Dare Nabi Par Ye Umar Beetay Ho Hampe Lutfe Dawaam Aisa lyrics in English ~ Hindi

dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa

madine waale kahei.n makaami, ho unke dar pe qayaam aisa

bilaal tujh par nisaar jaau.n, ke khud nabi ne tujhe kharida
naseeb ho to naseeb aisa, ghulaam ho to ghulaam aisa

namaaz aqsa mei.n jab padaaee, to ambiya aur rusool ye bole
namaaz ho to namaaz aisi, imaam ho to imaam aisa

labo.n pe naam-e-nabi jab aaya, gurez-paa haadaso.n ko paaya
jo Taal deta hai mushkilo.n ko, mere nabi ka hai naam aisa

mujhi ko dekho wo be-talab hi, nawaazte jaa rahe hei.n paiham
na koi mera 'amal hai aisa, na koi mera hai kaam aisa

hei.n jitne 'akl-o-khirad ke daawe , kab unke garde safar ko pahunche
koi bhi ab tak samaj na paaya, hai mustafa ka makaam aisa

dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa

husain quraan ke hei.n wo qaari, jo nok-e-neza pe bhi ye bole
siwa KHuda ke na sar jukaana, diya jahaa.n ko payaam aisa

dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa

mai.n KHalid apne nabi pe qurbaa.n, hai jinka KHulq-e-'azeem quraa.n
hai roshni jiski do jahaa.n mei.n, kahi.n hai maah-e-tamaam aisa

Same Lyrics in different Styles:

dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa

meri jaan madina, dil ka chain madina
aankho.n ka taara madina, sab ka sahaara madina

dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa
madine waale kahei.n makaami, ho unke dar pe qayaam aisa

namaaz aqsa mei.n jab padaaee, to ambiya aur rusool ye bole
namaaz ho to namaaz aisi, imaam ho to imaam aisa

dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa

taiba mei.n ho mera ghar, aisa karam ho sarwar
gumbad ko jab bhi dekhu.n, pad lu.n salaam tum par

bilaal tujh par nisaar jaau.n, ke khud nabi ne tujhe kharida
naseeb ho to naseeb aisa, ghulaam ho to ghulaam aisa

dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa

labo.n pe naam-e-nabi jab aaya, gurez-paa haadaso.n ko paaya
jo Taal deta hai mushkilo.n ko, mere nabi ka hai naam aisa

meri bigdi banaane ko nabi ka naam kaafi hai
hazaaro.n gham mitaane ko nabi ka naam kaafi hai

ghamo.n ki dhoop ho ya fir, hawaaei.n tez chalti ho.n
mere is aasiyaane ko nabi ka naam kaafi hai

jo Taal deta hai mushkilo.n ko, mere nabi ka hai naam aisa

mujhi ko dekho wo be-talab hi, nawaazte jaa rahe hei.n paiham
na koi mera 'amal hai aisa, na koi mera hai kaam aisa

na koi 'amal hai sunaane ke qaabil
na munh hai tumhaare dikhaane ke qaabil

lagaate ho usko bhi seene se aaqa !
jo hota nahi.n munh lagaane ke qaabil

na koi mera 'amal hai aisa, na koi mera hai kaam aisa

dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa

mai.n KHalid apne nabi pe qurbaa.n, hai jinka KHulq-e-'azeem quraa.n
hai roshni jiski do jahaa.n mei.n, kahi.n hai maah-e-tamaam aisa

dar-e-nabi par ye umar beete, ho hampe lutf-e-dawaam aisa

हिंदी (HINDI):

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हमपे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा
मदीने वाले कहें मकामी, हो उनके दर पर क़याम ऐसा

बिलाल तुझपर निसार जाऊं, के खुद नबी ने तुजे ख़रीदा
नसीब हो तो नसीब ऐसा, गुलाम हो तो गुलाम ऐसा

नमाज़ अक़्सा में जब पड़ाई, तो अम्बिया और रुसूल ये बोले
नमाज़ हो तो नमाज़ ऐसी, इमाम हो तो इमाम ऐसा

लबों पे नाम-ए-नबी जब आया, गुरेज़-पा हादसों को पाया
जो टाल देता है मुश्किलों को, मेरे नबी का है नाम ऐसा

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हमपे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा

हैं जितने अक़्ल-ओ-ख़िरद  के दावे, कब उनके गर्द-ए-सफर को पहुंचे
कोई भी अब तक समज न पाया, है मुस्तफा का मकाम ऐसा

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हमपे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा

हुसैन क़ुरआन के है वो क़ारी, जो नोक-ए-नेज़ा पे भी ये बोले
सिवा ख़ुदा के न सर जुकाना, दिया जहां को पयाम ऐसा

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हमपे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा

मुजी को देखो वो बे-तलब ही, नवाज़ते जा रहे हैं पैहम
न कोई मेरा 'अमल है ऐसा, न कोई मेरा है काम ऐसा

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हमपे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा

में खालिद अपने नबी पे क़ुर्बान, है जिनका ख़ुल्क़-ए-'अज़ीम क़ुरआन
है रौशनी जिसकी दो जहां में, यही है माह-ए-तमाम  ऐसा

यही नात अलग अंदाज़ में:

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हमपे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा

मेरी जान मदीना, दिल का चैन मदीना
आँखों का तारा मदीना, सब का सहारा मदीना

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हमपे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा
मदीने वाले कहें मकामी, हो उनके दर पर क़याम ऐसा

नमाज़ अक़्सा में जब पड़ाई, तो अम्बिया और रुसूल ये बोले
नमाज़ हो तो नमाज़ ऐसी, इमाम हो तो इमाम ऐसा

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हमपे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा

तयबाह में हो मेरा घर, ऐसा करम हो सरवर
गुम्बद को जब भी देखूं, पड़लूं सलाम तुम पर

बिलाल तुझपर निसार जाऊं, के खुद नबी ने तुजे ख़रीदा
नसीब हो तो नसीब ऐसा, गुलाम हो तो गुलाम ऐसा

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हमपे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा

लबों पे नाम-ए-नबी जब आया, दूर रेज़ पा हादसों को पाया
जो टाल देता है मुश्किलों को, मेरे नबी का है नाम ऐसा

मेरी बिगड़ी को बनाने को नबी का नाम काफी है
हज़ारों ग़म मिटाने को, नबी का नाम काफी है

ग़मों की धुप हो या फिर, हवाएं तेज़ चलती हों
मेरे इस आसियाने को नबी का नाम काफी है

जो टाल देता है मुश्किलों को, मेरे नबी का है नाम ऐसा

मुजी को देखो वो बेतलब ही, नवाज़ते जा रहे हैं पैहम
न कोई मेरा 'अमल है ऐसा, न कोई मेरा है काम ऐसा

न कोई 'अमल है सुनाने के क़ाबिल
न मुंह है तुम्हारे दिखाने के क़ाबिल

लगाते हो उसको भी सीने से आक़ा
जो होता नहीं मुंह लगाने के क़ाबिल

न कोई मेरा 'अमल है ऐसा, न कोई मेरा है काम ऐसा

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हमपे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा

में खालिद अपने नबी पे क़ुर्बान, है जिनका ख़ुल्क़-ए-'अज़ीम क़ुरआन
है रौशनी जिसकी दो जहां में, यही है माह-ए-तमाम  ऐसा

दर-ए-नबी पर ये उम्र बीते, हो हमपे लुत्फ़-ए-दवाम ऐसा

Comments

  1. Short to bekar hai sab aage piche hain

    ReplyDelete

Post a Comment

All Time Favorite

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peerane Peer Gaus-e-Aazam Dastageer lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English Hindi and Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Madine ke Aaqa Madine ke Sarwar Salam Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Faslon ko khudara mita do Jaliyon par Nigahe Jami hai Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

Lab pe Salle Ala ke Tarane Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics