Posts
Showing posts with the label hamd
- Get link
- X
- Other Apps
apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun ya KHuda ! aabru rakh meri tu, teri hamd-o-sana kar raha hun tu jo chahe to ban jaye qismat, mere sajdo.n ki kya hai haqiqat teri chokhat pe sar ko jhuka kar, farz apna ada kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun maine duniya ka dekha nazaara, al-madad keh ke maine pukaara mujhko apni panaho.n mein rakhna, bas yahi iltija kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun aaj mahfil mein baithe hein jitne, sab ke dil ki tamanna ho puri sab ko haji bana de tu maula! main tadap kar dua kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun apne mahboob ka dar dikha de, mera soya muqaddar jaga de lutf-e-duniya ko le aaj se mein, apne dil se jhuda kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha ...
- Get link
- X
- Other Apps
bana kar haath ka kaasa teri chaukath pe baitha hoon bana kar haath ka kaasa teri chaukath pe baitha hoon de apni aal ka sadqa teri chaukath pe baitha hoon khuda ne arsh par likha nabi waste doonga bardha de haath ab apna teri chaukath pe baitha hoon ali-o-fatima hasnain ka sadqa mere moula meri janib bhi ek tukra teri chaukath pe baitha hoon abubakar-o-omer farooq rakha jinko pehlo main unhi ka mangne sadqa teri chaukath pe baitha hoon ali sher-e-khuda jisko zamana moula kehta hai utara dede haider ka teri chaukath pe baitha hoon hussain ibne ali neze pe jo qur’aan pardhte hain ussi qari ka de jazba teri chaukath pe baitha hoon ujagar teri chaukath thaamle aur dam nikal jaye yehi lamhe hai sarmaya teri chaukath pe baitha hoon बना कर हाथ का कासा तेरी चौखट पे बैठा हूँ बना कर हाथ का कासा तेरी चौखट पे बैठा हूँ दे अपनी आल का सद्का तेरी चौखट पे बैठा हूँ ख़ुदा ने अर्श पर लिखा नबी वास्ते दूँगा बढ़ा दे हाथ अब अपना...
- Get link
- X
- Other Apps
koi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai - English koi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai wohi khuda hai wohi khuda hai dikhaai bhi jo na de, nazar bhi jo aa raha hai wohi khuda hai, wohi khuda hai nazar bhi rakkhe, sama'atein bhi wo jaan leta hai niyyatein bhi jo khana-e-la-sha'oor mein jagmaga raha hai wohi khuda hai, wohi khuda hai talaash usko na kar buton mein wo hai badalti hui ruton mein jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai wohi khuda hai wohi khuda hai koi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai wohi khuda hai wohi khuda hai dikhaai bhi jo na de, nazar bhi jo aa raha hai wohi khuda hai, wohi khuda hai कोई तो है जो निज़ाम-ए-हस्ती चला रहा है - Hindi कोई तो है जो निज़ाम-ए-हस्ती चला रहा है, वही ख़ुदा है, वही ख़ुदा है। दिखाई भी जो न दे, नज़र भी जो आ रहा है, वही ख़ुदा है, वही ख़ुदा है। नज़र भी रखे, समा'अतें भी, वो जान लेता है नीयतें भी। जो ख़ाना-ए-ला-शऊर में जगमगा रहा है, वही ख़...
- Get link
- X
- Other Apps
sara nizaam-e-hasti bolo kis ka hai - English sara nizaam-e-hasti bolo kis ka hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai maa ke pet mein bin maange vo deta hai fir bhi bande na shukri kyu karta hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai machhli jaal mein aati hai jab ghaafil ho ae bande ye zikr nijaat ka zariya hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai darwaze band kar ke gunaah kyu karta hai tanhaai mein dekhne wala allah hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai tu hi ruton ko subh-o-shaam badalta hai tu hi murda zinda karne wala hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai beej se pauda paude se phir ped bana kheton mein hariyaali tu hi laata hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai is duniya mein sukh aur dukh to milte hain sabr o shukr ujagar karte rehna hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai सारा निज़ाम-ए-हस्ती बोलो किस का है - Hindi सारा निज़ाम-ए-हस्ती बोलो किस का है ख़ालिक़ मालिक अ...
- Get link
- X
- Other Apps
aye charagare shauq! koi aisi dawa de - English aye charagare shauq! koi aisi dawa de jo dil se har ek ghair ki chahat ko bhula de bas dekh liya duniya ke rishton ka tamasha makhluq se ummid ke sab deep buja de pakiza tamannaein bhi laati hein udaasi har zauq-e-talab shauq-e-tamanna hi mita de kyun nek gumaanon ke sahaare pe jiye hein in saare farebon ko suraagon ko hata de dekhe ya na dekhe ye to mahboob ka haq hai na to aah-o-fugaan kar na hi ghairon ko gila de de lazzat-e-didar ki behoshi mein wo hosh jo hasti ki tarif-o-ta'ayyun ko ganwa de ek main hun fakat tu ho aur aalam-e-hu ho aye husn-e-azal sare hijaabat utha de naasoot-o-malaakut-o-jabroot ke ahwaal laahuti-o-hahooti dawaeel mein mila de main khud ko bhi khud apne se phir dhoondh na paun yun aatish-e-sozaan se meri raakh jala de hun tere hijaabat ki dehliz pe kabse ek baar zara dekh le ek parda hata de hai rooh ko har lamha tere wasl ki ummid aazisht...
- Get link
- X
- Other Apps
hasbi rabbi jallalallah Naat-Khwan: Hafiz Ahmed Raza Qadri hasbi rabbi jallalallah mafi qalbi gairullah noore muhammad salalallah la ilaha illallah wahido yakta zaat hai jo, jo hai khalike rango boo parbat sehra ya gulshan, jalwe jiske hain har soo raat ko din jo karta hai, rang kaliyon mein bharta hai usne hi sab ko paala, allah allah karta jaa hasbi rabbi jallalallah mafi qalbi gairullah noore muhammad salalallah la ilaha illallah phoolon ki mehkar mein wo, jangal mein kohsar mein wo suraj chaand sitaron mein, momin ke kirdar mein wo hooro malak ya jinno bashar, sab par hai malik ki nazar har dam uska zikr suna, allah allah karta jaa hasbi rabbi jallalallah mafi qalbi gairullah noore muhammad salalallah la ilaha illallah you are the source of all power, my need in my darkest hour your light and love all i seek, nothing more i'd ever want or need protect me from dishonor, grant me faith to be stronger ...
- Get link
- X
- Other Apps
kaaba dikha de maula! - English Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allahu allah allahu allahallahu allah allahu allah kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah har aankh chahti hai kaaba dikhade maula! hasrat pukarti hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah koh-e-safa se dodun marwa ki chotiyon tak khwahish machal rahi hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah aheram phir pahen kar tauf-e-haram karun main meri dua yahi hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah minaar unche unche dikhla de tu haram ke pasti mein zindagi hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah yaad-e-har...
- Get link
- X
- Other Apps
ya rab hai bakhsh dena bandon ko kaam tera allah allah allah allah allah allah allah allah allah allah ya rab hai bakhsh dena bandon ko kaam tera la taqnattu suna hai hamne kalam tera allah allah allah allah allah hai tuhi dene waala pasti se de bulandi asfal maqam mera aala maqam tera allah allah allah allah allah mehroom kyu rahun main jee bhar ke kyu na lun main deta hai rizq sab ko hai faiz aam tera allah allah allah allah allah imaan ki kahenge imaan hai hamara ahmad rasool tera mushaf kalam tera allah allah allah allah allah jab tak hai dil bhawan main har dam ho yaad teri jab tak zabaan hai munh mein jaari ho naam tera allah allah allah allah allah shams-ud-duha muhammad badr-ud-duja muhammad hai noor-e-paak roshan har sub’h-o-shaam tera allah allah allah allah allah ye daag bhi na hoga tere siwa kisi ka kaunain mein hai jo kuchh wo hai tamaam tera allah allah allah allah allah या रब ह...
- Get link
- X
- Other Apps
ilahi! ronak-e-islaam ke saaman paida kar ilahi! ronak-e-islaam ke saaman paida kar dilon mein mominon ke ulfat-e-quraan paida kar jo dil murdaar hai, ghaafil namaaz-e-panjagana se ilahi! apni rehmat se tu un mein jaan paida kar fana ho jaaen par teri ibaadat se na gaafil hon musalmaanon mein aisa josh ya rehmaan paida kar ilahi! qaum ki haalat digar-ghun hoti jaati hai jahaan mein phir koi siddiq sa insaan paida kar khuda-wanda! mita jaata hai ab insaaf duniya se umar sa phir koi aadil azim-us-shaan paida kar kare fi-naar jo ke lashkar-e-aa'da ko aye ya rab! ali sa sher-e-yazdaan, haidar-e-zee-shaan paida kar hila de naara-e-taqbeer se baatil ki buniyaadein musalmaanon mein aisa jazba-e-imaan paida kar dikha de ya ilahi! wo madina kaisi basti hai jahaan par raat-din maula teri rahmat barasti hai madina jisko kehte hein wo ek gulzaar basti hai ke jisko ...
- Get link
- X
- Other Apps
meri aankhein tarasti hain ya rabb meri aankhein tarasti hain ya rabb mujhko baagh-e-madina dikha de pyaar se zindagi dene waale mujhko pyaare nabi se mila de leke talwaar farooq ghar se qatl karne chale the nabi ko paas pahunche to ki arz ro kar mere mehboob kalma padha dein tan pe kha kha ke zaalim ke kode hans ke bole bilaal-e-habashi main na chhodunga daaman nabi ka be-haya chahe jitni saza de karbala mein husain ibn-e-haidar haq se farmaya khoon mein naha kar taaj-e-shaahi yazeedon ko de kar mujhko jaam-e-shahaadat pila de मेरी आंखें तरसती हैं या रब मेरी आंखें तरसती हैं या रब मुझको बाग़-ए-मदीना दिखा दे प्यार से ज़िंदगी देने वाले मुझको प्यारे नबी से मिला दे लेके तलवार फ़ारूक़ घर से क़त्ल करने चले थे नबी को पास पहुँचे तो की अर्ज़ रो कर मेरे महबूब कलमा पढ़ा दें तन पे खा खा के ज़ालिम के कोड़े हँस के बोले बिलाल-ए-हब...
- Get link
- X
- Other Apps
duaon mein meri khudaya asar de duaon mein meri khudaya asar de meri kawishon ka muje tu samar de karu ahle duniya ke gham ka madawa mere hath mein koi aesa hunar de bhatakta fira hun mein manzil ki khatir jo fal-dar ho koi aesa shajar de ata kar mere dil ko taskeen ya rabb mein kab mangta hu ke laaho-gohar de mein duniya ke mahelon ka talib nahin hu meri ye dua hai ke jannat mein ghar de jo maa baap ka dard rakhta ho dil mein khudaya muje aesa noore nazar de khushi deke wapas na lena kabhi tu na ho sham jiski tu aesi saher de muje maalo zar de ke magroor na kar mere dil mein allah tu apna dar de tamanna hai meri ho deedar tera nazar aaye mujhko tu aesi nazar de duaon mein meri khudaya asar de meri kawishon ka muje tu samar de दुआओं में मेरी खुदाया असर दे दुआओं में मेरी खुदाया असर दे मेरी कोशिशों का मुझे तू समर दे करूँ अहले दुनिया के ग़म का मदावा मेरे हाथ में कोई ऐसा हुनर दे...
- Get link
- X
- Other Apps
teri hamd hai teri sana teri hamd hai teri sana lailaha illalallah lailaha illalallah dhadkan dhadkan wird tera lailaha illalallah lailaha illalallah jo tauhid ka nagma hai har dam gunjata rehta hai koi shareek nahin tera lailaha illalallah lailaha illalallah alam alam sub'ho masa tere aage sar hai juka beshak tu hai sab se bada lailaha illalallah lailaha illalallah zaat hai teri hi be-ay'eb tuj par imaan hai bil-gayb sab se afzal hai kalema lailaha illalallah lailaha illalallah तेरी हम्द है तेरी सना तेरी हम्द है तेरी सना लाइलाहा इल्लल्लाह लाइलाहा इल्लल्लाह धड़कन धड़कन विर्द तेरा लाइलाहा इल्लल्लाह लाइलाहा इल्लल्लाह जो तौहीद का नग़्मा है हर दम गूंजता रहता है कोई शरीक न...
- Get link
- X
- Other Apps
ilahi teri chokhat par bhikari ban ke aaya hun ilahi teri chokhat par bhikari ban ke aaya hun sarapa faqr hun ijzzo nadamat sath laya hun bhikari wo ke jiske paas jholi hai na pyala hai bhikari wo jise hirso havas ne maar dala hai mata-e-deeno danish nafs ke hathon se lutwa kar sukun-e-qalb ki daulat havas ki bhet chadwa kar luta kar sari punji ghaflato isyaan ki daldal mein sahara lene aaya hun tere qaabe ke aanchal mein gunahon ki lipat se kaynat-e-qalb afsurda irad-e-muzmahil himmat shikasta hosale murda kahan se laaun takat dil ki sachi tarjumani ki kis janjhal mein guzri hain gadhiyan zindagani ki khulasa ye ke bas jhal bhun ke apni roo siyahi se sarapa faqr ban kar apni halat ki tabahi se tere darbar mein laya hun apni ab zabuhali teri chokhat ke layik har amal se hath hain khali ye tera ghar hai tere maher ka darbar hai maula sarapa noor hai ek mohba...
- Get link
- X
- Other Apps
hai hamd teri har ek lab par Naat-Khwaan: Hafiz Abdur Razzaq hai hamd teri har ek lab par allahu akbar, allahu akbar hai zaat teri sabse munawwar hai wasf tera sabse bulandtar sabka hai maula sabse hai bartar allahu akbar, allahu akbar hai hamd teri har ek lab par allahu akbar, allahu akbar aye 'arsh wale! aye farsh wale! jalwe hai.n tere sabse nirale 'aalam mein roshan tujhse ujaale allahu akbar, allahu akbar hai hamd teri har ek lab par allahu akbar, allahu akbar jis ko diya hai tune diya hai jis se liya hai tune liya hai qabze mein tere akhz-o-'ata hai allahu akbar, allahu akbar hai hamd teri har ek lab par allahu akbar, allahu akbar tera hi charcha har char-soo hai har shai mein teri hi rang-o-bu hai dekha jidhar mein waha.n tu hi tu hai allahu akbar, allahu akbar hai hamd teri har ek lab par alla...
- Get link
- X
- Other Apps
madad kar meri do jahanon ke maalik madad kar meri do jahanon ke maalik museebat mein maine pukaara hai tujhko gunaahon ke daldal mein main fans gaya hun nikalne ki raahen hui band saari wo nayya meri dubti jaa rahi hai bacha le use tu khuda wande-baari kisi se koi waasta hi nahin hai tera jab se khalik sahaara hai mujhko madad kar meri do jahanon ke maalik museebat mein maine pukaara hai tujhko tera naam hayyu aur qayyum bhi hai tujhe neend aati nahin ek pal bhi tu hi thaamta hai zameen aasmaan ko hawaayein bhi hain hukm se tere chalti mujhe thaam le aur bacha le mujhe tu bahot door lagta kinaara hai mujhko madad kar meri do jahanon ke maalik museebat mein maine pukaara hai tujhko tu raaziq hai sab ka jahanon ke maalik zameen aasmaan mein teri baadshaahi...
- Get link
- X
- Other Apps
Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Hajj ka Sharaf ho fir ata Ya Rabbe Mustafa Meetha Madina fir dikha Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Rukh Soo-e-Kaaba Hath mein Zamzam ka Jaam ho Pee kar karun Mein fir Dua Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Roti rahe jo Har Gadi Ishke Rasool mein Wo Aankh de de Ya Khuda Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Aake Mein dekh lun Aankh se Kaaba Tera Mere Maula Karam ho Karam Mere Maula Karam ho Karam De de Tawafe Khana-e-Kaaba ka fir Sharaf Farman Ye Pura Mudd'aa Ya Rabbe Mustafa Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Haj...
- Get link
- X
- Other Apps
apne sajdon pe yaqeen de humko ya allah! ya allah! ya allah! ya allah! ya allah! ya allah! ya allah! ya allah! teri rahmat se bane kaam mere ho gayi har mushkil aasaan maine maana ke gunaahgar hun main par tu to hai bada maherbaan ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan! ya allah! allah! allah! apne sajdon pe yaqeen de humko apne rahmat si zameen de humko karde kuchh aisa karam ke bada jaaein phir hum hum tere ho ke rahein tere raste pe chalein ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan! ya allah! allah! allah! teri rahmat ke talab-gaar hein hum ye baja hai ke gunah-gaar hein hum haan gunah-gaar hein hum haan siyaah-kaar hein hum tu hai rahmaan-o-raheem tu hai gaffar-o-kareem ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan! ya allah! ya rahmaan! ya allah! allah! allah! baat ban ban ke bigad jaati hai sa...
- Get link
- X
- Other Apps
saari duniya ko chalaata hai KHuda wo KHuda hai KHuda badshaah wo KHuda saari duniya ko chalaata hai KHuda raat se phir din ko laata hai KHuda jaanwar, insaan uska khaate hein aur parindo.n ko khilaata hai KHuda saari duniya ko chalaata hai KHuda raat se phir din ko laata hai KHuda musa ka lashkar pareshaani mei.n tha raasta uska banaata hai KHuda saari duniya ko chalaata hai KHuda raat se phir din ko laata hai KHuda wo KHuda hai KHuda badshaah wo KHuda misr ke baazaar mei.n yusuf bika takht par usko bithaata hai KHuda saari duniya ko chalaata hai KHuda raat se phir din ko laata hai KHuda zalzale, sailaab aur ye baarishei.n apni taaqat bhi dikhaata hai KHuda saari duniya ko chalaata hai KHuda raat se phir din ko laata hai KHuda hai wohi ne'amat siddiqui baadshaah sabka maula, sabka daata hai KHuda saari duniya ko chalaata hai KHuda raat se phir din ko laata hai KHuda wo KHuda hai KHuda badshaah wo KHuda
- Get link
- X
- Other Apps
koi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai koi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai wohi KHuda hai , wohi KHuda hai dikhaayi bhi jo na de nazar bhi jo aa raha hai wohi KHuda hai , wohi KHuda hai nazar bhi rakkhe samaa'atei.n bhi wo jaan leta hai niyyatei.n bhi jo khaana-e-la-sha'oor mei.n jagmaga raha hai wohi KHuda hai , wohi KHuda hai talaash usko na kar buto.n mei.n wo hai badalti hui ruto.n mei.n jo din ko raat aur raat ko din bana raha hai wohi KHuda hai , wohi KHuda hai koi to hai jo nizaam-e-hasti chala raha hai wohi KHuda hai , wohi KHuda hai dikhaayi bhi jo na de nazar bhi jo aa raha hai wohi KHuda hai , wohi KHuda hai Same Hamd with different Lyrics na.nhi pari ke chhote se dil mei.n rehta hai wo jo sabse bada hai wohi KHuda hai , wohi KHuda hai usne hi aandhi tufaa.n banaaye aur wo hi humko unse bachaaye wo kaun hai jo maalik hai sabka wo kaun hai jo mushkil-kusha hai wohi KHuda hai , wohi KHuda hai wohi KHuda hai , wohi KHuda hai wohi hai maal...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): rabb-e-konain ! mere dil ki duae.n sun le mai.n hu.n bechain mere dil ki sadaae.n sun le shaan aa'la hai teri maalik-o-mukhtaar hai tu muj ko maaloom hai duniya ka madadgar hai tu mai.n hu.n mohtaaj muje 'ilm ki daulat de-de apne anmol khazaane se ye ne'mat de-de mai.n hu.n kamzor muje daulat-e-imaa.n de-de naatawaa.n bande se bhi deen ki khidmat le le jalwaa-e-haq se mere dil ko firozaa.n kar de noor islam ka chehre pe numaaya kar de rabb-e-konain ! mere dil ki duae.n sun le mai.n pareshan hu.n sarmaaya-e-raahat de-de apne mahboob ki sacchi mahobbat de-de jiske sadqe me.n do 'aalam ko banaaya tune mere mahboob jise keh ke bulaaya tune wasta uska gunahgaar ki bakhshish kar de apni is banda-e- naadil pe nawaazish kar de noor islaam ka chehre pe numaaya kar de rabb-e-konain ! mere dil ki duae.n sun le mai.n hu.n bechain mere dil ki sadaae.n sun le हिंदी(HINDI) : रब्ब-ए-कौनैन ! मेरे दिल की दुआएं सुन ले में हूँ बेचैन मेरे दिल की सदाएं सुन ले श...
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laakhon salaam ...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Ya Nabi Salam Alayk Lyrics / या नबी सलाम 'अलैक - All versions
ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik rabb-e-sallim 'ala rasulallah marhaba marhaba rasulallah ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik rahmato.n ke taaj waale! do jahaa.n ke raaj waale! 'arsh ki me'raaj waale! aasiyo.n ki laaj waale! ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik hai tamanna ye KHuda se kahi.n, aisa howe hind se fir soo-e-madina, mera jaana howe roza-e-paak ke chogird firu.n main aisa jaise parwaana sar-e-sham' pe firta howe hu.n main mushtaq-e-ziyaarat, ye tamanna hai shaha! puri allah meri, ab ye tamanna howe ...







.png)

