Posts

Showing posts with the label manqabat

Mera Maula Maula Hussain hai Manqabat Lyrics / मेरा मौला मौला हुसैन है / میرا مولا مولا حسین ہے

mera maula maula hussain hai muftiyane daar se kehti hai karbala bid'at usi ka zikr jo jeena silkha gaya tum se to ek babari masjid na bach saki mera hussain sari shriyat bacha gaya mera maula maula hussain hai jo hua nawasa-e-mustafa wo ali ka beta hussain hai jo yazeediyat ko fanaah kare chale karbala wo hussain hai bibi fatima ka wo ladla mera badshah wo hussain hai mera maula maula hussain hai kya sunaun wakiya karbala haaye teer neza kahan laga jise chumate rahe mustafa wo hussaini sar tha kata hua sara ghar ka ghar bhi luta diya wo jo kar gaya wo hussain hai mera maula maula hussain hai yahi bole hazrate hoor shaha ya hussain aapka shukriya ke yazeediyon se nikal kar jo hussainiyon mein bitha diya ...

Fatima ki Dua ka Asar hai Husain Lyrics / फ़ातिमा की दुआ का असर है हुसैन / فاطمہ کی دعا کا اثر ہے حسین

fatima ki dua ka asar hai husain ya husain! maula husain! ya husain! maula husain! nabi ka lakhte jigar, noor-e-‘ain likh dena ali ka laadla, zahra ka chain likh dena kisi bhi daur mein mazloom ki himayat mein zameen-e-zulm-o-sitam par husain likh dena fatima ki dua ka asar hai husain haidari sher hai aur nidar hai husain hai gawaah ispe maidan-e-karbobala aa rahi hai ye tareekh se bhi sada zer gustakh hai aur zabar hai husain haidari sher hai aur nidar hai husain maula imaam husain, maula imaam husain maula imaam husain, maula imaam husain ho bayaan kaise fazl-o-kamaal-e-husain har jagah hai nabi ko khayaal-e-husain hain nabi sajde mein, pusht par hain husain haidari sher hai aur nidar hai husain ibn-e-saad o shimr ho ya ibn-e-ziyaad ibn-e-haidar ke dushman hain sab bad-nihaad mar gaye saare, zinda magar hai husain haidari sher hai aur nidar hai h...

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam ya husain ya husain ya husain ya husain kar liya nosh jisne shahadat ka jaam us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam assalaam aye husain ibn-e-haidar assalaam aye husain ibn-e-haidar jinko dhokhe se kufe bulaya gaya jinko baithe bithaye sataya gaya jinke bachon ko pyasa rulaya gaya jinki gardan pe khanjar chalaya gaya us husain ibn-e-haidar pe laakhon salaam assalaam ya husain, assalaam ya husain assalaam ya husain, assalaam ya husain jinka jannat se joda mangaya gaya jinko dosh-e-nabi pe bithaya gaya zeher bhai ko jiske pilaya gaya jisko teeron se chhalli karaya gaya assalaam aye husain ibn-e-haidar assalaam aye husain ibn-e-haidar jisne haq karbala mein ada kar diya apne nana ka wada wafa kar diya sab kuch ummat ki khaatir fida kar diya ghar ka ghar bhi supurde khuda kar diya us husain ibn-e-hai...

Badshah Husain Husain Badshah Husain Lyrics / बादशाह हुसैन हुसैन बादशाह हुसैन /بادشاہ حسین حسین بادشاہ حسین || Nadeem Sarwar

badshah husain husain badshah husain Naat-Khwaan: Nadeem Sarwar badshah husain husain badshah husain badshah husain husain badshah husain ye deen panahi ka sharaf kisko mila hai ye kiska lakab hai jo saare arsh likha hai badshah husain husain badshah husain badshah husain husain badshah husain ajmer ke khwaja ne ye sach khoob kaha hai la-rayb ke shabbir hi kalme ki baqa hai badshah husain husain badshah husain badshah husain husain badshah husain shah ast husain badshah ast husain deen ast husain deen panah ast husain sar daad na daad dast dar daste yazeed haqqaqe bina-e-lailaha ast husain badshah husain husain badshah husain badshah husain husain badshah husain karbo bala ishq-e-khuda ishq ka tu sultan husain shah husain badshah husain deen ast husain deen panah ast husain maula bada kaam kiya deen-e-khuda aam kiya kar na saka k...

Mera Maula Maula Husain hai Lyrics / मेरा मौला मौला हुसैन है / میرا مولا مولا حسین ہے

mera maula maula husain hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai jo hua nawasa-e-mustafa wo ali ka beta husain hai jo yazidiyat ko fanaah kare shahe karbala wo husain hai bibi fatima ka wo ladla mera badshah wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai kya sunaun waqia-e-karbala haaye teer neza kahaan laga jise chumte rahe mustafa wo husaini sar tha kata hua saara ghar ka ghar bhi luta diya wo jo kar gaya wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai yahi bole hazrat-e-hurr shaha ya husain aap ka shukriya ke yazidiyon se nikal kar jo husainiyon mein bitha diya mujhe manzilon ka pata diya mera rehnuma wo husain hai mera maula maula husain hai mera maula maula husain hai wo bhi banda kitna ajeeb hai jo kahe yazeed...

Husain Mere hein Lyrics /हुसैन मेरे हैं / حسین میرے ہیں

husain mere hain Naat-Khwaan: Hafiz Ahmed Raza Qadri maula husain hai mera maula husain hai husaino minni wa ana minal husain husaino minni wa ana minal husain mujhe hai naaz ke maula husain mere hain yahi to kehti hai duniya husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain ye rukh hawa-e-zamana ka jisne fera hai tera wo ek hi sajda husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain qaza ke baad fir mujhe nayi hayat mil gayi azaab se aur taab se mujhe nijaat mil gayi sawaal jab kiya gaya to maine keh diya husain hain maula husain hai mera maula husain hai unhi ke naam ka taweez pahenu khushboo kar milega deen ka jazba husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain husain mere hain dahan husain ka aur thi zabaan aaqa ki labon ka lete the bosa husain m...

Ali ke Lakhte Jigar Lyrics / अली के लख़्त-ए-जिगर / علی کے لختِ جگر

tera husain mera husain Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri tera husain mera husain sabka husain maula husain ya shaheede karbala ya shaheede karbala mere khuda ki riza hai ali ke lakhte jigar nabi ke deen pe fida hai ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka faqeeron aayo sadaa de rahe hain ye abbas sarapa baabe sakha hain ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka husaini khoon se wo inqilab aaya hai mita hai kufr baqa hai ali ke lakhte jigar tera husain mera husain sabka husain maula husain mere rasool ne sardaar-e-khuld inko chuna tabhi to sabse juda hain ali ke lakhte jigar shehzaada ali ka pyaara hai nabi ka zahra ka ladla mahboob sabhi ka ukhaad phenko jahaan se yazeediyat ka alam tumhare saath sadaa hain ali ke lakhte jigar ...

Meri Jaan Husain imaan husain Lyrics / मेरी जान हुसैन, ईमान हुसैन / میری جان حسین، ایمان حسین

meri jaan husain imaan husain Naat-Khwaan: Hafiz Ahmed Raza Qadri husain husain husain husain meri jaan husain imaan husain mera maan husain pahechaan husain wo dil hi kya ke jisme samoya nahin husain behtar hai wo ke jisne khoya nahin husain meri jaan husain... meri jaan husain... meri jaan husain... meri jaan... kehdo hawa se jaa kar ab shor naa kare tayba se karbala tak soyaa nahin husain libaas hai fataa hua ghubaar mein ataa hua tamaam jism-e-naazneen chhida hua kataa hua ye kaun zee-waqaar hai bala ka shah-sawaar hai ke hai hazaaron qaatilon ke samne dataa hua ye bil-yaqeen husain hai nabi ka noor-e-‘ain hai ke jiski ek zarb se kamaale fann-e-harb se kai shaqeen gire hue tadap rahe hain qarb se ye kaun haqq-parast hai maa-e-raza se mast hai ke jiske samne koi buland hai na past hai udhar hazaar ghaat hain magar ajeeb baat hai ke ek s...

Qurbaani ka kissa hai Taarikh ka hissa hai Lyrics / क़ुरबानी का किस्सा है, तारीख का हिस्सा है / قربانی کا اسلام میں ہے مرتبہ افضل

qurbaani ka kissa hai taarikh ka hissa hai Naat-Khwaan: Mohammed Aziz allah ki marzi pe jo qurbaan hua hai shaan usko mili saahibe imaan hua hai qurbaani ka kissa hai taarikh ka hissa hai qurbani ka islam mein hai martaba afzal qurbani se ho jaata hai imaan mukammal aadam se maseeha talak aaye jo payambar qurbaniyaan dete rahe sab naame khuda par qurbani ka paygaam jahaan ko diya sab ne ikraar kiya azmate qurbani ka sabne qurbani se pura hua iqraar wafaa ka qurbani se bandon ko mila qurb khuda ka qurbani ko imaan ka juz jaan lo bando tum dil se har ek hukme khuda maan lo bando sar apna jukaate raho paygaame khuda par qurbani dilo jaan se do naame khuda par qurbaani ka kissa hai taarikh ka hissa hai quraan mein hai qurbani ki takmeel ka kissa ke hazrate ibrahimo ismaeel ka kissa the hazrat ibrahim bade saahibe azmat allah ne ata ki ...

Rutba hi kuchh aesa hai uncha alahazrat ka Lyrics / रुतबा ही कुछ ऐसा है ऊँचा आला हज़रत का

rutba hi kuchh aesa hai uncha alahazrat ka rutba hi kuchh aesa hai uncha alahazrat ka duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka mere alahazrat ko nisbat hai sarkar se kyun na khan khan khanke ga sikka alahazrat ka duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka aesa bhi din aayega sari duniya dekhegi duniya mein laherayega janda alahazrat ka aesa bhi din aayega ae najdi tu dekhna tere devband mein laherayega janda alahazrat ka najdi kud'ha karkat hai pal mein tu udh jayega jhum ka jo aayega jonka alahazrat ka duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka hamko ae sajjad ab koi kya bahekayega jab tak mere sar par hai saya alahazrat ka duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka रुतबा ही कुछ ऐसा है ऊँचा आला हज़रत का रुतबा ही कुछ ऐसा है ऊँचा आला हज़रत का दुनिया भर में होता है चर्चा आला हज़रत का मेरे आला हज़रत को निस्बत है सरकार से क्यों न खन खन ख...

Luta ke Deen pe sab kuchh malaal koi nahin Lyrics / लुटा के दीन पे सब कुछ मलाल कोई नहीं / لُٹا کے دین پہ سب کچھ، ملال کوئی نہیں

luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin Naat-Khwaan: Muhammad Muzammil Hussain husain husain mere husain ya husain ya husain ya husain ya husain luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin husain sabr ke tere misaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin husain hukm dein abbas ko to unke liye furaat mashq mein bharnaa kamaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin ye shaan-e-ibne ali hai ke waqte aakhir bhi bajuz namaaz labon par sawaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin khudaya khair ho asghar ki aaj maidan mein ke noh-nihaal ke haathon mein dhaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin sada-e-hurr hai jo ibne ali ka ho jaae urooj uske liye hai zawaal koi nahin luta ke deen pe sab kuchh malaal koi nahin ye manqabat to ata hubb-e-panjatan ki hai aye aqs ismein tumha...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Pandra so Sala Jashne Wiladat Lyrics / पन्द्रह-सौ साला जश्न-ए-विलादत

Peshe Haq Muzda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics / पेश-ए-हक़ मुज़्दा शफ़ा'अत का सुनाते जाएंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर