Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Lyrics || Zahra Abbasi


Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara
Bana Jis Ki Khatir Zamana Ye Sara
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara

Sunate hein Ham Aaj Jis Ke Tarane
Wo Khud aa gaye Apni Mehfil Sajane
Badal Jayega Ab Mukaddar Hamara
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara





Zameen par Fida Aaj Arshe Bari hai
Nabi ji ki Mehfil bhi Kitni Haseen hai
Aaqa ki Mehfil bhi Kitni Haseen hai
Hai Kitna Haseen Ye Sama Pyara Pyara
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara

Ye Husne Nabuwwat ki Aamad ki Shab hai
Ye Maahe Risalat ki Aamad ki Shab hai
Na Mehroom rehna na Sona Khudara
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara

Yakeen hai ke Khairat Aesi bategi
Kisi ki bhi Jholi na Khali rahegi
Hua Rahmaton ka hai Saeem Ishara
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara

Bana Jis Ki Khatir Zamana Ye Sara
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu