Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye Lyrics


Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye
Gham ke maron Dukhiyaron ko Sine se lagane aaye

Noore Nigahe Ambiya Mere Huzur aa gaye
Shano Nishane Kibriya Mere Huzur aa gaye

Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye

Nikhra hua hai Roo-e-Ghul Faili hui hai Boo-e-Ghul
Banke Bahaare Jaan-Fiza Mere Huzur aa gaye

Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye

Ashkon se bhar kar jholiyan Aankhein bichha do raah mein
Salle-Ala ki do sadaa Mere Huzur aa gaye

Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye

Saaeem kamaale Zauq se Qalbo Nazar ko Shauq se
Rahon mein Aaj do bichha Mere Huzur aa gaye

Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye


Comments

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Eng & Hindi Lyrics

Shahe Do alam Salam Assalam Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)