Sarkare Gause Azam Nazre karam khudara
Mera khali kaasa bhar do mai fakir hu tumhara
Joli ko meri bhar do Warna kahegi duniya
Ese sakhee ka mangata
Daata piya ka mangata Gausul vara ka mangata
Khvaja piya ka mangata firta hai maara maara
Sabka koi na koi duniya mai aasara hai
Mera bajuz tumhare koi nahi sahara
Meera bane hai dulha Mehfil saji hui hai
Sab auliya barati kya khub hai nazara
Ye ada e dastageeri Koi mere dil se puchhe
Wahi aa gaye madad ko maine jab jaha pukara
Ye tera karam hai ya gaus Jo bana liya hai apna
Kaha mujsa ye kameena kaha silsila tumhara