Arab ka Chaand aa gaya Lyrics || Nisar Ahmad Marfani


Roman(Eng):


Chaand aa gaya Chaand aa gaya
Dekho Arab ka aaj Chaand aa gay
Arab ka Chaand aa gaya
Arab ka Chaand aa gaya

Jahaan mein Noor barsaane, Arab ka Chaand aa gaya
Zamaane bhar ko chamkaane, Arab ka Chaand aa gaya

Halima ! Daaeeyaan qismat pe Teri rashk karti hein
Teri qismat ko chamkaane, Arab ka Chaand aa gaya

To straight the light Throughout the world
The moon of Tayba has a rife The light is bright
Throughout all the world The moon of Tayba has a rife

Arab ka Chaand aa gaya Arab ka Chaand aa gaya

Khuda e Paak detaa hai Hakikat hai yahi lekin
Khuda se Hamko dilwaane Arab ka Chaand aa gaya

Jo Duniya ke sataaye hein Sadaa se be sukun hein
Unhe taskeen pahunchaane Arab ka Chaand aa gaya

Shayateen jaa nahi sakte heib ab to aasmaanon mein
Jahan mein jalwaa farmaane Arab ka Chaand aa gaya

Bhala kyun khauf hai Salmaan Tuje Us Gaure Teeraan se
Teri Turbat ko chamkaane Arab ka Chaand aa gaya

Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Sare Nabiyon ke Ohday bade hein Lyrics / सारे नबियों के ओहदे बड़े हैं

Salare Sahaba Wo Pahla Khalifa Lyrics / सालारे सहाबा वो पहला खलीफा

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Kaaba Dikhade Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Kyun aake ro raha hai Muhammad ke Shehar mein / क्यों आके रो रहा है मुहम्मद के शहर में / کیوں آکے رو رہا ہے محمد کے شہر میں