Posts

Showing posts with the label hafiz ahmad raza qadry

Sare La-Makaan se Talab hui Lyrics | Balaghal Ula bi Kamalihi Lyrics / सर-ए-ला-मकाँ से तलब हुई

sar-e-la-makaan se talab hui - English Naat-Khwaan: Hafiz Ahmad Raza Qadri sar-e-la-makaan se talab hui soo-e-muntaha wo chale nabi koi had hai unke urooj ki balaghal'ula bi kamaalihi balaghal'ula bi kamaalihi kashafad-duja bi jamaalihi hasunat jamee'u khisaalihi sallu alayhi wa aalihi tha safar zameen se arsh ka sabhi kuchh thaher gaya farsh ka laga rooh jaise nikal gayi teri waapsi se hai zindagi sar-e-la-makaan se talab hui soo-e-muntaha wo chale nabi koi had hai unke urooj ki sallu alayhi wa aalihi ho durood tujh pe bhi aamina tere chand par bhi salaam ho teri god kitni azeem hai mila jisko maah-e-tamaam hai wo khuda ke noor ko dekh kar ye jahaan waalon mein aa gaye sar-e-arsh jaana kamaal tha ke wahaan se aana kamaal hai sar-e-arsh par hai teri guzar dil-e-farsh par hai teri nazar malqoot-o-mulk mein koi she'i nahin wo jo tujhpe ayaan...

Tere Sadqe se Chalti hein Sansein Meri Lyrics / तेरे सद्के से चलती हैं साँसे मेरी

tere sadqe se chalti hain sanse meri - English allahumma salle ala sayyidina muhammadin allahumma salle ala sayyidina muhammadin tere sadqe se chalti hain sanse meri tere nazre karam se mili har khushi izzaatein rif‘atein hain tere zikr se main to kuchh bhi nahin teri rehmat ke bin allahumma salle ala sayyidina muhammadin allahumma salle ala sayyidina muhammadin sabse ola wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allahumma salle ala sayyidina muhammadin allahumma salle ala sayyidina muhammadin bazme aakhir ka sham‘a faroza hua noore awwal ka jalwa hamara nabi buj gayi jiske aage sabhi mash‘alein sham‘a wo lekar aaya hamara nabi allahumma salle ala sayyidina muhammadin allahumma salle ala sayyidina muhammadin khalq se auliya, auliya se rusool aur rusoolon se aala hamara nabi qarno badli rasoolon ki hoti rahi ...

Aaya hai ye Tera Deewana shaian lillah Lyrics / आया है ये तेरा दीवाना शय'अन लिल्लाह

aaya hai ye tera ye deewana shaian lillah - English Naat-Khwaan: Hafiz Ahmad Raza Qadry aaya hai ye tera ye deewana shaian lillah shaian lillah kehta hai ye har dam mastana shaian lillah shaian lillah tu peer mera la-sani hai aur ghaus mera jilaani hai main tera murid hun diwaana shaian lillah shaian lillah hai hukm tera hukm-e-rabbi ek dam mein jo chahe karde wahi ye daur tera hai shaahana shaian lillah shaian lillah main bad hi sahi main chor sahi main mujrim khati kuchh hi sahi par tera hun jaan-e-jaanana shaian lillah shaian lillah chahun jo agar tujhko chahun dekhun jo agar tujhko dekhun kar de mujhe sab se be-gaana shaian lillah shaian lillah chhute na kabhi tu aur ahmad mushkil jo pade ho teri madad gar wakt-e-nazaa' ho aa jana shaian lillah shaian lillah lete rahe ham sab naam tera karte rahe mil kar kaam tera baghdaad se ho aab-o-daana shaian lillah shaian lillah sab tere mazar-e-anwar par hote hein nic...

Hasbi Rabbi Jallalallah Lyrics | wahido yakta zaat hai jo / हस्बी रब्बी जल्लल्लाह | वाहिद-ओ-यकता ज़ात है जो

hasbi rabbi jallalallah Naat-Khwan: Hafiz Ahmed Raza Qadri hasbi rabbi jallalallah mafi qalbi gairullah noore muhammad salalallah la ilaha illallah wahido yakta zaat hai jo, jo hai khalike rango boo parbat sehra ya gulshan, jalwe jiske hain har soo raat ko din jo karta hai, rang kaliyon mein bharta hai usne hi sab ko paala, allah allah karta jaa hasbi rabbi jallalallah mafi qalbi gairullah noore muhammad salalallah la ilaha illallah phoolon ki mehkar mein wo, jangal mein kohsar mein wo suraj chaand sitaron mein, momin ke kirdar mein wo hooro malak ya jinno bashar, sab par hai malik ki nazar har dam uska zikr suna, allah allah karta jaa hasbi rabbi jallalallah mafi qalbi gairullah noore muhammad salalallah la ilaha illallah you are the source of all power, my need in my darkest hour your light and love all i seek, nothing more i'd ever want or need protect me from dishonor, grant me faith to be stronger ...

Mera koi nahin hai tere siwa Lyrics / मेरा कोई नहीं है तेरे सिवा

mera koi nahi hai tere siwa Naat-Khwaan: Hafiz Ahmed Raza Qadri koi nahi mera koi nahi koi nahi mera koi nahi jo kuchh bhi mangana hai dar e mustafa se mang allah ke habeeb shah e ambiya se mang ab tak kaha andheron me bhatka hua tha tu ghar roshni ki chah hai noor e khuda se mang mera koi nahi hai tere siwa mai ban ke sawaali aaya hu mai joli khaali laya hu mera koi nahi hai tere siwa mujhe nazr e karam ki bhikh mile karam ki bhikh ata ho gunahgaron ko sahara dijiye sarkar be saharon ko agar huzur ki rehmat ka aasra ho jae zamane me mujhe jeene ka hosla ho jae ghar tum na sunoge to meri kaun sunega ghar tum na karoge to karam kaun karega khud bhikh deke kehte hai mangton ki khair ho aisa sakhi darbar to dekha nahi koi mujhe nazr e karam ki bhikh mile ...

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

mera badshah husain hai shah ast husain badshah ast husain deen ast husain deen panah ast husain sar daad na daad dast dar dast-e-yazeed hakkā ke binā-e lā ilāha ast husain ye baat kis qadar haseen jo keh gaye mueenuddin ke deen ki panah husain hai mera husain hai mera badshah husain hai aman ka mehromāh bhi jo shāhon ka hai shāh bhi aisa badshah husain hai mera husain hai mera badshah husain hai kare koi jo hamsāri kisi ki kya majāl hai husain har lihāz se jahāñ mein be-misāl hai ye ho chukā hai faislā na koi dusrā hasan na koi dusrā husain hai mera husain hai mera badshah husain hai hidāyat-e-husain par amal karo ai mo’minon raheñge ham bahisht mein yaqīn rakho ai mo’minon qabool hogi har du'ā kisi se kyun dareñ bhala hamārā wāsta husain hai mera husain hai mera badshah husain hai du’āoñ mein nidāoñ mein jo wāsta ise banāyega bahisht ki jo rāhoñ kā rāstā ise banāyega na wāste mein toṛ hai na rāste mein moṛ hai aisi sīdhi rāh husa...

Husain Mere hein Lyrics /हुसैन मेरे हैं / حسین میرے ہیں

husain mere hain Naat-Khwaan: Hafiz Ahmed Raza Qadri maula husain hai mera maula husain hai husaino minni wa ana minal husain husaino minni wa ana minal husain mujhe hai naaz ke maula husain mere hain yahi to kehti hai duniya husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain ye rukh hawa-e-zamana ka jisne fera hai tera wo ek hi sajda husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain qaza ke baad fir mujhe nayi hayat mil gayi azaab se aur taab se mujhe nijaat mil gayi sawaal jab kiya gaya to maine keh diya husain hain maula husain hai mera maula husain hai unhi ke naam ka taweez pahenu khushboo kar milega deen ka jazba husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain dahan husain ka aur thi zabaan aaqa ki labon ka lete the bosa husain m...

main husain hoon Lyrics / मैं हुसैन हूं / میں حسین ہوں

main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main ghula-e-shaah-e-kaunain hoon main husain hoon, main husain hoon dil-e-murtaza ka main chain hoon main husain hoon, main husain hoon main shabiha-e-sarwar-e-do jahan mera lafz lafz hai haq nishaan haan main shaah-e-khuld-e-bari bhi hoon main ali ki rooh ka chain hoon main husain hoon, main husain hoon kis ne kaha ke main aam hoon main imaam ibne imaam hoon main hurmat-e-haramain hoon main husain hoon, main husain hoon main khuda ke sher ka laal hoon shaah-e-do jahan ki main aal hoon mera baba ilm ka baab hai dil-e-fatima ka main chain hoon main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main sawaar-e-dosh-e-rasool hoon chaman-e-ali ka main phool hoon mere sar p...

Meri Jaan Husain imaan husain Lyrics / मेरी जान हुसैन, ईमान हुसैन / میری جان حسین، ایمان حسین

meri jaan husain imaan husain Naat-Khwaan: Hafiz Ahmed Raza Qadri husain husain husain husain meri jaan husain imaan husain mera maan husain pahechaan husain wo dil hi kya ke jisme samoya nahin husain behtar hai wo ke jisne khoya nahin husain meri jaan husain... meri jaan husain... meri jaan husain... meri jaan... kehdo hawa se jaa kar ab shor naa kare tayba se karbala tak soyaa nahin husain libaas hai fataa hua ghubaar mein ataa hua tamaam jism-e-naazneen chhida hua kataa hua ye kaun zee-waqaar hai bala ka shah-sawaar hai ke hai hazaaron qaatilon ke samne dataa hua ye bil-yaqeen husain hai nabi ka noor-e-‘ain hai ke jiski ek zarb se kamaale fann-e-harb se kai shaqeen gire hue tadap rahe hain qarb se ye kaun haqq-parast hai maa-e-raza se mast hai ke jiske samne koi buland hai na past hai udhar hazaar ghaat hain magar ajeeb baat hai ke ek s...

Dare Nabi Par Ye Umar Beetay Lyrics / दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते

dar-e-nabi par ye umar beete Naat Khwan :  Hafiz Tahir Qadri Hafiz Ahmad Raza Qadri Nisar Ahmad Marfani dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa madine waale kahei.n makaami, ho unke dar pe qayaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa bilaal tujh par nisaar jaau.n, ke khud nabi ne tujhe kharida naseeb ho to naseeb aisa, ghulaam ho to ghulaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa namaaz aqsa mei.n jab padaaee, to ambiya aur rusool ye bole namaaz ho to namaaz aisi, imaam ho to imaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa labo.n pe naam-e-nabi jab aaya, gurez-paa haadaso.n ko paaya jo Taal deta hai mushkilo.n ko, ...

Sarkar ki nagri mein anwaar utarte hein Lyrics / सरकार की नगरी में अनवार उतरते हैं

sarkar ki nagri mein anwaar utarte hai sarkar ki nagri mein anwaar utarte hai is shehr ke zarro se khurshid ubarte hai is dar ki ataon ne daman mera bhar dala hota hai karam unka din mere guzarte hai sarkar ki nagri mein......... ye aap ka kuncha hai is kunche ki galiyon mein joke bhi havaon ke khamosh guzarte hai sarkar ki nagri mein......... ye zakhm hai tayba ke mat chhed tabib inko ye zakhm nahi ese marham se jo bharte hai sarkar ki nagri mein......... tayba ki judai mein ab haal hai yu apna tehni se juda ho kar jese patte bikharte hai sarkar ki nagri mein......... karta nahi shahon ki dar e yuza ghari altaf bas mere kareem aqa joli meri bharte hai sarkar ki nagri mein......... सरकार की नगरी में अनवार उतरते हैं सरकार की नगरी में अनवार उतरते हैं इस शहर के ज़र्रों से खुर्शीद उभरते हैं इस दर की अताओं ने दामन मेरा भर डाला होता है करम उनक...

Madine ke jalwe Madine ki raatein Lyrics / मदीने के जलवे मदीने की रातें / in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

madine ke jalwe madine ki raatein madina dikha jaldi jaldi khudaya madina dikha jaldi jaldi khudaya madine ke jalwe madine ki raatein hamein aye khudaya dikha jaldi jaldi tadapte hein din raat jo hazri ko unhe bhi khudaya bula jaldi jaldi wo roze ka manzar wo mehrabo mimbar wo jannat ki kyari badi pyari pyari jahan par lagin mere aaqa ki galiyan wo galiyan hamein bhi guma jaldi jaldi jinhe sun ke karte hein iftaro sahri sabhi mahe ramzan mein ushaqe nabwi jinhe sunke hota hai ek kaif tari hamein wo azanein suna jaldi jaldi hai jis se mahobbat mere mustafa ko jo chahta hai khud bhi habibe khuda ko jahan par makeen mere hamza piya hein ohad ki wo wadi dikha jaldi jaldi suna hai madina karam hi karam hai faqiron ka maskan nabi ka haram hai sub'ho sham jis dar pe aayein farishte wo darbar hamko dikha jaldi jaldi jahan par hai roza-e-khatune jannat jahan par hai hjra-e-madare ummat jahan par hein siddiqo farooqo usman wo jannat ka tukda dikha jaldi jaldi mere dil ki dhadkan hai har ...

Ya Allah Ya Rahman Hamd Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

apne sajdon pe yaqeen de humko ya allah! ya allah!  ya allah!  ya allah! ya allah!  ya allah!  ya allah!  ya allah! teri rahmat se bane kaam mere ho gayi har mushkil aasaan maine maana ke gunaahgar hun main par tu to hai bada maherbaan ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan!  ya allah! allah! allah!  apne sajdon pe yaqeen de humko apne rahmat si zameen de humko karde kuchh aisa karam ke bada jaaein phir hum hum tere ho ke rahein tere raste pe chalein ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan!  ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan!  ya allah! allah! allah!  teri rahmat ke talab-gaar hein hum ye baja hai ke gunah-gaar hein hum haan gunah-gaar hein hum haan siyaah-kaar hein hum tu hai rahmaan-o-raheem tu hai gaffar-o-kareem ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan!  ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan!  ya allah! allah! allah!  baat ban ban ke bigad jaati hai sa...

ab to bas ek hi dhun hai ke Madina dekhun Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Image
aakhri umar me.n kya ronak-e-duniya dekhu.n yehi dhun hai yehi dhun hai yehi dhun hai yehi dhun hai yehi dhun hai Madina dekhu.n ek baar yehi dhun hai Madina dekhu.n ek baar aakhri umar me.n kya ronak-e-duniya dekhu.n ab to bas ek hi dhun hai ke Madina dekhu.n jaaliyaa.n dekhu.n ke deewar-o- dar-o-baam -e-haram  apni ma'azoor nigaaho.n se mai.n kya kya dekhu.n ab to bas ek hi dhun hai ke Madina dekhu.n mai.n kahaa.n hu.n ye samaj lu.n to uthaau.n nazrei.n dil jo sambhle to mai.n fir gumbad-e-KHazra dekhu.n ab to bas ek hi dhun hai ke Madina dekhu.n mere Maula ! meri aankhei.n muje waapas karde taake is baar mai.n jee bhar ke Madina dekhu.n ab to bas ek hi dhun hai ke Madina dekhu.n kaash !  Iqbal yunhi 'umr basar ho meri sub-ha Kaa'be me.n ho to shaam ko Taybaah dekhu.n ab to bas ek hi dhun hai ke Madina dekhu.n Naat-Khwaans : Hafiz Ahmad Raza Qadri ...

Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi Lyrics || जब गुम्बद-ए-ख़ज़रा पे वो पहेली नज़र गयी || جب گنبد خَضْرا پی وہ پَہْلی نظر گی

Image
  Roman(ENG): Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi aankho.n ke raste mere dil me.n utar gayi Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi barsi thi is qadar ke nahasa gaya udhar wo baarish-e-karam mere daaman ko bhar gayi Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi sar kham tha, lab khamosh the, aankhe.n thi ashkbaar ek saa'at-e-bedaar thi jo ke guzar gayi jo keh saka na lab se mili wo muraad bhi mere sukoot par bhi shahaa ki nazar gayi Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi taiba se lautna kisi aashiq se puchhiye aisa lage ke rooh badan se guzar gayi Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi aawaz Ubaid teri b-faizan-e-naat hi seeno.n me.n aashiqan-e-nabi ke utar gayi Jab gumbad-e-khazra pe wo paheli nazar gayi हिंदी(HINDI): जब गुम्बद-ए-ख़ज़रा पे वो पहेली नज़र गयी आँखों के रास्ते ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Imdad kun Imdad kun Lyrics | Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन | या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा