Mustafa Mustafa Rehmate Do Jahan Lyrics || Tahir Qadry

Mustafaa Mustafaa Mustafaa Mustafaa
Mustafaa Mustafaa Rehmate Do Jahaan

Jisko Jo bhi Mila Tere Sadqe mila
Roze Mehshar Hamein Tum nahin bhulna

Ya Habeebi Muhammad Mein kehta raha
Noor ke Motiyon ki Ladi ban gayi

Aayaton se milaata raha Aayatein
Fir Jo Dekha to Naate Nabi ban gayi

Mustafaa Mustafaa Rehmate Do Jahaan
Jisko Jo bhi Mila Tere Sadqe mila
Roze Mehshar Hamein Tum nahin bhulna

Jab hua Tazkira Husne Mehboob ka
Waddohaa Keh diya Wal Qamar Padh liya
Aayaton ki Tilaawat bhi hoti rahi
Naat bhi ban gayi Baat bhi ban gayi

Mustafaa Mustafaa Rehmate Do Jahaan
Jisko Jo bhi Mila Tere Sadqe mila
Roze Mehshar Hame Tum nahin bhulna

Jo bhi Aansu bahe Mere Sarkar ke
Sab ke Sab Abre Rehmat ke chhinte bane
Chha gayi Raat Jab Zulf Lehra gayi
Jab Tabassum kiya Chandani ban gayi

Mustafaa Mustafaa Rehmate Do Jahaan
Jisko Jo bhi Mila Tere Sadqe mila
Roze Mehshar Hamein Tum nahin bhulna

Naat Khwan : 

Hafiz Tahir Qadri

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला