Mustafa Jaane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)
Roman(Eng) :
Sham-e-Bazme Hidaayat pe Laakhon Salaam
Mehre Charkhe Nabuawat pe Roshan Durood
Ghule Baage Risaalat pe Laakhon Salaam
Shahere Yaare Iram Taajdare Haram
NauBahaare Shafaa'at Pe Laakhon Salaam
Shabbe Asra ke Dulhaa pe Daeem Durood
Nosha-e-Bazme Jannat pe Laakhon Salaam
Fat'he-Baabe Nubuwwat pe be-had Durood
Khatme Daure Risaalat pe Laakhon Salaam
Muj se bekas ki Daulat pe Laakhon Durod
Muj se bebas ki Quwwat pe Laakhon Salaam
Ham Garibon ke Aaqa pe be had Durood
Ham Fakiron ki Sarwat pe Laakhon Salaam
Dooro Nazdik ke Sun ne waale Wo kaan
Kaane Laale Qaramat pe Laakhon Salaam
Jis ke Sajde ko Mehraabe Kaabaa juki
Un bhuon ki Lataafat pe Laakhon Salaam
Jis taraf uth gayee dam me dam aa gaya
Us Nigaahe inaayat pe Laakhon Salaam
Nichi Nazron ki sharmo haya par Durood
Unchi bhini ki Rif'at pe Laakhon Salaam
Patli Patli Ghule Quds ki Pattiya
Un Labon ki nazaakat pe Laakhon Salaam
Wo Zabaan jis ko sab Qun ki kunji kahein
Uski naafiz hukumat pe Laakhon Salaam
Jiski Taskeen se rote hue hans pade
Us Tabassum ki aadat pe Laakhon Salaam
Jis ko Baare Do Aalam ki Parwaah nahin
Aese baazu ki quwwat pe Laakhon Salaam
Jis Suhaani gadi Chamka Tayba ka Chaand
Us Dil afroz sa'at pe Laakhon Salaam
Wo Dason Jin ko Jannat ka muzdaa milaa
Us Mubaarak Jama'at pe Laakhon Salaam
Ghause Aazam Imamuttuqa Wannuqa
Jalwaa-e-Shaane Qudrat pe Laakhon Salaam
Jis ki Mimbar hui Gardane Auliya
Us qadam ki karaamat pe Laakhon Salaam
Ek Mera hi Rehmat pe dawaa nahim
Shaah ki saari ummat pe Laakhon Salaam
Kaash Mehshar mein Jab Unki Aamad ho aur
Bhejein sab unki Shokat pe Laakhon Salaam
Muj se khidmat ke qudsi kahe haan RAZA !
Mustafa Jaan-e-Rehmat pe Laakhon Salaam
Fat'he-Baabe Nubuwwat pe be-had Durood
Khatme Daure Risaalat pe Laakhon Salaam
Muj se bekas ki Daulat pe Laakhon Durod
Muj se bebas ki Quwwat pe Laakhon Salaam
Ham Garibon ke Aaqa pe be had Durood
Ham Fakiron ki Sarwat pe Laakhon Salaam
Dooro Nazdik ke Sun ne waale Wo kaan
Kaane Laale Qaramat pe Laakhon Salaam
Jis ke Sajde ko Mehraabe Kaabaa juki
Un bhuon ki Lataafat pe Laakhon Salaam
Jis taraf uth gayee dam me dam aa gaya
Us Nigaahe inaayat pe Laakhon Salaam
Nichi Nazron ki sharmo haya par Durood
Unchi bhini ki Rif'at pe Laakhon Salaam
Patli Patli Ghule Quds ki Pattiya
Un Labon ki nazaakat pe Laakhon Salaam
Wo Zabaan jis ko sab Qun ki kunji kahein
Uski naafiz hukumat pe Laakhon Salaam
Jiski Taskeen se rote hue hans pade
Us Tabassum ki aadat pe Laakhon Salaam
Jis ko Baare Do Aalam ki Parwaah nahin
Aese baazu ki quwwat pe Laakhon Salaam
Jis Suhaani gadi Chamka Tayba ka Chaand
Us Dil afroz sa'at pe Laakhon Salaam
Wo Dason Jin ko Jannat ka muzdaa milaa
Us Mubaarak Jama'at pe Laakhon Salaam
Ghause Aazam Imamuttuqa Wannuqa
Jalwaa-e-Shaane Qudrat pe Laakhon Salaam
Jis ki Mimbar hui Gardane Auliya
Us qadam ki karaamat pe Laakhon Salaam
Ek Mera hi Rehmat pe dawaa nahim
Shaah ki saari ummat pe Laakhon Salaam
Kaash Mehshar mein Jab Unki Aamad ho aur
Bhejein sab unki Shokat pe Laakhon Salaam
Muj se khidmat ke qudsi kahe haan RAZA !
Mustafa Jaan-e-Rehmat pe Laakhon Salaam
हिंदी(Hindi) :
मुस्तफा जाने रेहमत पे लाखों सलाम
शम-इ-बज़्मे हिदायत पे लाखों सलाम
मेहरे चरखे नबुव्वत पे रोशन दुरूद
गुल्ले बागे रिसालत पे लाखों सलाम
शहेरे यारे इरम, ताजदारे हराम
नौबहारे शफ़ाअत पे लाखों सलाम
शब्बे असरा के दूल्हा पे दाइम दुरूद
नौशा-इ-बज़्मे जन्नत पे लाखों सलाम
फ़त्हे बाबे नबुव्वत पे बेहद दुरूद
खात्मे दौरे रिसालत पे लाखों सलाम
मुझसे बेकस की दौलत पे लाखों दुरूद
मुझसे बेबस को क़ुव्वत पे लाखों सलाम
हम गरीबों के आक़ा पे बेहद दुरूद
हम फकीरों की सरवत पे लाखों सलाम
दूरो नज़दीक के सुनने वाले वो कान
काने लाले करामत पे लाखों सलाम
जिसके सजदे को मेहराबे काबा जुकी
उन भुओं की लताफत पे लाखों सलाम
जिस तरफ उठ गयी दम में दम आ गया
उस निगाहे इनायत पे लाखों सलाम
नीची नज़रों की शर्मो हया पे दुरूद
ऊँची भीनी की रिफ़अत पे लाखों सलाम
पतली पतली गुले क़ुद्स की पत्तियां
उन लबों की नज़ाकत पे लाखों सलाम
वो ज़बां जिसको सब कुन की कुंजी कहें
उसकी नाफ़िज़ हुकूमत पे लाखों सलाम
जिसकी तस्कीन से रोते हुए हंस पड़े
उस तबस्सुम की आदत पे लाखों सलाम
जिसको बारे दो आलम की परवाह नहीं
ऐसे बाज़ू की क़ुव्वत पे लाखों सलाम
जिस सुहानी गड़ी चमका तयबाह का चाँद
उस दिल-अफ़रोज़ साअत पे लाखों सलाम
वो दसों जिनको जन्नत का मुज़्दा मिला
उस मुबारक जमाअत पे लाखों सलाम
गौसे आज़म इमामु-ततुका वननुका
जलवा-इ-शाने क़ुदरत पे लाखों सलाम
जिसकी मिम्बर हुई गर्दने औलिया
उस क़दम की करामत पे लाखों सलाम
एक मेरा ही रेहमत पे दावा नहीं
शाह की सारी उम्मत पे लाखों सलाम
काश महेशर में जब उनकी आमद हो और
भेजें सब उनकी शौकत पे लाखों सलाम
मुझसे खिदमत की क़ुद्सी कहे हाँ रज़ा !
मुस्तफा जाने रहमत पे लाखों सलाम
Comments
Post a Comment