Posts

Showing posts with the label mankabat

Meeran Waliyon ke Imam dedo panjatan ke naam Lyrics / मीराँ वलीयों के इमाम देदो पंजतन के नाम

Image
meeraan walion ke imaam! dedo panjatan ke naam meeraan walion ke imaam! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se daalo nazr-e-karam sarkaar! apne mangaton par ek baar humne mehfil hai sajaaee badi dair se mere chaand mainn sadqe, aaja idhar bhi chamak utthe dil ki kali ghaus-e-aa'zam! meeraan waliyon ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se tere rabb ne malik kiya tere zad ko tere dar se duniya pali ghaus-e-aa'zam! meeran waliyon ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se tera rutba aala na kyun ho ke maula! tu hai ibn-e-maula ali ghaus-e-aa'zam! meeran waliyon ke imaam ! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se qadam gardan-e-auliya par hai tera tu hai rab ka aisa wali ghaus-e-aa'zam! meeran waliyon ke imaam! dedo panjatan ke naam humne joli hai failaee badi dair se tum jo banaao baat banegi, donon jahaan men laaj rahegi lajpaal karam ab k...

Mere Attar zindabad Mere Dildar zindabad Lyrics / मेरे अत्तार ज़िन्दाबाद मेरे दिलदार ज़िन्दाबाद

mere attar zindabad mere dildar zindabad - English mere attar zindabad mere dildar zindabad ae ameer e ahle sunnat teri shaukat zindabad tujh se duniya bhar mein hai deen ki nish’at zindabad mere attar zindabad mere dildar zindabad tere dam se aayi vo deen o shari’at ki bahaar aala hazrat zindabad aur sadr ush shari’at zindabad mere attar zindabad mere dildar zindabad teri majlis gaye mai gaye jo ban gaye saaleh saheer no jawan par ho tera faizan e sohbat zindabad mere attar zindabad mere dildar zindabad kaash sunni saath tere mil ke aage badhte jaaye past ho a’da ki quwwat aur sunnat zindabad mere attar zindabad mere dildar zindabad kaam tera goya pathrili zameen par mehr-e-she’r tu rahe rakhshinda painda salamat zindabad mere attar zindabad mere dildar zindabad qadri afwaaj hai ye jo hai masroof e amal mai samajhta hoon tujhe razvi karaamat zindabad mere attar zindabad mere dildar zindabad zaahir o baatil ja...

Shahe Hindul Wali Tum ho Khwaja Lyrics / शाहे हिन्दुल वली तुम हो ख़्वाजा

shahe hindul wali tum ho khwaja Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri khwaja mere khwaja khwaja mere khwaja ab kripa karo khwaja main tumra bhikari hun ya khwaja hasan tumri chokhat ka suwali hun mustafa ke pyare ladle! khwaja hame dar pe bula le shahe hindul wali tum ho khwaja hamko ajmer apna dikhado ham tumhare bhikari hain khwaja chishtiya rang apna chhaddado leke aaye hain kashkol khaali tumre roze pe saare suwali hai mueene jahan jaane haidar zindagi ab hamari saja do shahe hindul wali tum ho khwaja hamko ajmer apna dikhado tum ho waliyon ke raja jo hindul wali tumse faili hai khwaja yahan roshni hamko ajmer bulwalo khwaja sakhi door reh kar kategi na ye zindagi shahe hindul wali tum ho khwaja hamko ajmer apna dikhado tum ata-e-rasoole khuda ho ham garibon ka tum aasra ho sadka panjtan ka sanjar ke wali meri bigdi bhi khwaja bana do shahe hindul wali tum ho khwaja hamk...

Aaya hai ye Tera Deewana shaian lillah Lyrics / आया है ये तेरा दीवाना शय'अन लिल्लाह

aaya hai ye tera ye deewana shaian lillah - English Naat-Khwaan: Hafiz Ahmad Raza Qadry aaya hai ye tera ye deewana shaian lillah shaian lillah kehta hai ye har dam mastana shaian lillah shaian lillah tu peer mera la-sani hai aur ghaus mera jilaani hai main tera murid hun diwaana shaian lillah shaian lillah hai hukm tera hukm-e-rabbi ek dam mein jo chahe karde wahi ye daur tera hai shaahana shaian lillah shaian lillah main bad hi sahi main chor sahi main mujrim khati kuchh hi sahi par tera hun jaan-e-jaanana shaian lillah shaian lillah chahun jo agar tujhko chahun dekhun jo agar tujhko dekhun kar de mujhe sab se be-gaana shaian lillah shaian lillah chhute na kabhi tu aur ahmad mushkil jo pade ho teri madad gar wakt-e-nazaa' ho aa jana shaian lillah shaian lillah lete rahe ham sab naam tera karte rahe mil kar kaam tera baghdaad se ho aab-o-daana shaian lillah shaian lillah sab tere mazar-e-anwar par hote hein nic...

Sarkare Ghause Azam Nazre karam Khudara Lyrics / सरकार-ए-ग़ौस-ए-आज़म नज़रे करम खुदारा

Image
sarkar-e-ghaus-e-aa'zam ! nazr-e-karam KHudaara sarkar-e-ghous-e-aa'zam! nazr-e-karam khudara mera khali kaasa bhar do, main fakeer hun tumhara jholi ko meri bhar do, warna kahegi duniya aise sakhee ka mangata, firta hai maara-maara sabka koi na koi, duniya mein aasra hai mera ba-juz tumhaare koi nahin sahaara meera bane hein dulha, mahfil saji hui hai sab auliya baraati, kya khub hai nazaara ye ata-e-dastageeri, koi mere dil se puchhe wahin aa gaye madad ko, maine jab jahaan pukaara ye tera karam hai ya ghaus! jo bana liya hai apna kahaan mujhsa ye kameena, kahaan silsila tumhaara Same Lyrics in Different Style: aye shah-e-jilaan! aye meer-e-meeraan nazr-e-karam khudara! peeron ke peer nazr-e-karam khudara! roshan zameer nazr-e-karam khudara! nazr-e-karam khudara! sarkaar-e-ghous-e-aa'zam !...

Tayyab Tahera Sayyida ma Aayesha Lyrics / तय्यबा ताहेरा सैय्यदा माँ आयशा

tayyaba tahera saiyyeda ma aayesha - English Naat Khvan : Hafiz Tahir Qadry tayyaba tahera saiyyeda ma aayesha saiyyeda ma aayesha saiyyeda ma aayesha ye fakira aalima hai saiyyeda ma aayesha ilm mein sab se juda saiyyeda ma aayesha aap ke bistar mubarak par bhi aati thi wahi kya makaam-o-martaba hai saiyyeda ma aayesha mustafa ne jaan di jab sar tha teri god mein ye to aizaz-e-khuda hai saiyyeda ma aayesha aap ki tasweer le kar aaye the rooh-ul-ameen zauz-e-shah-e-ambiya hai saiyyeda ma aayesha aayesha ka hujra anwar roza-e-sarkar hai ye mohabbat ka sila hai saiyyeda ma aayesha aap ki paaki mein utrin hein athra ayatein ye gawahi-e-khuda hai saiyyeda ma aayesha azmatein aisin ujagar arsh par naare lage tayyaba aur taahera hai saiyyeda ma aayesha तय्यबा ताहेरा सैय्यदा माँ आयशा तय्यबा ताहेरा सैय्यदा माँ आयशा सैय्यदा माँ आयशा, सैय्यदा माँ आयशा ये फ़कीरा आलिमा हैं सैय्यदा माँ आयशा इल्म में सबसे जुदा सैय्यदा माँ आयशा आपके बि...

Bawafa Bahaya Usmane Gani Lyrics / बावफ़ा बा-हया उस्माने गनी

bawafa bahaya usmane gani - English gani gani gani gani tarif teri aaqa se suni gani gani usmane gani tum shane sahaba jaane nabi gani gani usmane gani duniya ke sabhi sakhiyon se sakhi gani gani usmane gani jab tujko pukara baat bani gani gani usmane gani bawafa ba-haya usmane gani tisra khalifa hua usmane gani khuda-e-paak ki hai ek ata usmane zunnurain usmane zunnurain muhammad mustafa ke bawafa usmane zunnurain usmane zunnurain mukaddar mein tere aaye nabi ke do jigarpare bahot uncha hai tera martaba usmane zunnurain usmane zunnurain bawafa bahaya usmane gani tisra khalifa hua usmane gani tuje do hijraton se haq ta'ala ne nawaza hai ke maula ki hai tujpe ye ata usmane zunnurain usmane zunnurain bawafa bahaya usmane gani tisra khalifa hua usmane gani pehla khalifa siddiq aur dusra hai umar tisra usman hai aur chotha maula-e-ali rasulallah ko tere amal pe y...

Itre sunnat bantata hai aye mere Attar Tu lyrics / इत्र-ए-सुन्‍नत बाँटता है ऐ मेरे अत्तर तू

itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu sari duniya ke kinaron se sada aane lagi ban chuka hai aashikon ka qafila salaar tu ahl-e-sunnat ke liye hai sahib-e-shahkar tu itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu tu jahaan ke aashikon ke dil ki dhadkan ban gaya murshid aisa itr laga do batin-zahir sab mehka do aal ka sadqa nek bana do shukhri hove main tol itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu ahl-e-shar wo gham kare ahl-e-sunan ko gham nahin fitna-e-batil ki rah mein ban gaya diwaar tu ahl-e-sunnat ke liye hai sahib-e-shahkar tu itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu roshni ye bhar ke aalam ki fiza par chha gayi mash'al-e-ahmad raza hai aur mash'al daar tu ahl-e-sunnat ke liye hai sahib-e-shahkar tu itr-e-sunnat baantata hai aye mere attar tu badr mein is ahad mein dekha na tujhsa dusra noori imama noori dadi faiz ena da jag te jari turjandene jede paase aejanda ae shor ...

Tum ko lakhon mubarak Aamena Lyrics / तुम को लाखों मुबारक आमिना

tum ko lakhon mubarak aamena tum ko lakhon mubarak aamena sadqe tum par ho dil-o-jaan aamena tum ne bakhsha ham ko imaan aamena jo mila jisko mila tumse mila deen-o-imaan ilm-o-irfaan aamena tum ko lakhon mubarak aamena kul jahaan ki maaein hon tum par fida tum muhammad ki bani maa aamena tum ko lakhon mubarak aamena ibn-e-mariyam wakei rabb ke rasool par muhammad ki badi shaan aamena tum ko lakhon mubarak aamena jis shikam mein mustafa ho ga guzir arsh-e-aazam se hai zi-shaan aamena tum ko lakhon mubarak aamena tum se imaan-o-amanat aur aman tum se faizaan tum se irfaan aamena tum ko lakhon mubarak aamena teri turbat ka mujawar main banun phir nikalun dil ke armaan aamena tum ko lakhon mubarak aamena hai ye salik aapke dar ka fakir mangta hai amn-o-imaan aamena tum ko lakhon mubarak aamena तुम को लाखों मुबारक आमिना तुम को लाखों मुबारक आमिना सदके तुम पर हो दिल-ओ-जान आमिना तुमने बख्शा हमको ईमान आमिना जो मिला ...

Jalwa hai noor hai ke sarapa Raza ka hai Lyrics / जल्वा है नूर है कि सरापा रज़ा का है

jalwa hai noor hai ke sarapa raza ka hai jalwa hai noor hai ke sarapa raza ka hai tasweer-e-sunniyat hai ke chehra raza ka hai wadi raza ki koh-e-himaala raza ka hai jis simt dekhiye wo ilaaka raza ka hai dastar aa rahi hai zameen par jo sar uthe itna buland aaj farera raza ka hai kis ki majaal hai jo nazar bhi mila sake darbar-e-mustafa mein thikaana raza ka hai alfaz beh rahe hein daleelon ki dhaar par chalta hua kalam hai ke dhaara raza ka hai chhuta hai aasmaan ko minaar azam ka ya'ni atal pahaad iraada raza ka hai dariya fasaahaton ke rawa shayari mein hai ye sahel-e-mumtan'e hai ke lehja raza ka hai jo likh diya hai usne sanad hai wo deen mein ahl-e-qalam ki aabaru nuqta raza ka hai aglon ne bhi likha hai bahot ilm-e-deen par jo kuchh hai is sadee mein wo tanha raza ka hai is daur-e-pur fitan mein nazar khush aqidagi sarkar ka karam hai waseela raza ka hai naatein jo pad raha hun main ubaid aaj jhum kar sach puchhiye to fai...

Rukh se Parda Ab Apne utha do Lyrics / रुख से पर्दा अब अपने उठा दो

Image
rukh se parda ab apne utha do rukh se parda ab apne utha do jaaliyon par nigaahein jami hein apna jalwa isi mein dikhaado jaaliyon par nigaahein jami hein faaslon ko khudaara mita do jaaliyon par nigaahein jami hein apna jalwa isi mein dikhaado jaaliyon par nigaahein jami hein ghaus-ul-aa'zam ho ghaus-ul-wara ho noor ho noor-e-sall-e-'ala ho kya bayaan aap ka martaba ho dastagir aur mushkil kusha ho aaj deedaar apna karaalo jaaliyon par nigaahein jami hein sun rahe hein wo fariyaad meri khaak hogi na barbaad meri main kahin bhi marun shah-e-jeelaan rooh pahunchegi baghdaad meri mujhko parwaaz ke par laga do jaaliyon par nigaahein jami hein wajd mein aayega saara 'aalam jab pukaarenge ya ghaus-e-aa'zam wo nikal aaenge jaaliyon se aur qadmon mein gir jaaenge hum phir kahenge ke bigdi bana do jaaliyon par nigaahein jami hein fikar dekho, khayalat dekho ye aqidat, ye jazbaat dekho main hun kya meri aukaat dekho saamne kaisi ha...

Aise hote hein ali ke naukar Lyrics / ऐसे होते हैं अली के नौकर / ایسے ہوتے ہیں علی کے نوکر

aise hote hein ali ke naukar aise hote hein ali ke naukar aise hote hein ali ke naukar waqt par waqt ki raftaar badal dete hein fitrate khanjar-o-talwaar badal dete hein daar par lehja-e-guftaar badal dete hein zere khanjar bhi sadaa dete hein haidar haidar aise hote hein ali ke naukar tumne maula ki mahobbat ka nazaara dekha lashkare kufr zyada tha magar har gaya chand afraad ne labnaan ka naqsha badla bhagne waale zaraa dekh to pichhe mud kar aise hote hein ali ke naukar ishq-e-haidar ki ye tableegh kiya karte hein aise deewane hein danaayi ata karte hein 'aql waale inhe deewaanon mein gina karte hein haan mitti se bana dete hein ye khuld ke ghar aise hote hein ali ke naukar kasr-e-bay'at ke sutoonon ko giraane ke liye apna ghar qalb-e-payambar mein banaane ke liye jootiyan sebaat-e-payambar ki uthaane ke liye ...

Ye desh hai mere Khwaja ka Lyrics / ये देश है मेरे ख़्वाजा का

ye desh hai mere khwaja ka ye desh hai mere khwaja ka khwaja ka mere khwaja ka ye desh hai mere khwaja ka khwaja hind ke raja ka ye desh to ala hazrat ka ye desh nizamuddin ka hai shah-e-aalam shah-e-meena ye desh to qutb-ud-deen ka hai makhdoom ali aur haji ali ye desh to taaj-ud-din ka hai ye desh hai mere khwaja ka khwaja ka mere khwaja ka ye desh hai mere khwaja ka khwaja hind ke raja ka ये देश है मेरे ख़्वाजा का ये देश है मेरे ख़्वाजा का ख़्वाजा का मेरे ख़्वाजा का ये देश है मेरे ख़्वाजा का ख़्वाजा हिन्द के राजा का ये देश तो आला हज़रत का ये देश निज़ामुद्दीन का है शाह-ए-आलम शाह-ए-मीना ये देश तो क़ुत्ब-उद-दीन का है मख़दूम अली और हाजी अली ये देश तो ताज-उद-दीन का है ये देश है मेरे ख़्वाजा का ख़्वाजा का मेरे ख़्वाजा का ये देश है मेरे ख़्वाजा का ख़्वा...

Mera Maula Maula Hussain hai Manqabat Lyrics / मेरा मौला मौला हुसैन है / میرا مولا مولا حسین ہے

mera maula maula hussain hai muftiyane daar se kehti hai karbala bid'at usi ka zikr jo jeena silkha gaya tum se to ek babari masjid na bach saki mera hussain sari shriyat bacha gaya mera maula maula hussain hai jo hua nawasa-e-mustafa wo ali ka beta hussain hai jo yazeediyat ko fanaah kare chale karbala wo hussain hai bibi fatima ka wo ladla mera badshah wo hussain hai mera maula maula hussain hai kya sunaun wakiya karbala haaye teer neza kahan laga jise chumate rahe mustafa wo hussaini sar tha kata hua sara ghar ka ghar bhi luta diya wo jo kar gaya wo hussain hai mera maula maula hussain hai yahi bole hazrate hoor shaha ya hussain aapka shukriya ke yazeediyon se nikal kar jo hussainiyon mein bitha diya ...

Main hun Husaini bachpan se Lyrics / मैं हूँ हुसैनी बचपन से

main hun husaini bachpan se Naat-Khwan: Hafiz Tahir Qadri dam dam husain maula husain main husaini hun main husaini hun sab husaini husain husain karein jab se hosh sambhala hai maa ne hamein samjaya hai samaj mein aaya us din se main hun husaini bachpan se aaj yazeedi tola tu isko jannati manta hai sab dollar ka chakkar hai halanki haq janta hai ye sab kamai ke dhandhe hein sab dollar ka chakkar hai aaj yazeedi tola tu isko jannati manta hai sab dollar ka chakkar hai halanki haq jante hein sare ayimma ka fatwa yazeed kafiro fasik hai fatwa dikhaun kin kin se main hun husaini bachpan se jab se hosh sambhala hai maa ne hamein samjaya hai samaj mein aaya us din se main hun husaini bachpan se nazre karam jo hurr pe hui unki kismat jag uthi shah ne jab kuchh farmaya ...

main husain hoon Lyrics / मैं हुसैन हूं / میں حسین ہوں

main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main ghula-e-shaah-e-kaunain hoon main husain hoon, main husain hoon dil-e-murtaza ka main chain hoon main husain hoon, main husain hoon main shabiha-e-sarwar-e-do jahan mera lafz lafz hai haq nishaan haan main shaah-e-khuld-e-bari bhi hoon main ali ki rooh ka chain hoon main husain hoon, main husain hoon kis ne kaha ke main aam hoon main imaam ibne imaam hoon main hurmat-e-haramain hoon main husain hoon, main husain hoon main khuda ke sher ka laal hoon shaah-e-do jahan ki main aal hoon mera baba ilm ka baab hai dil-e-fatima ka main chain hoon main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main husain hoon, main husain hoon main sawaar-e-dosh-e-rasool hoon chaman-e-ali ka main phool hoon mere sar p...

Khairat lene aa gaye Mangate Tumhare Khwaja Lyrics / ख़ैरात लेने आ गए मंगते तुम्हारे ख़्वाजा

khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja bhar dijiye daman muradon se hamare khwaja mere khwaja piya mere khwaja piya mere khwaja piya mere khwaja piya mangaton ki rakhle laaj karde sab muraden puri daaman pasare aa gaye tere doware khwaja khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja mayoos jaata hi nahin koi tumhare dar se hamko bhi de hasnain ke sar ke utare khwaja khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja tune madad ki haan madad ki haan madad ki tune qurbaan tere jab bhi tadap kar ham pukaren khwaja khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja ajmer ka darbaar dikhla de sunaun aa kar ro ro ke haal-e-dil mera tere doware khwaja khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja deta hun tujhko wasta ghaus-ul-wara ka mujhko phir masjid-e-nabwi ke dikhlade minare khwaja khairat lene aa gaye mangate tumhare khwaja ye jagmagate noor barsata tumhara roza sharma gaye...

Tera naam Khwaja Mueenuddin Tu Rasool-e-Paak ki aal hai Lyrics / तेरा नाम ख्वाजा मुईनुद्दीन तु रसूल-ए-पाक़ की आल है

tera naam khwaja mueenuddin tera naam khwaja mueenuddin tu rasool-e-paak ki aal hai teri shan khwaja-e-khwaj-gaan tujhe be-kason ka khayaal hai tera naam khwaja mueenuddin tu rasool-e-paak ki aal hai mera bigda waqt sanwar do mere khwaja mujhko nawaz do teri ek nigaah ki baat hai meri zindagi ka suwaal hai tera naam khwaja mueenuddin tu rasool-e-paak ki aal hai main gada-e-khwaja-e-chisht hun mujhe is gadaai pe naaz hai mera naaz khwaja pe kyon na ho mera khwaja banda-nawaz hai tera naam khwaja mueenuddin tu rasool-e-paak ki aal hai mera khwaja ata-e-rasool hai wo bahaar-e-chisht ka phool hai wo bahaar-e-gulshan-e-faatema chaman-e-ali ka nihaal hai tera naam khwaja mueenuddin tu rasool-e-paak ki aal hai yahan bhikh milti hai be gumaan ye bade sakhi ka hai aastaan yahan sabki bharti hain joliyan ye dar-e-gareeb nawaz hai tera naam khwaja mueenuddin tu rasool-e-paak ki ...

Karbala ke Jaan Nisaron ko salam Lyrics / कर्बला के जाननिसारों को सलाम / کربلا کے جان نثاروں کو سلام

karbala ke jaan nisaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam karbala teri bahaaron ko salaam jaanisari ke nazaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam ya hussain ibne ali mushkil kusha aap ke sab jaan-nisaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam akbar-o-asghar pe jaan qurbaan ho mere dil ke taajdaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam qasimo abbas par lakhon durood karbala ke shah-sawaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam jis kisi ne karbala mein jaan di un sabhi imaandaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam bhooki pyaasi bibiyon par ho durood bhooke...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Imdad kun Imdad kun Lyrics | Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन | या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा