Posts

Showing posts with the label hafiz tahir qadry

Mera Maula Maula Husain hai Lyrics / मेरा मौला मौला हुसैन है / میرا مولا مولا حسین ہے

mera maula maula husain hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai jo hua nawasa-e-mustafa wo ali ka beta husain hai jo yazidiyat ko fanaah kare shahe karbala wo husain hai bibi fatima ka wo ladla mera badshah wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai kya sunaun waqia-e-karbala haaye teer neza kahaan laga jise chumte rahe mustafa wo husaini sar tha kata hua saara ghar ka ghar bhi luta diya wo jo kar gaya wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai yahi bole hazrat-e-hurr shaha ya husain aap ka shukriya ke yazidiyon se nikal kar jo husainiyon mein bitha diya mujhe manzilon ka pata diya mera rehnuma wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai wo bhi banda kitna ajeeb hai jo kahe yazeed...

Ali ke Lakhte Jigar Lyrics / अली के लख़्त-ए-जिगर / علی کے لختِ جگر

tera husain mera husain Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri tera husain mera husain sabka husain maula husain ya shaheede karbala ya shaheede karbala mere khuda ki riza hai ali ke lakhte jigar nabi ke deen pe fida hai ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka faqeeron aayo sadaa de rahe hain ye abbas sarapa baabe sakha hain ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka husaini khoon se wo inqilab aaya hai mita hai kufr baqa hai ali ke lakhte jigar tera husain mera husain sabka husain maula husain mere rasool ne sardaar-e-khuld inko chuna tabhi to sabse juda hain ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka ukhaad phenko jahaan se yazeediyat ka alam tumhare saath sadaa hain ali ke lakhte jigar ...

Dare Nabi Par Ye Umar Beetay Lyrics / दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते / درِ نبی پر یہ عمر بیتے

dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa Naat Khwan :  Hafiz Tahir Qadri Hafiz Ahmad Raza Qadri dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa madine waale kahei.n makaami, ho unke dar pe qayaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa bilaal tujh par nisaar jaau.n, ke khud nabi ne tujhe kharida naseeb ho to naseeb aisa, ghulaam ho to ghulaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa namaaz aqsa mei.n jab padaaee, to ambiya aur rusool ye bole namaaz ho to namaaz aisi, imaam ho to imaam aisa dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa labo.n pe naam-e-nabi jab aaya, gurez-paa haadaso.n ko paaya jo Taal deta hai mushki...

Jo Dar Kaabe ka khulwaae Use Farooq kehte hein Lyrics / जो दर काबे का खुलवाए उसे फ़ारूक़ कहते हैं / جو درِ کعبہ کا کھلوائے اُسے فاروق کہتے ہیں

jo dar kaabe ka khulwaaye use farooq kehte hain salaam salaam salaam ya umar salaam salaam salaam ya umar ya umar... ya umar... umar ka daman na chhodenge umar ka daman na chhodenge zamaana jaanta hai ke muraade mustafa hai wo niraali shaan hai uski khalifa dusra hai wo ali bhi jiska ho jaaye use farooq kehte hain jo dar kaabe ka khulwaaye use farooq kehte hain gali gali nagar nagar umar umar umar umar gali gali nagar nagar umar umar umar umar sitaaron ke barabar nekiyaan jiski bataate hain jise siddiq-e-akbar jaan-nasheen apna banaate hain jise farooq keh kar pyaar se aaqa bulaate hain jise duniya mein jannat ki bashaarat bhi sunaate hain naseeban aisa jo paaye use farooq kehte hain jo dar kaabe ka khulwaaye use farooq kehte hain jidhar se dekhiye farooq ek dafaa guzar jaaye nahin shaitaan ki himmat ke bhoole se udhar jaaye umar to naam hai aisa munaafiq su...

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics / हुसैन इब्ने अली ने कर्बला में घर लुटाया है / حسین ابنِ علی نے کربلا میں گھر لٹایا ہے

hussain ibn-e-ali ne karbala mein ghar lutaya hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri mere hussain salaam, mere hussain salaam hussain ibn-e-ali ne karbala mein ghar lutaya hai hussain ibn-e-ali ne karbala mein sar kataya hai mere hussain salaam, mere hussain salaam madine mein hue sha'ban mein laal-e-ali paida ke bibi fatima ki god mein ek chaand biradra ali o fatima ke phool ye hasanain the pyaare rasulallah ki aankhon ke ye dono hi the taare nabi ko thi khabar ye deen par sab kuchh lutaayenge hussain ek roz jaake karbala mein sar kataayenge nabi ne chum ke dar dar yehi unse kaha aksar "mere bachche na ghabraana ke chalna is pe hai khanjar" kiya waada jo bachpan mein use aise nibhaaya hai hussain ibn-e-ali ne karbala mein ghar lutaya hai hussain ibn-e-ali ne karbala mein sar kataya hai khuda ko bhi nabi ke laadon se pyaar tha itna ke inke waaste kapdon ka joda k...

Sarkar ka Milad Hamesha hi Saje ga Lyrics / सरकार का मिलाद हमेशा ही सजेगा / سرکار کا میلاد ہمیشہ ہی سجے گا

sarkar ka milaad hamesha hi saje ga Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri aaye aaye mere sarkar aaye mere dildar aaye mere ghamkhaar aaye sadiyon se ho raha hai ye kaise rukega sarkar ka milaad hamesha hi saje ga khushiyon ka sama hai masti mein jahaan hai milade nabi par har koi fida hai hamesha hamesha hamesha hi saje ga hamesha hamesha hamesha hi saje ga sarkar ka milaad hamesha hi saje ga chahat hai lagan hai duniya hi magan hai ghar ghar milaad ho sunni ka mission hai hamesha hamesha hamesha hi saje ga hamesha hamesha hamesha hi saje ga yun sarware aalam ka milaad manayein aaqa ki har ada ko zindagi mein layein apne nabi ki sunnat chehre pe bhi sajaayein ghairon ki mahobbat ko ab dil se nikaalein khushiyon ka sama hai masti mein jahaan hai milade nabi par har koi fida hai hamesha hamesha hamesha hi saje ga hamesha hamesha hamesha hi...

Muhammad Nabina Bi Nooru Hadeena / मुहम्मद नबिना बि नूरु हदीना / محمد نبینا بِنُورُ حدینا

muhammad nabina bi nooru hadeena Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri ya shaahe madina ya shaahe madina ya shaahe madina ya shaahe madina tere dar pe shaha main aaun, aur jholi ko failaaun sab mann ki muraadein paaun, is dar se kahin naa jaaun ya mustafa... ya mustafa muhammad nabina bi nooru hadeena mim-makka habibee nooru sata-al madina ya shaahe madina ya shaahe madina teri judaai mein aaqa jhaltaa hai ye seena ya mustafa... ya mustafa ya mustafa... ya mustafa ya shaahe madina ya shaahe madina ye betaab nigaahen, ab to ashq bahaayen dil deta hai sadaayein, qadmon mein bulaayen gardish mein hai sitaara, mushkil ho gaya jeena muhammad nabina bi nooru hadeena mim-makka habibee nooru sata-al madina ya shaahe madina ya shaahe madina ya mustafa... ya mustafa tez bahot hai dhaara, mera kaun sahaara kardo ek ishaara, tufaan bane kinaar...

Ya Rasulallah ham sab aap se sharminda hein Lyrics / या रसूलल्लाह हम सब आप से शर्मिंदा हैं / یا رسول اللہ ہم سب آپ سے شرمندہ ہیں

ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain aqa ham sharminda hain ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal'oon abhi tak zinda hai rayega na jaayega khoon mere ghazi ka inqilaab laayega khoon mere ghazi ka ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal'oon abhi tak zinda hai ham wafa na kar paaye ghazi ham hain sharminda umar bhar rulayega khoon mere ghazi ka ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal'oon abhi tak zinda hai ishq chadh gaya sooli bad-tareen din hai aaj karz sab chukaayega khoon mere ghazi ka ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal'oon abhi tak zinda hai chehra dekha ghazi ka yun laga ke mahshar mein noor ban ke aayega khoon mere ghazi ka ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal...

Mojza mere nabi ka keh diya to ho gaya Lyrics / मोज़ज़ा मेरे नबी का कह दिया तो हो गया / معجزہ میرے نبی کا کہہ دیا تو ہو گیا

mojza mere nabi ka keh diya to ho gaya mojza mere nabi ka keh diya to ho gaya aap ne katre ko dariya keh diya to ho gaya haath me talwar le kar aaye jab hazrat umar aa mere daman me aaja keh diya to ho gaya aabdida the b-waqt-e-asar jab hazrat ali doobe suraj ko nikal ja keh diya to ho gaya masjide nabvi mai ghar se aap ke mimbar talak aap ne jannat ka tukda keh diya to ho gaya mustafa se hai khuda ko pyaar kitna dekhiye khaana-e-kaaba ko qibla keh diya to ho gaya naam le kar mustafa ka haath me lekar qalam maine ajmal ek qasida keh diya to ho gaya मोज़ज़ा मेरे नबी का कह दिया तो हो गया मोज़ज़ा मेरे नबी का कह दिया तो हो गया आप ने क़तरे को दरिया कह दिया तो हो गया हाथ में तलवार लेकर आए जब हज़रत उमर आ मेरे दामन में आजा कह दिया तो हो गया आबदीदा थे ब-वक़्त-ए-असर जब हज़रत अली डूबे सूरज को निकल जा कह दिया तो हो गया मस्जिदे-नबवी में घर से आप के मिं...

उनका मंगता हूँ जो मंगता नहीं होने देते / ان کا منگتا ہوں جو منگتا نہیں ہونے دیتے / Unka mangta hu Jo mangta nahi hone dete Lyrics

unka mangta hoon jo mangta nahin hone dete Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri ban gayi baat unka karam ho gaya shaakhe nakhle tamanna hari ho gayi mere lab pe madine ka naam aa gaya baithe baithe meri haazari ho gayi mujhpe kitna niyaazi karam ho gaya duniya kehne lagi panjatan ka gadaa is garaane ka jabse main nokar huaa sabse acchhi meri nokari ho gayi unka mangta hoon jo mangta nahin hone dete ye hawaale, mujhe ruswa nahin hone dete mere har ayb ki karte hain wo pardaa poshi mere jurmon ka tamaasha nahin hone dete unka mangta hoon jo mangta nahin hone dete apne mangton ki wo fehrist mein rakhte hain sadaa mujhko mohtaaj kisi ka nahin hone dete unka mangta hoon jo mangta nahin hone dete hai ye imaan ke aayenge lahad mein meri apne mangton ko wo tanha nahin hone dete unka mangta hoon jo m...

Meri baat ban gayi hai Teri baat karte karte Lyrics / मेरी बात बन गई है तेरी बात करते करते / میری بات بن گئی ہے تیری بات کرتے کرتے

meri baat ban gayi hai meri baat ban gayi hai teri baat karte karte tere shaher mein mein aaun teri naat padte padte tere ishq ki badolat muje zindagi mili hai mere paas bhi hai aayi meri maut darte darte kisi cheez ki talab hai na hai aarzu bhi koi tune itna bhar diya hai kashkol bharte bharte mere sune sune ghar ko kabhi ronaqein ata kar mein deewana ho gaya hun teri raah takte takte mein na jaaunga o darbaab kabhi chhod kar ye galiyan ke main pahunchaa hun yahaan par mere yaar marte marte Same Lyrics with Different Style Naat Khwaan: Hafiz Tahir Qadri is karam ka karun shukr kaise ada jo karam mujh pe mere nabi kar diya main sajata hoon sarkar ki mehfilein mujhko har gham se rab ne bari kar diya meri baat ban gayi hai teri baat karte karte tere shaher mein main aaun teri naat padhte padhte...

Duniya ka Sabse bada Jashn hai Lyrics / दुनिया का सबसे बड़ा जश्न है / دنیا کا سب سے بڑا جشن ہے

duniya ka sabse bada sabse bada jashn hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri assalamu alayk ya ya rasulallah assalamu alayk ya habeebi ya nabiyallah saj gayi hai ye zameen, saj gaya hai aasmaan mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaan marhaba marhaba marhaba ya mustafa salle ala duniya ka sabse bada sabse bada jashn hai mere sarkaar ke milaad ka ye jashn hai aaqa ka jashn hai, maula ka jashn hai pyaare ka jashn hai jashn hai jab baarwi ka chaand zamaane pe chha gaya but gir gaye zameen pe shaitaan ro pada taare bhi joom joom ke qadmon mein gir gaye kaaba bhi mustafa ki salaami ko jhuk gaya saj gayi hai ye zameen, saj gaya hai aasmaan mustafa ke noor se saj gaya hai kul jahaan marhaba marhaba marhaba ya mustafa salle ala duniya ka sabse bada sabse bada jashn hai mere sarkaar ke milaad ka ye jashn hai sabse bada hai jashn khuda ke habeeb ka jinke tu...

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Ya Husain Ibne Ali Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی in English Hindi Urdu

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar Lyrics / मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर / مرحبا مرحبا، اے علی کے پسر

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Al Madad Peerane Peer Gause Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

husain zindabaad zindabaad rahega || हुसैन ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद रहेगा || حسین زندہ باد زندہ باد رہیگا || Lyrics