Mere Gaus ke Dar pe chalte hein / मेरे गौस के दर पे चलते हैं / میرے غوث کے در پہ چلتے ہیں
mere gaus ke dar pe chalte hain Naat-Khwaan: Nisar Ahmad Marfani chale chalo chale chalo mere gaus ke dar pe chalte hain qadri ab naara-e-gause aazam mizanan ek baar bulaaya tha har baar bulayeinge har saal yaqinan hum baghdad ko jaayeinge qadri ab naara-e-gause aazam mizanan aankhon mein chamak hogi taazeem mein sar hoga jab gaus ki nagri mein dil mahewe safar hoga qadri ab naara-e-gause aazam mizanan tehseen mile mujhko zarron ki nigaahon se kuchh aisi muhabbat ho baghdad ki raahon se qadri ab naara-e-gause aazam mizanan jab gaus ke roze par sar mera jhuka hoga gulshan meri nisbat ka banjar se hara hoga qadri ab naara-e-gause aazam mizanan kya khoob tumhaara hai darbaar shahe jilan daaman mein chhupa lena sardaar shahe jilan qadri ab naara-e-gause aazam mizanan bachpan se meri maa ne mujhko ye sikhaaya hai jab aayi koi aafat...