Karbala ke Jaan-Nisaron ko salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)
Roman(Eng):
Karbala ke Jaan Nisaron ko SalamFatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Karbala Teri baharon ko Salam
Janisari ke nazaron ko salam
Karbala ke Jaan Nisaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Ya Hussain ibne Ali Mushkil Kusha
Aap ke sab Jaan-Nisaron ko Salam
Karbala ke Jaan Nisaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Akbaro Asgar pe Jaan Qurban ho
Mere Dil ke Taajdaron ko Salam
Karbala ke Jaan Nisaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Kasimo Abbas par lakhon Durood
Karbala ke Shah Sawaron ko Salam
Karbala ke Jaan Nisaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Jis kisi ne Karbala mein Jaan di
Un Sabhi Imaandaron ko Salam
Karbala ke Jaan Nisaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Bhuki Pyasi Bibiyon par ho Durood
Bhuke Pyase Gul Azaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Bhuki Pyasi Bibiyon par ho Durood
Bhuke Pyase Gul Azaron ko Salam
Karbala ke Jaan Nisaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Bhed kya jaane Shahadat ka koi
Un Khuda ke Raazdaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Bhed kya jaane Shahadat ka koi
Un Khuda ke Raazdaron ko Salam
Karbala ke Jaan Nisaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Be basi mein bhi haya baki rahi
Sab Hussaini Parda daron ko Salam
Karbala ke Jaan Nisaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Rahmatein hon Har Sahabi par mudaam
Aur khususan chaar Yaron ko Salam
Karbala ke Jaan Nisaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Bibiyon ko aabide bimar ko
Be kason ko gham ke maron ko salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Be basi mein bhi haya baki rahi
Sab Hussaini Parda daron ko Salam
Karbala ke Jaan Nisaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Rahmatein hon Har Sahabi par mudaam
Aur khususan chaar Yaron ko Salam
Karbala ke Jaan Nisaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Bibiyon ko aabide bimar ko
Be kason ko gham ke maron ko salam
Karbala ke Jaan Nisaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Ho gaye qurban Muhammad aur Aun
Sayyada Zaynab ke Pyaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Ho gaye qurban Muhammad aur Aun
Sayyada Zaynab ke Pyaron ko Salam
Karbala ke Jaan Nisaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Jo Hussaini qafile mein the sharik
Kehte hein Attar Saaron ko Salam
Fatima Zahra ke Pyaron ko Salam
Jo Hussaini qafile mein the sharik
Kehte hein Attar Saaron ko Salam
हिंदी(Hindi):
कर्बला के जान निसारों को सलामफातिमा जहरा के प्यारों को सलाम
कर्बला तेरी बहारों को सलाम
जाँनिसारी के नज़ारों को सलाम
कर्बला के जान निसारों को सलाम
फातिमा जहरा के प्यारों को सलाम
या हुसैन इब्ने अली मुश्किल कुशा
आप के सब जान-निसारों को सलाम
कर्बला के जान निसारों को सलाम
फातिमा जहरा के प्यारों को सलाम
अकबरो असग़र पे जान कुर्बान हो
मेरे दिल के ताजदरों को सलाम
कर्बला के जान निसारों को सलाम
फातिमा जहरा के प्यारों को सलाम
कसिमो अब्बास पर लाखों दुरूद
कर्बला के शाह सवारों को सलाम
कर्बला के जान निसारों को सलाम
फातिमा जहरा के प्यारों को सलाम
जिस किसी ने कर्बला में जान दी
उन सभी इमानदारों को सलाम
कर्बला के जान निसारों को सलाम
फातिमा जहरा के प्यारों को सलाम
भूखी प्यासी बीबियों पर हो दुरूद
भूखे प्यासे गुल अज़ारों को सलाम
कर्बला के जान निसारों को सलाम
फातिमा जहरा के प्यारों को सलाम
भेद क्या जाने शहादत का कोई
उन खुदा के राज़दारों को सलाम
कर्बला के जान निसारों को सलाम
फातिमा जहरा के प्यारों को सलाम
बे बसी में भी हया बाकि रही
सब हुसैनी पर्दा दारों को सलाम
कर्बला के जान निसारों को सलाम
फातिमा जहरा के प्यारों को सलाम
रहमतें हों हर सहाबी पर मुदाम
और ख़ुसूसन चार यारों को सलाम
कर्बला के जान निसारों को सलाम
फातिमा जहरा के प्यारों को सलाम
बीबियों को आबिदे बीमार को
बे कसों को ग़म के मारों को सलाम
कर्बला के जान निसारों को सलाम
फातिमा जहरा के प्यारों को सलाम
हो गए क़ुर्बान मुहम्मद और औन
सैयदा जैनब के प्यारों को सलाम
कर्बला के जान निसारों को सलाम
फातिमा जहरा के प्यारों को सलाम
जो हुसैनी काफिले में थे शरीक
कहते हैं अत्तार सारों को सलाम
Masha Allah
ReplyDelete