Posts

Showing posts with the label nasheed

Qurbaani ka kissa hai Taarikh ka hissa hai Lyrics / क़ुरबानी का किस्सा है, तारीख का हिस्सा है / قربانی کا اسلام میں ہے مرتبہ افضل

qurbaani ka kissa hai taarikh ka hissa hai Naat-Khwaan: Mohammed Aziz allah ki marzi pe jo qurbaan hua hai shaan usko mili saahibe imaan hua hai qurbaani ka kissa hai taarikh ka hissa hai qurbani ka islam mein hai martaba afzal qurbani se ho jaata hai imaan mukammal aadam se maseeha talak aaye jo payambar qurbaniyaan dete rahe sab naame khuda par qurbani ka paygaam jahaan ko diya sab ne ikraar kiya azmate qurbani ka sabne qurbani se pura hua iqraar wafaa ka qurbani se bandon ko mila qurb khuda ka qurbani ko imaan ka juz jaan lo bando tum dil se har ek hukme khuda maan lo bando sar apna jukaate raho paygaame khuda par qurbani dilo jaan se do naame khuda par qurbaani ka kissa hai taarikh ka hissa hai quraan mein hai qurbani ki takmeel ka kissa ke hazrate ibrahimo ismaeel ka kissa the hazrat ibrahim bade saahibe azmat allah ne ata ki ...

Labbayk Allahumma Labbayk Nasheed / लब्बैक अल्लाहुम्मा लब्बैक / لبّیک اللّٰھم لبّیک / Lyrics

labbayk allahumma labbayk labbayk la'shareek laka labbayk innal hamd wanne'ymat lak wal mulk lashareek lak nasib par hai wo aaj nazaan jinhe sharaf hajj ka mil raha hai mina ki janib rawan dawan hai labon pe labbayk ki sada hai labbayk allahumma labbayk labbayk la'shareek laka labbayk innal hamd wanne'ymat lak wal mulk lashareek lak ba-chashme nam ghum koi dua mein to koi masroof hai sana mein khuda ke mehman hein mina mein ajeeb kayfo suroor sa hai labbayk allahumma labbayk labbayk la'shareek laka labbayk innal hamd wanne'ymat lak wal mulk lashareek lak qubool kyun na ho ab duaein mili muqaddar se ye fazaein muaaf uski hein sab khataein jo aaj arfat mein khada hai labbayk allahumma labbayk labbayk la'shareek laka labbayk innal hamd wanne'ymat...

Ya Rasulallah ham sab aap se sharminda hein Lyrics / या रसूलल्लाह हम सब आप से शर्मिंदा हैं / یا رسول اللہ ہم سب آپ سے شرمندہ ہیں

ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain aqa ham sharminda hain ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal'oon abhi tak zinda hai rayega na jaayega khoon mere ghazi ka inqilaab laayega khoon mere ghazi ka ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal'oon abhi tak zinda hai ham wafa na kar paaye ghazi ham hain sharminda umar bhar rulayega khoon mere ghazi ka ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal'oon abhi tak zinda hai ishq chadh gaya sooli bad-tareen din hai aaj karz sab chukaayega khoon mere ghazi ka ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal'oon abhi tak zinda hai chehra dekha ghazi ka yun laga ke mahshar mein noor ban ke aayega khoon mere ghazi ka ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal...

Andhere mein Dil ke Charage Muhabbat Lyrics /अँधेरे में दिल के चरागे महोब्बत / اندھیرے میں دل کے چراغِ محبت

andhere me.n dil ke charaag-e-mohabbat andhere me.n dil ke charaag-e-mohabbat ye kis ne jalaaya sawere-sawere liya jab se maine ye naam-e-muhammad bada lutf aaya sawere-sawere aqidat ki manzil ka bas raaz ye hai isha ke wuzu se ada ho sahar bhi ibaadat ka sauda andhere-andhere munaafa kamaaya sawere-sawere KHuda ki qasam ye haqeeqat hai sehra ke be-noor aankhon me.n bhi noor chamka tere sabz gumbad ko suraj ki kirno.n ne jab jagmagaaya sawere-sawere ibaadat kiye jaa , namaze.n pade ja shab-o-roz sajdo.n pe sajde kiye ja ibaadat usi ki namaze.n usi ki jise panjatan ka gharaana mila hai madine ke jalwe, madine ki raate.n hame.n aye KHudaya dikha jaldi-jaldi tadapte he.n din-raat jo huzuri ko unhe.n aye KHudaaya bula jaldi-jaldi khayal-e-madina me.n nind aa gayi jab karaar aa gaya be karaari ko meri kiye sabz gumbad ke maine nazaare bada lutf aaya sawere-sawere wo roze ka manzar wo mehraab-o-mimbar wo...

आँखें रो-रो के सूजाने वाले / آنکھیں رو رو کے سُجانے والے/ Aankhen Ro Ro Ke Sujane wale Lyrics

aankhen ro ro ke sujaane waale aankhen ro ro ke sujaane waale jaane waale nahi aane waale koi din mein ye sira ujad hai are o chhawni chhaane waale aankhen kuchh kehti hein tujhse paigaam o dar-e-yaar ke jaane waale fir na karwat li madine ki taraf are chal jhoothe bahaane qaale are bad faal buri hoti hai dees ka jangala sunane waale husn tera sa na dekha na suna kehte hein agle zamaane waale kyu raza aaj gali suni hai uth mere dhum machane waale आँखें रो-रो के सूजाने वाले आँखें रो-रो के सूजाने वाले जाने वाले, नहीं आने वाले कोई दिन में ये सिरा उजड़ है अरे ओ छावनी छाने वाले आँखें कुछ कहती हैं तुझसे पैग़ाम ओ दर-ए-यार के जाने वाले फिर न करवट ली मदीने की तरफ़ अरे चल झूठे बहाने वाले अरे बद फ़ाल बुरी होती है देश का जंगल सुनाने वाले हुस्न तेरा सा न देखा न सुना कहते हैं अगले ज़माने वाले क्यों रज़...

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana  dulha bana  dulha bana  dulha bana  fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana  dulha bana  inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana  dulha bana  tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana  dulha bana  meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana  dulha bana  is tarha mehka kare ye gh...

Wo Taiba ki Galiyan Wo Zamzam ka Pani Lyrics by Sandali Ahmad in English ~ Hindi

Wo Taybaa ki Galiyaan , Wo Zamzam ka Paani Ya Allah Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah Allah Ya Allah Wahaan ki Fakeeri hai , Rashqe Ameeri Wahaan par basar ho , Meri Zindagaani Aye Allah ! Mere Muqaddar mein likh de Wo Taybaa ki Galiyaan , Wo Zamzam ka Paani Wo Taybaa ki Galiyaan , Wo Zamzam ka Paani Wo Taybaa ki Galiyaan , Wo Zamzam ka Paani Ya Allah Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah Allah Ya Allah Wahaan Chaar-su Rehmaton ke Ujaale Wahaan jaake aate hein Taqdeer waale Wahaan ka Saweraa Karam ki Zamaanat Wahaan Ek Pal mein badalti hai Qismat Wahaan Har Taraf Jannaton ke Manaazir Wahaan ki Har Ek Shab Suhaani Suhaani Wo Taybaa ki Galiyaan , Wo Zamzam ka Paani Wo Taybaa ki Galiyaan , Wo Zamzam ka Paani Ya Allah Allah Allah Ya Allah Ya Allah Allah Allah Ya Allah Wahaan Aaj Tak hein Farishton ke Fere Jahaan Chalte Firte the Sarkaar Mere Jahaan Ham ko Quraan ka Tohfaa milaa hai Jahaan Baabe Rehmat Hamesha khulaa hai Wahin Meri Qismat ka Chamkegaa Taara Wahin Par mitegi Meri Naa-Tawaani...

aye KHuda qiblaa-e-awwal ki duaae.n sun le || अये ख़ुदा क़िब्ला-ए-अव्वल की दु'आएं सुन ले || اے خدا قبلہِ اوّل کی دعائیں سن لے || Lyrics

  Roman(ENG): aye KHuda ! qiblaa-e-awwal ki duaae.n sun le unki ujdi hui basti ki sadaae.n sun le tu jo chaahe to bura waqt bhi Tal jaaye ga raat ki kokh se suraj bhi nikal aayega hum nahi.n kahete hume.n koi payambar de-de tere hi aage juke humko wohi sar de-de lashkar-e-feel jahaalat pe utar aaya hai aye KHuda ! fir se abaabilo.n ko kankar de-de kaun kaheta hai ke nafrat se chalegi duniya tu dikha de ke mahobbat se chalegi duniya aye KHuda ! qiblaa-e-awwal ki duaae.n sun le unki ujdi hui basti ki sadaae.n sun le tere mahboob ne jis simt kiye the sajde hukm se tere wo as'haab-e-nabi ke sajde sekdo.n gham liye seene me.n hai ghamgeen khada ab faqat tere sahaare hai phalasteen khada kaash duniya ye samaj paati ye jagda kya hai aapke ghar ye kisi aur ka qabza kya hai tu jo chaahe to har ek baat ko behtar kar de ek nazar daal de haalaat ko behtar kar de aye KHuda ! qiblaa-e-awwal ki duaae.n sun le unki ujdi hui basti ki sadaae.n sun le Naat-Khwaans : ...

ajmer ka jab ye manzar hai , baghdaad ka manzar kya hoga || अजमेर का जब ये मंज़र है, बग़दाद का मंज़र क्या होगा || اجمیر کا جب یہ منظر ہے ، بغداد کا منظر کیا ہوگا || Lyrics

Image
  Roman(ENG): ajmer ka jab ye manzar hai , baghdaad ka manzar kya hoga rahete he.n jahaa.n nabiyo.n ke nabi, wo shahar-e-munawwar kya hoga wo kalma padaaye.n choro.n ko, murdo.n ko uthaa de.n thookar se jab ghaus me.n itna paawar hai, to sarkaar ka paawar kya hoga he.n aaj bhi apne uljan me.n, uthte he.n sawaal aksar man me.n jo apna janaaza khud hi padhe, wo saabir-e-kaliyar kya hoga jab husn tha unka jalwaa-numa, anwaar ka 'aalam kya hoga har koi fida hai bin dekhe, deedaar ka 'aalam kya hoga ek simt 'ali, ek simt 'umar, siddiq idhar, usmaan udhar in jagmag-jagmag taaro.n me.n,  mahtaab ka 'aalam kya hoga chaahe.n to ishaare se apne kaaya hi palat de duniya ki ye shaan hai unke ghulaamo.n ki, sardaar ka 'aalam kya hoga dulhan jo lagaale to uski , nasle.n bhi mu'attar ho jaae.n aaqa ka paseena aisa hai, to jism-e-mu'attar kya hoga wo sajda kare.n to sajde me.n , yu.n raat mukammal ho jaae beti hai nabi ki jab aisi, to nabiyo.n ka wo sarwar kya hoga ...

Eid Mubarak || Aayat Arif || New Eid Nasheed || ईद मुबारक

Roman (ENG) : Mubarak Eid Mubarak ! Mubarak Eid Mubarak ! khushbu lagaake, sheer-khurma khake hathon me.n ham apni mehndi lagake mangenge Eidi kahenge ye ham Pyari Mama ! Pyare Baba ! Eid Mubarak Sabko, Sabko, Sabko, Sabko, Eid Mubarak Chudi pehen ke, Kaajal laga ke Mathe pe Ham apne tikar saja ke Mangenge Eidi kahenge Ye Ham Pyari Nani ! Pyari Dadi ! Eid Mubarak Sabko, Sabko, Sabko, Sabko, Eid Mubarak Mubarak Eid Mubarak !  Mubarak Eid Mubarak ! Mubarak Eid Mubarak ! Mubarak Eid Mubarak ! Milne Saheli se jaungi Eid pe Main Apne kapde dikhaungi Eid pe Kehke saheli ko Eid-e-Mubarak Mein rishtedaro.n ke jaungi Eid pe Khala ke jake, Fuffu ke jake Mamu ke, chachi ke, taaya ke jake Mangenge Eidi kahenge Ye Ham Pyari chachi ! Pyare chachu ! Eid Mubarak Sabko, Sabko, Sabko, Sabko, Eid Mubarak Le kar Main aayi hun Paygam Eid pe Sab ko sunane hein Ahkam Eid pe Paana hai gar Eid ki barkaton ko Karne hein Ye Hamko chand kam Eid pe Us Din garibon yateemon ke jake Eidi se ham apni khana khilake...

Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri Lyrics || लब पे आती है दुआ बनके तमन्ना मेरी

Roman(ENG): Lab pe aati hai dua banke tamanna meri Zindagi sham'a ki surat ho Khudaya meri Ho Mere dam se yuhin Mere watan ki zinat Jis tarha ful se hoti hai chaman ki zinat Zindagi ho Meri Parvwane ki surat Ya Rab Ilm ki shamma se ho Mujko muhobbat Ya Rab Ho Mera kam garibo ki himayat karna Dard mandon se zaeefon se muhobbat karna Mere Allah buraee se bachana Mujko Nek jo rah ho Us reh pe chalana Mujko हिंदी(HINDI): लब पे आती है दुआ बनके तमन्ना मेरी ज़िन्दगी शम-अ की सूरत हो खुदाया मेरी हो मेरे दम से यूँही मेरे वतन की ज़ीनत जिस तरह फूल से होती है चमन की ज़ीनत ज़िन्दगी हो मेरी परवाने की सूरत या रब इल्म की शम-अ से हो मुझको मुहोब्बत या रब हो मेरा काम गरीबों की हिमायत करना दर्दमंदों से गरीबों से मुहोब्बत करना मेरे अल्लाह बुराई से बचाना मुझको नेक जो राह हो उस रह पे चलना मुझको ENG हिंदी

Inshallah sare roze rakhunga ramzan mein Lyrics by Hafiz Tahir Qadri in English ~ Hindi

Roman (Eng): Inshaa-Allah saare Roze rakkhunga Ramzaan mein Namaaz pad ke Rabb ko Raazi kar lung Ramzaan mein Ramzaan Ramzaan Ramzaan Ramzaan  Ramzaan Ramzaan Ramzaan Ramzaan  Allah ka Ahesaan hai , Ataa kiya Ramzaan hai Shukre Maulaa karte rehnaa , Momeen ki pahechaan hai Inshaa-Allah saare Roze rakkhunga Ramzaan mein Namaaz pad ke Rabb ko Raazi kar lung Ramzaan mein Jannat ke Darwaaze khulte hein Maahe Ramzaan mein Bakhshish ke Parwaane bant'te hein Maahe Ramzaan mein Mein bhi bakhshish ka Parwaana Paaungaa Ramzaan mein Inshaa-Allah saare Roze rakkhunga Ramzaan mein Namaaz pad ke Rabb ko Raazi kar lung Ramzaan mein Har bacche ki khwaahish hoti hai Rozaa Kushaaee ki Kehta hai Ye Har bacchaa kab Meri baari aayegi Mein bhi Roze ki Lazzat ko paaungaa Ramzaan mein Inshaa-Allah saare Roze rakkhunga Ramzaan mein Namaaz pad ke Rabb ko Raazi kar lung Ramzaan mein Din mein Roze rakh kar Jo Raaton ko Taraaweeh padtaa hai Maula Uske pichhle sab jurmon ki bakhshish kartaa hai Apne Gunaah...

Aye Mominon Tum Jaag lo Jo Maangnaa hai Maang lo Lyrics || Shabe Baraat || Roman(Eng) & हिंदी

Roman (Eng) : Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat  Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat  Aye Mominon ! Tum Jaag lo , Jo Maangnaa hai Maang lo Karta hai Sab ke Faisale , Haan  Maula Isi Raat Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat  Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat  Jannat ke Sab hein Dar khule , Haan Sun lo Isi Raat Dozakh se rihaaee mile , Haan Sun lo Isi Raat Murdon ko bakhsh deta hai , Haan Maula Isi Raat Jo maangnaa hai Maang lo , Rehmat ki hai Ye Raat Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat  Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat  Logon ko Rizq deta hai , Haan Maula Isi Raat Aulaadein Jo talab karein , Wo Paayein Isi Raat Karze se Rihaaee mile , Haan Sun lo Isi Raat Ro Ro ke Tauba karlo Tum , Bakhshish ki hai Ye Raat Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat  Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat Shabe Baraat  हिंदी : शबे बरात शबे बरात शबे बर...

Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena Lyrics by Shakeel Sindhu Qadri in English ~ Hindi

Roman (Eng) :  Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena Aesa banaaya Rabb ne , Ramzaan ka Mahina  Chaaron taraf bahaarein , Ghar Ghar mein Ronakein hein Waqte Taraawih dekho , Aabad Masjidein hein Naatein padho Nabi ki , Karo Mehfile Shabeenaa Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena Aesa banaaya Rabb ne , Ramzaan ka Mahina  Uttho jaldi Mominon Tum , karo Saheri ki Tayyari Qurbaan karo Khuda par , Neend Apni Pyaari Pyaari Naam Uska Zindagi hai , Kehte hein Isko Jeena Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena Aesa banaaya Rabb ne , Ramzaan ka Mahina  Jee bhar ke loot Rehmat , Ramzaan ki hein Gadiyaan Maangein Khuda se bakhshish , Ramzaan ki hein Gadiyaan Phir aayega na Haathon , Anmol ye gageena Chehre khile khile hein, Roshan hai sab ka seena Aesa banaaya Rabb ne , Ramzaan ka Mahina  Taybaa se door reh kar Duniyaa mein jeena kya hai Ae'jaaz Meri Roti aankhon se Ye Duaa hai Allah Hamein dikhaaye Isi Maah mein Madina हिंदी : चेहरे खिले खिले...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Al Madad Peerane Peer Gause Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics