Posts

Showing posts with the label ilyas qadry naat

Hajiyon ke ban rahe hein Qafile phir Ya Nabi Lyrics / हाजियों के बन रहे हैं, क़ाफ़िले फिर या नबी

hajiyon ke ban rahe hain, qafile phir ya nabi - English qafle hajj ko chale qafle hajj ko chale main na ja saka yaaron mere armaa dil me rahe qafle hajj ko chale qafle hajj ko chale hajiyon ke ban rahe hain, qafile phir ya nabi fir nazar me fir gaye, hajj ke manazir ya nabi qafle hajj ko chale qafle hajj ko chale aah palle zar vakte safar sarvar nahi tum bula lo tum bulane par ho qadir ya nabi qafle hajj ko chale qafle hajj ko chale gumbad e khazra ke jalve dekhne kab aaoonga kab talak tadpaoge tum mujko aakhir ya nabi qafle hajj ko chale qafle hajj ko chale muj pe kya guzregi aaqa is baras gar reh gaya mera haal e dil to hai sab tum pe zahir ya nabi qafle hajj ko chale qafle hajj ko chale aah mera kya banega gar na hajj par na ja saka ho karam attar par behr e raza fir ya nabi qafle hajj ko chale qafle hajj ko chale हाजियों के बन रहे हैं, क़ाफ़िले फिर या नबी - Hindi क़ाफ़िले हज को चले, क़ाफ़िले हज को ...

Kash Ke Main Duniya mein Paida Na Hua Hota Lyrics/ काश कि मैं दुनिया में पैदा न हुआ होता

kash ke main duniya mein paida na hua hota kash ke main duniya mein paida na hua hota qabr-o-hashr ka sab gham khatm ho gaya hota aah salb-e-imaan ka khauf khae jata hai kash meri maa ne hi mujhko na jana hota taar ban gaya hota murshidee ke kurte ka murshidee ke sine ka baal ban gaya hota do jahaan ki fikro se yun najaat mil jaati mai madine ka sach much kutta ban gaya hota kash aisa ho jaata khak ban ke taiba ki mustafa ke qadmo se main lipat gaya hota phool ban gaya hota gulshan-e-madina ka kash unke sehra ka khar ban gaya hota shor utha ye mehshar mein khuld mein gaya attar gar na wo bachate to naar mein gaya hota काश कि मैं दुनिया में पैदा न हुआ होता काश कि मैं दुनिया में पैदा न हुआ होता क़ब्र-ओ-हश्र का सब ग़म ख़त्म हो गया होता आह! सलब-ए-ईमान का ख़ौफ़ खा जाता है काश! मेरी माँ ने ही मुझको न जना होता तार बन गया होता मुरशिदी के कुरते का मुरशिदी के सीने का बाल बन गया होता दो जहाँ की फ़िक्रों से यूँ निजात मिल जाती मैं मदीने...

Main Jo yun Madine jaata to kuchh aur baat hoti Lyrics / मैं जो यूँ मदीने जाता तो कुछ और बात होती

main jo yun madine jaata to kuchh aur baat hoti main madine to gaya tha ye bada sharaf tha lekin wahin dam jo toot jaata, to kuchh aur baat hoti main jo yun madine jaata to kuchh aur baat hoti kabhi laut kar na aata to kuchh aur baat hoti gam-e-rozgar mein to mere ashk beh rahe hai tera gham agar rulaata to kuchh aur baat hoti na fuzul kash hasta teri yaad mein tadap ta mujhe chain hi na aata to kuchh aur baat hoti ye aah fikr-e-duniya mera dil jala rahi hai gham-e-hijr gar sataata to kuchh aur baat hoti yahaan qabr mein karam se teri deed mujhko hogi jo baqi-e-paak paata to kuchh aur baat hoti main zaban-e-zahiri to mai salam bhejta hu kabhi khud salam laata to kuchh aur baat hoti are zaahir-e-madina tu khushi se has raha hai dil-e-gham zada jo laata to kuchh aur baat hoti meri jab bhi aankh khulti teri rehmaton se aaqa tujhe samne hi paata to kuchh aur baat hoti kynu madina chhod aaya tujhe kya hua tha attar wahin ghar agar basaata To kuchh aur baat h...

Aa gaye Sarkar Mere Aa gaye sarkar Lyrics / आ गए सरकार मेरे आ गए सरकार

aa gaye sarkar mere aa gaye sarkar aa gaye sarkar mere aa gaye sarkar aa gaye sarkar mere aa gaye sarkar khaalike kual aye rabbe ulaa! shukr tera kyun kar ho adaa ham ko mahboob diya, rutba jiska sab se siwa aa gaye sarkar mere aa gaye sarkar aa gaye sarkar mere aa gaye sarkar jinki khalil dua maange, jinki maseeh bashaarat de jinki gawaahi patthar de, jinse sab dukh dard kahein aa gaye sarkar mere aa gaye sarkar aa gaye sarkar mere aa gaye sarkar aaj to rashke khuld banaa, hujra aamena bibi ka kaaba bhi sajde ko juka, haami-e-kaaba aa pahuncha aa gaye sarkar mere aa gaye sarkar aa gaye sarkar mere aa gaye sarkar eid e miladunnabi hai dil bada masroor hai eid diwanon ki toh barah rabi-unnur hai is taraf jo noor hai to us taraf bhi noor hai zarra zarra sab jahan ka noor se mamoor hai aa gaye sarkar mere aa gaye sarkar aa gaye sarkar mere aa...

Aye Madine ke Tajdar Tuje, Ahle Imaan Salam kehte hein Lyrics / अये मदीने के ताजदार तुजे, अहले इमां सलाम कहते हैं / اے مدینے کے تاجدار تجھے، اہلِ اِیماں سلام کہتے ہیں

Image
aye madine ke taajdar tujhe, ahl-e-imaa.n salaam kehte he.n aye madine ke taajdar tujhe, ahl-e-imaa.n salaam kehte he.n tere ushhaaq tere diwaane, jaan-e-jaanaa.n salaam kehte he.n jo madine se door rehte he.n, hijr-o-furkat ka ranj sehte he.n wo talabgaar-e-deed ro ro kar, aye meri jaa.n salaam kehte he.n tere ushhaaq tere diwaane, jaan-e-jaanaa.n salaam kehte he.n aarazu-e-Haram hai sine mein, ab to bulwaaiye madine me.n tujhse tujhi ko maangate he.n jo, wo musalmaa.n salaam kehte he.n izn-e-taiba ki aas mein aaqa! wo pura armaan salaam kehte hein tere roze ki jaaliyo.n ke paas, aaqa! rahm-o-karam ki lekar aas kitne dukhiyaare roz aa aa ke, shah-e-zi-shaa.n salaam kehte he.n tere ushhaaq tere diwaane, jaan-e-jaanaa.n salaam kehte he.n aap attar kyu.n pareshaa.n he.n, bad se badtar bhi zer-e-daamaa.n he.n ...

Aah! har lamha gunah ki kasrato bharmar hai Lyrics / आह! हर लम्हा गुनाह की कसरतों भरमार है

aah! har lamha gunah ki kasrato bharmar hai aah! har lamha gunah ki kasrato bharmar hai galba e shaitan hai aur nafse bad-atwar hai mujrimon ke waste dozakh bhi sho'ala baar hai har gunah kasdan kiya hai iska bhi ikrar hai haaye na-farmaniyan bad-kariyan be-bakiyan aah! naame mein gunahon ki padhi bharmar hai chhup ke logon se gunahon ka raha hai silsila tere aage ya khuda! har jurm ka iz'har hai ya khuda rehmat teri haawi hai tere kehr par fazlo rehmat ke sahare jee raha badkar hai banda e badkar hun be-had zaleelo khaar hun magfirat farma ilahi! tu bada gaffar hai ab sare balein khudara muskurate aaeeye jaan balab shahe madina talibe deedar hai gusl dene ke liye gassal bhi ab aa chuka gusle mayyat ho raha hai aur kafan tayyar hai ya nabi! pani se saara jism mera dhul gaya naama e a'mal ko bhi gusl ab darkar hai laad kar kandhon pe ahbab a...

Bulalo phir Mujhe Aye Shahe Bahrobar Madine mein Lyrics / बुला लो फिर मुझे ऐ शाहे बहरोबर मदीने में

Image
bulaalo phir mujhe aye shaahe bahrobar madine mein bulaalo phir mujhe aye shaahe bahrobar madine mein main phir rota hua aaun tere dar par madine mein main pahunchun koo-e-jaanaan mein girebaan chaak seena chaak gira de kaash mujhko shauq tadpa kar madine mein bulaalo phir mujhe aye shaahe bahrobar madine mein main phir rota hua aaun tere dar par madine mein madine jaane walon jaao jaao fi-amaanillah kabhi to apna bhi lag jaayega bistar madine mein bulaalo phir mujhe aye shaahe bahrobar madine mein main phir rota hua aaun tere dar par madine mein salaam-e-shouq kehna hajiyon mera bhi ro-ro kar tumhein aaye nazar jab roza-e-anwar madine mein bulaalo phir mujhe aye shaahe bahrobar madine mein main phir rota hua aaun tere dar par madine mein payaame shouq lete jaao meraa qaafile waalon sunaana daastan-e-gham meri ro kar madine mein bulaalo phir mujhe aye shaahe bahrobar madine mein main phir rota hua aaun tere dar ...

Mubarak Mubarak Huzur aa rahe hein Lyrics / मुबारक मुबारक हुज़ूर आ रहे हैं / مبارک مبارک حضور آ رہے ہیں

mubarak mubarak huzur aa rahe hein Naat-Khwaan: Abdul Habib Attari mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak huzur aa rahe hein mubarak mubarak huzur aa rahe hein na kyun aaj jhumein ke sarkar aae khuda ki khudaee ke mukhtaar aae na kyun baarwih pe hamein pyaar aae ke aae isi roz sarkaar aae mubarak mubarak huzur aa rahe hein mubarak mubarak huzur aa rahe hein huzur ki aamand... marhaba purnoor ki aamand... marhaba sadiq ki aamand... marhaba ameen ki aamand... marhaba musarrat se ham kyun na dhoomein machaaein hamare shahenshaaho sardaar aae musalmaanon sub-he bahaaran mubarak wo barsaate anwaar sarkar aae mubarak mubarak huzur aa rahe hein mubarak mubarak huzur aa rahe hein mubarak tuje aam...

Allah Mujhe Hafize Quran bana de Lyrics / अल्लाह मुझे हाफिज़ क़ुरान बना दे

allah mujhe hafiz-e-quraan bana de allah mujhe hafiz-e-quraan bana de quraan ke ahekam pe bhi mujko chala de ho jaaya kare yaad sabaq jald ilahi maula tu mera hafiza majboot bana de susti ho meri door uthoon jald savere tu madarase mein dil mera allah laga de ho madarase ka mujse na nuksan kabhi bhi allah ! yahan ke mujhe aadab sikha de chhutti na karun bhul ke bhi madarase ki mein auqat ka bhi mujko tu paband bana de ustad ho mojud ya bahir kahin masroof aadat tu meri shor machane ki mita de khaslat ho meri door shararat ki ilahi sanjida bana de mujhe sanjida bana de ustad ki karta rahun hardam mein itaa'at maa baap ki izzat ki bhi taufiq khuda de kapde mein rakhun saaf tu dil ko mere kar saaf maula tu madina mere seene ko bana de filmon se diramon se de nafrat tu ilahi bas shoq mujhe naato tilavat ka khuda de mein saath jama'at ke padu saari namazain allah ! ibadat mein mere dil ko la...

Likh raha hun naate sarwar Sabz Gumbad dekh kar Lyrics / लिख रहा हूँ नात-ए-सरवर सब्ज़ गुम्बद देख कर

likh raha hun naat-e-sarvar sabz gumbad dekh kar likh raha hun naat-e-sarvar sabz gumbad dekh kar kaif tari hai kalam par sabz gumbad dekh kar hai muqaddar yaawaree par sabz gumbad dekh kar phir na kyun jhoome sanagar sabz gumbad dekh kar masjid-e-nabawi pe pahunche marhaba salle 'ala ho gaya jari zabaan par sabz gumbad dekh kar aap se bas aap hi ko mangata hai ya nabi aapka adna gadagar sabz gumbad dekh kar aah ae attar tujh se itna bhi na ho saka jaan kar deta nichhawar sabz gumbad dekh kar लिख रहा हूँ नात-ए-सरवर सब्ज़ गुम्बद देख कर लिख रहा हूँ नात-ए-सरवर सब्ज़ गुम्बद देख कर कैफ़ तरी है कलम पर सब्ज़ गुम्बद देख कर है मुक़द्दर याावरी पर सब्ज़ गुम्बद देख कर फिर न क्यों झूमें सनगर सब्ज़ गुम्बद देख कर मस्जिद-ए-नबवी पे पहुँचे मर्हबा सल्ले अला हो गया जारी ज़बान पर सब्ज़ गुम्बद देख कर आप से बस आप ही को माँगता है या नबी आपका अदना गदागर सब्ज़ गुम्बद देख कर आह ऐ अत्तार तुझ से इतना भी न हो सका जान कर देता निछाव...

Karbala ke Jaan Nisaron ko salam Lyrics / कर्बला के जाननिसारों को सलाम / کربلا کے جان نثاروں کو سلام

karbala ke jaan nisaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam karbala teri bahaaron ko salaam jaanisari ke nazaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam ya hussain ibne ali mushkil kusha aap ke sab jaan-nisaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam akbar-o-asghar pe jaan qurbaan ho mere dil ke taajdaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam qasimo abbas par lakhon durood karbala ke shah-sawaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam jis kisi ne karbala mein jaan di un sabhi imaandaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam bhooki pyaasi bibiyon par ho durood bhooke...

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha Lyrics / या अलीयल मुर्तज़ा मौला अली मुश्किल कुशा / یا علی المرتضیٰ مولا علی مشکل کشا

ya aliyal murtaza maula ali mushkil kusha ya aliyal murtaza maula ali mushkil kusha aap hain sher-e-khuda maula ali mushkil kusha sahibe lutfo ata maula ali mushkil kusha hai shaheed-e-ba wafa maula ali mushkil kusha ilm ka main shaher hoon darwaza iska hai ali hai ye qoul-e-mustafa maula ali mushkil kusha jis kisi ka main hoon maula uske maula hain ali hai ye qoul-e-mustafa maula ali mushkil kusha baad-e-khulfa-e-salasa sab sahaba se bada aap ko rutba mila maula ali mushkil kusha qal'aa-e-khaibar ka darwaza ukhda aap ne marhaba! sad marhaba! maula ali mushkil kusha shabbar-o-shabbir ke walid ho tum, maan fatima saiyado sardaar-e-maan maula ali mushkil kusha haidar-e-karrar leke aao tegh-e-zulfikaar zor-e-dushman bad chala maula ali mushkil kusha maghfirat karwaiye, jannat mein leke jaiye wasata hasanain ka maula ali mushkil kusha shabbar-...

Duniya ka Sabse bada Jashn manaeinge Ham Lyrics / दुनिया का सबसे बड़ा जश्न मनाएंगे हम

duniya ka sabse bada jashn manaaeinge ham ye jashn mustafa ka hai badi dhoom se manaaeinge duniya ko ye bataeinge duniya ko ye dikhaaeinge inshaallah hul aziz inshaallah hul aziz ham hashr tak manaaeinge milaad pyare nabi ka duniya ka sabse bada jashn manaaeinge ham milaade mustafa hai sab ko bataaeinge ham jashne miladunnabi sab aashikon ki jaan hai har musalmaan shadmaan hai ghamzada shaitan hai ye jashn mustafa ka hai badi dhoom se manaaeinge duniya ko ye bataeinge duniya ko ye dikhaaeinge inshaallah hul aziz inshaallah hul aziz ham hashr tak manaaeinge milaad pyare nabi ka aaj hai jashne wilaadat us shahe laulak ka jispe naazil haq taa-ala ne kiya quraan hai ye jashn mustafa ka hai badi dhoom se manaaeinge duniya ko ye bataeinge duniya ko ye dikhaaeinge inshaallah hul aziz inshaallah hul aziz ham hashr tak manaaeinge milaad pyare nabi ka sabz parch...

इज़्न-ए-तैबा मुझे सरकार-ए-मदीना दे दो / Izn-e-Taiba Mujhe Sarkar-e-Madina dedo Lyrics / اِذنِ طیبہ مجھے سرکارِ مدینہ

izn-e-taiba mujhe sarkar-e-madina dedo izn-e-taiba mujhe sarkar-e-madina dedo le chale mujhko jo tayba wo safeena dedo yaad-e-tayba mein tadapne ka kareena dedo chashm-e-tar soze jigar shahe madina dedo chaar yaaron ka tujhe wasita deta hoon shaha apna gham mujhko shahensha-e-madina dedo sadqa shahzadi-e-kaunain ka pyare aaqa mujhko dedo mere sarkar-e-madina dedo waqt-e-akhir hai chali jaan rasool-e-akram ik jhalak apni shahensha-e-madina dedo kasrat-e-maal ki aadat se bacha kar aaqa apne attar ko ulfat ka khazeena dedo इज़्न-ए-तैबा मुझे सरकार-ए-मदीना दे दो इज़्न-ए-तैबा मुझे सरकार-ए-मदीना दे दो ले चलें मुझको जो तैबा वो सफीना दे दो याद-ए-तैबा में तड़पने का करीना दे दो चश्म-ए-तर, सोज़-ए-जिगर, शाह-ए-मदीना दे दो चार यारों का तुझे वसीला देता हूं शाहा अपना ग़म मुझको शहंशाह-ए-मदीना दे दो सदक़ा शहज़ादी-ए-कौनैन का प्यारे आका मुझको दे दो, मेरे ...

Sar hai kham haath mera utha hai Lyrics / सर है ख़म हाथ मेरा उठा है / سر ہے خم ہاتھ میرا اٹھا ہے

sar hai kham haath mera utha hai sar hai kham haath mera utha hai ya khuda tujh se meri dua hai fazl ki rehm ki iltija hai ya khuda tujh se meri dua hai qalb mein yaad lab par sana hai mere har dard ki ye dawa hai kaun dukhiyon ka tere siwa hai ya khuda tujh se meri dua hai qalb sakhti mein had se bada hai banda taalib tere khauf ka hai iltija-e-gham-e-mustafa hai ya khuda tujh se meri dua hai hubb-e-duniya mein dil fans gaya hai nafs-e-badkar haawi hua hai haa’e shaitaan bhi pichhe pada hai ya khuda tujh se meri dua hai har gunah se bacha mujh ko maula nek khaslat bana mujhko maula tujh ko ramzan ka vaasta hai ya khuda tujh se meri dua hai ho bazaahir bada nek soorat kar bhi de mujh ko ab nek seerat zaahir achha hai baatin bura hai ya khuda tujh se meri dua hai wasita tujh ko pyare nabi...

या रब फिर औज़ पर ये हमारा नसीब हो / یا رب پھر عَوض پر یہ ہمارا نصیب ہو / Ya Rab Fir Auz par ye Hamara Nasib Ho Lyrics

ya rabb ! fir auz par ye hamara nasib ho ya rabb ! fir auz par ye hamara nasib ho suu-e-madina fir hame jaana nasib ho makka bhi ho nasib madina nasib ho dasht-e-arab nasib ho sehra nasib ho hajj ka safar fir ae mere allah nasib ho arafat ka minna ka nazara nasib ho allah! deed-e-gumbad-e-khazra nasib ho ya rabb! rasool-e-paak ka jalwa nasib ho choomu arab ki vaadiyaan ae kaash jaake fir sehra mein unke gumna firna nasib ho kaabe ke jalvon se dil-e-muztar ho kaash saad lutf-e-tawaaf-e-khana-e-kaaba nasib ho makke mein inki jaa-e-viladat pe ya khuda fir chashm-e-ashkbaar zamaana nasib ho kis tarah shauq se wahan karte the hum tawaaf fir gird-e-kaaba jhoom ke firna nasib ho hum jaake khoob luTe madine ki dhool par aankhon mein khaak-e-tayba lagaana nasib ho kar doon main kaash! jaaliyon par apni jaa fida roze ka in ke jis ghadi jalwa nasib ...

Hubbe Duniya se Tu bacha Ya Rab Lyrics / हुब्बे दुनिया से तू बचा या रब्ब / حبِّ دنیا سے تُو بچا یا ربّ

hubbe duniya se tu bacha ya rabb hubbe duniya se tu bacha ya rabb aashiq-e-mustafa bana ya rabb aah! tugyaniyaa.n gunahon ki paar nayya meri laga ya rabb nafs-o-shaytan ho gaye ghalib inke chungal se tu chhuda ya rabb kis ke dar par mein jaaunga maula ghar tu naaraz ho gaya ya rabb kar de jannat mein tu jawar unka apne attar ko ata ya rabb हुब्बे दुनिया से तू बचा या रब्ब हुब्बे दुनिया से तू बचा या रब्ब आशिक-ए-मुस्तफ़ा बना या रब्ब आह! तुग़्यानीयाँ गुनाहों की पार नैया मेरी लगा या रब्ब नफ़्स-ओ-शैतान हो गए ग़ालिब इनके चुंगल से तू छुड़ा या रब्ब किस के दर पर मैं जाऊँगा मौला गर तू नाराज़ हो गया या रब्ब कर दे जन्नत में तू जवार उनका अपने अत्तार को अता या रब्ब حبِّ دنیا سے تُو بچا یا ربّ حبِّ دنیا سے تُو بچا یا ربّ عاشقِ مصطفیٰ بنا یا ربّ آہ! طغیانی گناہوں کی پار نَیّا میری لگا یا ربّ نَفس و شیطان ہو گئے ...

Mohabbat mein apni guma Ya Ilahi Lyrics / मुहब्बत में अपनी गुमाँ या इलाही / محبت میں اپنی گما یا الٰہی

mohabbat mein apni guma ya ilahi - English mohabbat mein apni guma ya ilahi na paaun mein apna pata ya ilahi rahu mast-o be-khud mein teri wila mein pila jaam aisa pila ya ilahi mein bekaar baaton se bach kar hamesha karun teri hamd-o-sana ya ilahi mere ashq bahte rahein kaash har dam tere khauf se ya khuda ya ilahi tere khauf se tere dar se hamesha mein thar thar rahun, kampta ya ilahi mere dil se duniya ki ulfat mita de mujhe apna aashiq bana ya ilahi mere dil se duniya ki chahat mita kar kar ulfat mein apni fana ya ilahi tu apni wilayat ki khairat de de mere gaus ka wasita ya ilahi gunahon ne meri kamar todh daali mera hashr mein hoga kya ya ilahi gunahon ke amraaz se neem jaan hoon paaye murshidi de shifa ya ilahi bana de mujhe nek, nekon ka sadqa gunahon se har dam bacha ya ilahi mera har amal bas tere waaste ho ...

Kash daste Tayba mai me bhatak ke mar jaata Lyrics / काश दस्त-ए-तैबा में मैं भटक के मर जाता / کاش دستِ طیبہ میں میں بھٹک کے مر جاتا

kash daste tayba mein main bhatak ke mar jaata kash daste tayba mein main bhatak ke mar jaata fir baqi-e-garqad mein dafn koi kar jaata kaash! jaanib-e-tayba aah! yun agar jaata chak chak mein lekar seena o jigar jaata kaash! gumbad-e-khazra par nigah padte hi khaak-e-gasht mein gir jaata fir tadap ke mar jaata ya nabi-e-rahmat ye mere dil ki hasrat hai khaak ban ke tayba ki kaash main bikhar jaata kaash! aisa mil jaata ishq naam sunte hi aankh bhi umand aati dil bhi gham se bhar jaata dil se ulfat-e-duniya bil-yaqeen nikal jaati khaar unke sehra ka dil mein ghar utar jaata jazba-e-ghazali do, walwale-e-bilaali do kaash murshidi jaisa milta pan jigar jaata zaeer-e-madina tu chal raha hai hans hans kar kaash le ke muztar qalb aur chashm-e-tar jaata be-dhadak madine mein daakhila hua tera kaash! paon ke badle sar ke bal agar jaata unka aa gaya attar...

Ab bula lijiye na Madina Lyrics / अब बुला लीजिए न मदीना / اب بلا لیجیے نہ مدینہ

ab bula lijiye na madina ab bula lijiye na madina aa raha hai ye hajj ka mahina dil mera toot jaae kahin na al-madad taajdare madina mujhko aaqa madine bula lo hasratein dil ki saari nikalo ghaus-e-aazam ka sadqa nibha lo ab to keh do mujhe chal madina aansuon ki ladi ban gayi ho aur aankhon se phat’ta ho seena wirde lab ho madina madina jab chale soo-e-tayba safeena aansuon ki jhadi lag gayi hai yaad aaqa ki tadpa rahi hai ispe deewanagi chha gayi hai yaad aaya hai isko madina dil se ulfat jahan ki nikalo is tabahi se maula bacha lo mujhko deewana apna bana lo mera seena bana do madina jab madine mein ho apni aamad jab mein dekhun tera sabz gumbad hichkiyan bandh kar rooon behad kaash aa jaaye aisa kareena hai tamanna-e-attar ya rabb unke jalwon mein yun maut aaye jhoo...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Salare Sahaba Wo Pahla Khalifa Lyrics / सालारे सहाबा वो पहला खलीफा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

mere ghar mein saja hai aaj maula ka dastarkhwaan Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu

Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Lyrics / All Versions / या नबी सलाम 'अलैक या रसूल सलाम 'अलैक

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics / मदीने के आक़ा, सलामुन अलैक / مدینے کے آقا سَلاَمٌ عَلَيْكَ