pahunchu dare sarkar pe chaha to yahi hai - English Naat-Khwaans: Zohaib Ashrafi Owais Raza Qadri hai mere khayalon mein wo ahesaas ki surat main bhool jaaun unko ye mumkin hi nahin hai dil sun ke unka naam dhadakta hai adab se halanki unhein aankh se dekha bhi nahin hai pahunchun dare sarkar pe chaha to yahi hai aage meri taqdeer hai, tamanna to yahi hai ye unki riza hai mujhe bhejein mujhe rokein wapas main nahin aaunga, socha to yahi hai pahunchun dare sarkar pe chaha to yahi hai aage meri taqdeer hai, tamanna to yahi hai hai gumbad-e-khazra ke siwa aur bhi jalwe aankhon ke liye khaas nazaara to yahi hai pahunchun dare sarkar pe chaha to yahi hai aage meri taqdeer hai, tamanna to yahi hai izhaar-e-gham-e-hijr ki kya shaql nikaalun rone ki bhi taaqat nahin, rona to yahi hai pahunchun dare sarkar pe chaha to yahi hai aage meri taqdeer hai, tamanna to yahi hai yaad unki rahe dil mein jamaal unka nazar mein naam unka labon ...