein hai us matla-e-anwar ka chehra dorane shafa'at wo sukun baksh dilase be-fikr nadamat hai gunahgar ka chehra puchha jo ye saeel ne ke kya chiz hai ahsan siddiq ne barjasta kaha yaar ka chehra jabke jo naseer aankh dame naz'ato ya rabb putli mein fire...

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Naat-Khwaan: Gulam Mustafa Qadri sikka chalega amena ka laal ka sikka chalega amena ka laal ka purnoor hai zamana subh-e-shabe wilaadat parda utha hai kiska subh-e-shabe wilaadat fasle bahaar aayi shakle nigaar aayi gulzaar hai zamaana subh-e-shabe wilaadat dil jagmaga rahe hein qismat chamak uthi hai faila naya ujaala subh-e-shabe wilaadat roohul ameen ne gaada kaabe ki chhat pe janda ta-arsh uda farera subh-e-shabe wilaadat baanta hai do jahan mein tune ziya ka baada dede hasan ka hissa subh-e-shabe wilaadat aayi nayi hukumat sikka naya chalega aalam ne rang badla subh-e-shabe wilaadat sikka chalega amena ka laal ka sikka chalega amena ka laal ka subh taybaah mein hui bant-ta hai baada noor ka sadqa lene...

Mubarak ho wo Shah Parde se bahar aane wala hai Lyrics / मुबारक हो वो शाह परदे से बाहर आने वाला है / مبارک ہو وہ شاہ پردے سے باہر آنے والا ہے

mubarak ho wo shah parde se baahar aane wala hai marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa sarkar ki aamad marhaba sardar ki aamad marhaba marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa mubarak ho wo shah parde se baahar aane wala hai gadai ko zamana jiske dar par aane wala hai marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa fakiron se kaho haazir hon jo maangen ge paayenge wo fariyad-ras bekas ka yaawar aane wala hai marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa kahan hain tooti ummidein kahan hain be-sahaare dil gareebon ki madad bekas ka yaawar aane wala hai marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa gunahgaaron na ho maayus tum apni rihaayi se madad ko wo shafi-e-roz-e-mahshar aane wala h...

Mithro Mohammad Aayo Salle Ala sab gaayo Lyrics in English Hindi ~ Islamic Naat Lyrics

mithro muhammad aayo, salle 'ala sab gaayo bhali kare aaya, bhali kare aaya bhali kare aaya, bhali kare aaya baaraa rabi-ul-awwal ! Di hi bhalaaro aa paida kyo allah pajo, mahboob pyaaro aa mithro muhammad aayo, salle 'ala sab gaayo mithro muhammad aayo, salle 'ala sab gaayo daai halima bhaagan waari, bhaagan waari jehji jugi thei roshan saari, roshan saari sohne jie akh kholi, ilallah ji lile loree mithro muhammad aayo, salle 'ala sab gaayo bhali kare aaya, bhali kare aaya bhali kare aaya, bhali kare aaya baaraa rabi-ul-awwal ! Di hi bhalaaro aa paida kyo allah pajo, mahboob pyaaro aa mithro muhammad aayo, salle 'ala sab gaayo sab hi manaayo jashn-e-wiladat, jashn-e-wilaadat maula asaa.n te kei aa inaayat , kei aa inaayat  ummat laay thyo inaam aa, sab nabiyan jo imaam aa mithro muhammad aayo, salle 'ala sab gaayo bhali kare aaya, bhali kare aaya bhali kare aaya, bhali kare aaya baaraa rabi-ul-awwal ! Di hi bhalaaro aa paida kyo allah pajo, mahboob pya...

Tera Khawan Main Tere Geet gawan Ya Rasool Allah Lyrics / तेरा खावां में तेरे गीत गावां या रसूलल्लाह

tera khaawaa.n mai.n tere geet gaawaa.n ya rasulallah ! tera khaawaa.n mai.n tere geet gaawaa.n ya rasulallah ! tera milaad mai.n kyu.n naa manawaa.n ya rasulallah ! haliima kar kadi wekhe, kadi sarkaar nu.n wekhe mai.n kedi sej tere laii sajawaa.n ya rasulallah ! tera milaad mai.n kyu.n naa manawaa.n ya rasulallah ! mera dil wi choh.nda aye, tusi mere wi ghar aao mai.n kede maan thi tennu.n bulaawaa.n ya rasulallah ! tera milaad mai.n kyu.n naa manawaa.n ya rasulallah ! jagaao bhaag mere wi abu ayyub de wagoo.n muqaddar oas da kitthu.n le aawaa.n ya rasulallah ! tera milaad mai.n kyu.n naa manawaa.n ya rasulallah ! mai.n kuchh wi naii.n che tere naal meri koii nisbat nai.n mai.n sab kuchh haa.n ch mai.n tera sadawaa.n ya rasulallah ! tera milaad mai.n kyu.n naa manawaa.n ya rasulallah ! suna hai aap har aashiq ke g...

Mustafa Mustafa Rehmate Do Jahan Lyrics || Tahir Qadry

Image
Mustafaa Mustafaa Mustafaa Mustafaa Mustafaa Mustafaa Rehmate Do Jahaan Jisko Jo bhi Mila Tere Sadqe mila Roze Mehshar Hamein Tum nahin bhulna Ya Habeebi Muhammad Mein kehta raha Noor ke Motiyon ki Ladi ban gayi Aayaton se milaata raha Aayatein Fir Jo Dekha to Naate Nabi ban gayi Mustafaa Mustafaa Rehmate Do Jahaan Jisko Jo bhi Mila Tere Sadqe mila Roze Mehshar Hamein Tum nahin bhulna Jab hua Tazkira Husne Mehboob ka Waddohaa Keh diya Wal Qamar Padh liya Aayaton ki Tilaawat bhi hoti rahi Naat bhi ban gayi Baat bhi ban gayi Mustafaa Mustafaa Rehmate Do Jahaan Jisko Jo bhi Mila Tere Sadqe mila Roze Mehshar Hame Tum nahin bhulna Jo bhi Aansu bahe Mere Sarkar ke Sab ke Sab Abre Rehmat ke chhinte bane Chha gayi Raat Jab Zulf Lehra gayi Jab Tabassum kiya Chandani ban gayi Mustafaa Mustafaa Rehmate Do Jahaan Jisko Jo bhi Mila Tere Sadqe mila Roze Mehshar Hamein Tum nahin bhulna Naat Khwan :  Hafiz Tahir Qadri Click Here to view all naats of Hafiz Tahir Qadri

Ye Kehti thi Ghar Ghar mein Ja Kar Haleema Lyrics in Roman(Eng) & Hindi(हिंदी)

Roman (Eng): Saher ka Waqt tha Masoom kaliyan Muskurati thi Hawaein Khair Makdam ke Tarane Gungunati thi Abhi Jibreel bhi Utre na the Kaabe ke Mimbar se Ke Itne mein Sada Aayi Ye Abdullah ke Ghar se Mubarak ho Shahe Har Do-Sara Tashreef Le Aaye Mubarak ho Muhammad Mustafa Tashreef Le Aaye Ye Kehti thi Ghar Ghar mein Ja Kar Haleema Mere Ghar mein Khairul Wara Aa gaye hein Uthi Chaar-soo Rehmaton ki Ghatayein Muattar Muattar hein Saari Fazaaein Khushi mein Ye Jibreel Nagmein Sunaye Wo Shaf-e-Roze Jaza Aa gaye hein Ye Kehti thi Ghar Ghar mein Ja Kar Haleema Mere Ghar mein Khairul Wara Aa gaye hein Ye Zulmat se Keh do ke Dere Utha lein Ke hein Har Taraf Ab Ujaale Ujaale Kaha Jinko Haq ne Siraajun Muneera Mere Ghar Wo Noore Khuda Aa gaye hein Ye Kehti thi Ghar Ghar mein Ja Kar Haleema Mere Ghar mein Khairul Wara Aa gaye hein Ye Sun kar Sakhi Aapka Aastana Hai Daaman Pasaare huye Sab Zamaana Nawaason ka Sadqa Nigahe Karam ho Tere Dar pe Tere Gadaa Aa g...

Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Lyrics || Zahra Abbasi

Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Bana Jis Ki Khatir Zamana Ye Sara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Sunate hein Ham Aaj Jis Ke Tarane Wo Khud aa gaye Apni Mehfil Sajane Badal Jayega Ab Mukaddar Hamara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Zameen par Fida Aaj Arshe Bari hai Nabi ji ki Mehfil bhi Kitni Haseen hai Aaqa ki Mehfil bhi Kitni Haseen hai Hai Kitna Haseen Ye Sama Pyara Pyara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Ye Husne Nabuwwat ki Aamad ki Shab hai Ye Maahe Risalat ki Aamad ki Shab hai Na Mehroom rehna na Sona Khudara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Yakeen hai ke Khairat Aesi bategi Kisi ki bhi Jholi na Khali rahegi Hua Rahmaton ka hai Saeem Ishara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Bana Jis Ki Khatir Zamana Ye Sara Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara

Mera Akida hai Saccha Haziro Nazir hein Aaqa Lyrics || Furqan Qadri

Mera Akida hai Saccha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Ye Hadiso Quran mein Baat yahi hai Waliyon mein Kehti hai Sari Duniya Haziro Nazir hein Aaqa Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Khwab mein NoorudDin ke Wo Dushman aake dikhate hein Ab To mano hein Zinda Haziro Nazir hein Aaqa Yaume Mehshar aayenge Banke Shahid Banke Gawah Sari Kaumon par Aaqa Haziro Nazir hein Aaqa Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Ab Bhi Khwab mein aate hein Dil ki Baat Batate hein Ghaib ayan Un par sara Haziro Nazir hein Aaqa Bugze Nabi Jo rakhte hein Dushman Aaqa ki na suno Ye hai Sahaba ka Naara Haziro Nazir hein Aaqa Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Hazir hein Wo Roze mein Sari Duniya dekhte hein Jab chahein Jalwa-aara Haziro Nazir hein Aaqa Unki Hayate Akdas par Itna Ujagar...

Aaqa ka Yaume Wiladat hai Ye Jashn Hamara hai Lyrics || Haji Bilal Attari

Marhaba Marhaba Sarkar ki Aamad Marhaba Sardar ki Aamad Marhaba Salar ki Aamad Marhaba Mukhtar ki Aamad Marhaba Tajdar ki Aamad Marhaba Shandar ki Aamad Marhaba Ghamkhwar ki Aamad Marhaba Shaheryar ki Aamad Marhaba Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Aaqa ka Yaume Wiladat hai Ye Jashn Hamara hai Ye Din to Khuda ki Rehmat hai Ye Jashn Hamara hai Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Sarkar ki Aamad Marhaba Sardar ki Aamad Marhaba Salar ki Aamad Marhaba Mukhtar ki Aamad Marhaba Tajdar ki Aamad Marhaba Shandar ki Aamad Marhaba Ghamkhwar ki Aamad Marhaba Shaheryar ki Aamad Marhaba Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Har Samt barasti Rehmat hai Ye Jashn Hamara hai Is Din se Hamko Nisbat hai Ye Jashn Hamara hai Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Sarkar ki Aamad Marhaba S...

Dhoom har Janib machi hai Aap ke Milad ki Lyrics || Milad Raza Qadri

Dhoom har Janib machi hai Aap ke Milad ki Har Musalman ko khushi hai Aapke Milad ki Jin ke Amalon mein hai Sab kuchh Par Nahin Chahere pe Noor Unke Daman mein kami hai  Aap ke Milad ki Beshumar Us par barasti hein Khuda ki Rehmatein Bazm Jis Ghar mein saji hai Aap ke Milad ki Na Koi Jannat ka lalach Na koi Dozakh ka Khauf Kyun ke Nisbat mil gayi hai Aapke Milad ki Jiske Sadke mein mila hai Sari Duniya ko wujud Kya Pur-Azmat gadi hai Aapke Milad ki Noor ko Aaqa mile Deedar ki khairat ab Chakari Jo Isne ki hai Aapke Milad ki

Aa gaye Sultane Payambar Lyrics || Farhan Qadri

Kis Waste Kaynat pe ye Noor hai chhaya Is ka Jawab Hazrate Jibreel hai laya Jiske liye Khuda ne ye Kaynat banayi Wo Khatme Rasul Duniya mein Tashrif hai laya Aaya hai Mera Nabi Nabi Nabi Nabi Sohna hai Mera Nabi Nabi Nabi Nabi Aaya hai Sohna hai Aaya hai Sohna hai Sab ko Mubarak Aamade Sarwar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Rabb ne Use bakhshi hai Tokir nirali Sara Zamana hai Uske Dar ka Sawali Rabb ne ata ki Jisko hai Kausar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah Karte hein Jibreel Aelan Yehi aksar Jo bhi hein Allah ke Mehbub ke Nokar Unko Mubarak Shafi-e-Mehshar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Wo Khilkate Awwal hein Wo Aakhari Nabi Mangaton ki Jholi bharta hai Wo Sakhiyon ka Sakhi Badshah Jiske hein Dar ke Gadagar Aa gaye Sultane Payambar ...

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Wo Noor Jalwaghar hua Jab Aamina ke Ghar Zulmat Jahan se ho gayi Kafoor Sarbasar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Be-Mislo Be-Misal hai Beshak Tumhari Zaat Khatmul Rusool Habibe Khuda Sayyidul Bashar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Duniya taras rahi thi Tumhe Rehmate Khuda Aane ko warna aaye Hazaro Payambar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Unka Jamal dekhne ko Haq ata kare Salman ka Zok Hazrate Siddik ki Nazar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Juz Unke Kis Nabi ne dikhaye hein Mo'jaze Utla fira hai Shams to Shak ho gaya Kamar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Har Ek ka Tumne Damane Ummid bhar diya Aye Rehmate Khuda Meri Janib bhi Ek...

Marhaba sad Marhaba ki gunj hai Lyrics

Marhaba sad Marhaba ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Gunjta hai Aasmanon par Yahi Naara-e-Salle Ala ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Khushbu-e-Naate Nabi hai Char-Su Aur Sada-e-Mustafa ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Ghar mein kyun na Chandani utre Mere Ghar mein Zikre Mustafa ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Mid'hate Sarkar ke dhaf ke baj uthe Har Gulistane Sana ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Aaj hai Sab ki Sada Khush-Aamdid Marhaba Ya Mustafa ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Gunj Gunj utthe Tarane Naat ke Har Sadi mein is sada ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai Har Sahife mein Hawala Aapka Aamade Khairul-Wara ki gunj hai Har taraf Unki Sana ki gunj hai

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Imdad kun Imdad kun Lyrics | Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन | या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा