Posts

Showing posts with the label mankabat

Ya Aliyal Murtaza Maula Ali Mushkil kusha Lyrics / या अलीयल मुर्तज़ा मौला अली मुश्किल कुशा / یا علی المرتضیٰ مولا علی مشکل کشا

ya aliyal murtaza maula ali mushkil kusha ya aliyal murtaza maula ali mushkil kusha aap hain sher-e-khuda maula ali mushkil kusha sahibe lutfo ata maula ali mushkil kusha hai shaheed-e-ba wafa maula ali mushkil kusha ilm ka main shaher hoon darwaza iska hai ali hai ye qoul-e-mustafa maula ali mushkil kusha jis kisi ka main hoon maula uske maula hain ali hai ye qoul-e-mustafa maula ali mushkil kusha baad-e-khulfa-e-salasa sab sahaba se bada aap ko rutba mila maula ali mushkil kusha qal'aa-e-khaibar ka darwaza ukhda aap ne marhaba! sad marhaba! maula ali mushkil kusha shabbar-o-shabbir ke walid ho tum, maan fatima saiyado sardaar-e-maan maula ali mushkil kusha haidar-e-karrar leke aao tegh-e-zulfikaar zor-e-dushman bad chala maula ali mushkil kusha maghfirat karwaiye, jannat mein leke jaiye wasata hasanain ka maula ali mushkil kusha shabbar-...

Rutba hi kuchh aesa hai uncha alahazrat ka Lyrics / रुतबा ही कुछ ऐसा है ऊँचा आला हज़रत का

rutba hi kuchh aesa hai uncha alahazrat ka rutba hi kuchh aesa hai uncha alahazrat ka duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka mere alahazrat ko nisbat hai sarkar se kyun na khan khan khanke ga sikka alahazrat ka duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka aesa bhi din aayega sari duniya dekhegi duniya mein laherayega janda alahazrat ka aesa bhi din aayega ae najdi tu dekhna tere devband mein laherayega janda alahazrat ka najdi kud'ha karkat hai pal mein tu udh jayega jhum ka jo aayega jonka alahazrat ka duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka hamko ae sajjad ab koi kya bahekayega jab tak mere sar par hai saya alahazrat ka duniya bhar mein hota hai charcha alahazrat ka रुतबा ही कुछ ऐसा है ऊँचा आला हज़रत का रुतबा ही कुछ ऐसा है ऊँचा आला हज़रत का दुनिया भर में होता है चर्चा आला हज़रत का मेरे आला हज़रत को निस्बत है सरकार से क्यों न खन खन ख...

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics / हुसैन इब्ने अली ने कर्बला में घर लुटाया है / حسین ابنِ علی نے کربلا میں گھر لٹایا ہے

hussain ibn-e-ali ne karbala mein ghar lutaya hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri mere hussain salaam, mere hussain salaam hussain ibn-e-ali ne karbala mein ghar lutaya hai hussain ibn-e-ali ne karbala mein sar kataya hai mere hussain salaam, mere hussain salaam madine mein hue sha'ban mein laal-e-ali paida ke bibi fatima ki god mein ek chaand biradra ali o fatima ke phool ye hasanain the pyaare rasulallah ki aankhon ke ye dono hi the taare nabi ko thi khabar ye deen par sab kuchh lutaayenge hussain ek roz jaake karbala mein sar kataayenge nabi ne chum ke dar dar yehi unse kaha aksar "mere bachche na ghabraana ke chalna is pe hai khanjar" kiya waada jo bachpan mein use aise nibhaaya hai hussain ibn-e-ali ne karbala mein ghar lutaya hai hussain ibn-e-ali ne karbala mein sar kataya hai khuda ko bhi nabi ke laadon se pyaar tha itna ke inke waaste kapdon ka joda k...

Mufti-e-kutch zindabad Lyrics / मुफ़्ती-ए-कच्छ ज़िंदाबाद ज़िंदाबाद

mufti-e-kutch zindabad zindabad zindabad zindabad zindabad zindabad mufti-e-kutch zindabad zindabad kutchiyon ka hai ye naara faiz hai ye un ka sara mil ke sab ne ye pukara mufti-e-kutch hai hamara mufti-e-kutch zindabad zindabad sunniyon ki shan ho tum sab dilon ki jaan ho tum sunniyon ka jo hai taara mufti-e-kutch hai hamara mufti-e-kutch zindabad zindabad mustafa ki aal ho tum mo'ajaze bhi un ke tum mustafa ka jo hai pyara mufti-e-kutch hai hamara mufti-e-kutch zindabad zindabad jahelana daur tha aur koi bhi hadi na tha deen se kutch ko savara mufti-e-kutch hai hamara mufti-e-kutch zindabad zindabad umar sari vakf kardi deen pe kurbaan kardi kaunsa hai ye sitara mufti-e-kutch hai hamara mufti-e-kutch zindabad zindabad faiz zari hi rahega hashr tak yu hi rahega ...

Main Qadri Deewana Main Qadri Mastana Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Mein Qadri hun shukr hai Rabbe Qadeer ka Daman hai Mere Hath mein Peerane Peer ka Mein Qadari Deewana Main Qadri Mastana Ya Gaus Fakeeron ki Tum laaj nibha jana Mein Qadari deewana Mein Qadri mastana Bagdad ki galiyan hain aur urs ka mela hai Langar jo yaha dekha ham ne kahin dekha na Main Qadari deewana Main Qadri mastana Main qadri hun shukr hai ........... Bagdadi fakeeron ka ye haal bhi dekha hai Mahol fakeerana andaz hai shahana Main Qadari deewana Main Qadri mastana Ya Gaus fakeeron ki tum laaj nibha jana Jilan ke vaali to sakhiyon ke shahenshah hai Bhar denge tera daman bagdaad chale aana Main Qadari deewana Main Qadri mastana Main qadri hun shukr hai ........... Waliyon ke wali aaye mere gaus e jalee aaye Meera ki sawari hai aankhon ko bichha jana Main Qadari deewana Main Qadri mastana Ya Gaus fakeeron ki tum laaj nibha jana Mere gaus ke laheje main roshan hai shariyat bhi Har baat tarikat hai kirdaar juda gana Main Qadari deewana Main Qadri mastana Main qadri hun shukr ha...

Ya Rasulallah ham sab aap se sharminda hein Lyrics / या रसूलल्लाह हम सब आप से शर्मिंदा हैं / یا رسول اللہ ہم سب آپ سے شرمندہ ہیں

ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain aqa ham sharminda hain ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal'oon abhi tak zinda hai rayega na jaayega khoon mere ghazi ka inqilaab laayega khoon mere ghazi ka ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal'oon abhi tak zinda hai ham wafa na kar paaye ghazi ham hain sharminda umar bhar rulayega khoon mere ghazi ka ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal'oon abhi tak zinda hai ishq chadh gaya sooli bad-tareen din hai aaj karz sab chukaayega khoon mere ghazi ka ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal'oon abhi tak zinda hai chehra dekha ghazi ka yun laga ke mahshar mein noor ban ke aayega khoon mere ghazi ka ya rasulallah ham sab aap se sharminda hain ghazi mera chala gaya mal...

पुश्तों से मैं नसीर हूँ, मंगता हुसैन का / پُشتوں سے میں نصیر ہوں، منگتا حسین کا / Pushton se Main Naseer hun Mangtaa Hussain ka Lyrics

pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka Naat-Khwaan:  Gulam Mustafa Qadri pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka wirse mein maine paaya hai, sadqaa hussain ka nabiyon ki roze hashr ye farmaishein na ho azaan ho bilaal ki, sajdaa hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka kaafi hai mere waaste, naqle ghame hussain chaltaa hai har jahaan mein sikka hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka iska saboot de diya asgar ki jhang ne sheron ka sher hotaa hai baccha hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka maidaane hashr ki muje kya fikr ho naseer bhaari hameshaa rehtaa hai paldaa hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka पुश्तों से मैं नसीर हूँ, मंगता हुसैन का पुश्तों से मैं नसीर हूँ, मंगता हुसैन का विरसे में मैंने पाया है, सदक़ा हुसैन का नबियों की रोज़े हश्र ये फ़रमाइशें ...

Mai bekas hun Mai bebas hun gause azam jilani Lyrics / मैं बेक़स हूँ मैं बेबस हूँ गौसे आज़म जीलानी / میں بے کس ہوں میں بے بس ہوں غوثِ اعظم جیلانی

mai bekas hun mai bebas hun gause azam jilani Naat-Khwaan: Yusuf Memon mai bekas hun mai bebas hun sun lo meri pukar meeran gause azam jilani dar pe bulalo bigdi bana do bagdadi sarkar meeran gause azam jilani dur hun mai bagdad nagar se dur karo ye duri aaj dikhado apna jalva hasrat kardo poori hadio rehbar muniso yavar waliyon ke sardar hazrat gause azam jilani barah baras ki dubi kasti tumne pal mai ubhari mehboobe sub'hani ho tum ye hai shan tumhari waliyon ke gulshan mai aayi aap ke dam se bahar hazrat gause azam jilani allah allah unka rutba sab waliyon mai aala sab nabiyon mai jaise afzal kaali kamli waala esa rutba esi azmat kaun kare inkar hazrat gause azam jilani gaus kutab abdal kalandar aap ke dar ke sawaali jisne jo manga wo paaya lauta na koi khaali bat ta hai hasanain ka sadka haz...

Dayare data se ho kar jo mushk bu aaye Lyrics / दयारे दाता से होकर जो मुश्क़बू आए / دیارِ داتا سے ہو کر جو مشک بو آئے

dayaare daata se ho kar jo mushk bu aaye dayaare daata se ho kar jo mushk bu aaye saba ko chahiye uske qadam ko chhoo aaye ye makaabat dare daata pe kaise pahunchaaun na khush-bayaan hoon na andaaz-e-guftagu aaye ye khwaab hai ke gulaamon mein tere shaamil hoon so ganj-bakhsh ye tabeer hu-ba-hu aaye ba faize daata kamaale sukhan qadam choome jab huzoor-e-daata hamaari bhi guftagu aaye mile wo sham'a ke irfaan-o-aagehi chamke har taare nafas se sadaa-e-huu aaye दयारे दाता से होकर जो मुश्क़ बू आए दयारे दाता से होकर जो मुश्क़ बू आए सबा को चाहिए उसके क़दम को छू आए ये मक़ाबत दरे दाता पे कैसे पहुँचाऊँ ना ख़ुशबयां हूँ ना अंदाज़-ए-गुफ़्तगू आए ये ख़्वाब है कि ग़ुलामों में तेरे शामिल हूँ सो गंज-बख़्श ये ताबीर हू-ब-हू आए बा फ़ैज़े दाता कमाल-ए-सुख़न क़दम चूमें जब हज़ूर-ए-दाता हमारी भी गुफ़्तगू आए मिले वो शम्अ कि इरफ़ान-ओ-आगही चमके हर तारे-नफ़स...

Maslake AlaHazrat Salamat rahe Lyrics / मसलक-ए-आला हज़रत सलामत रहे / مسلکِ اعلیٰ حضرت سلامت رہے

maslake aala hazrat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe ya khuda charkhe islam par taa-abad mera taaj-e-shariyat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe aye bareli mera baabe jannat hai tu yaani jalwa-gahe aala hazrat hai tu bil-yaqeen markaz-e-ahle sunnat hai tu ye teri markaziyat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe aye raza ham pe tera ye ehsaaan hai ke bana sunniyat ki tu pahechaan hai tere daaman se nisbat meri shaan hai nisbat-e-aala hazrat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe roze mahshar agar mujhse puuchhe khuda ke bol aale rasool tu laaya hai kya to arz kardunga laaya hoon ahmad raza ya khuda ye amanat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe मसलक-ए-आला हज़रत सलामत रहे ...

Mere Ghaus piya Jilani Lyrics / मेरे ग़ौस पिया जिलानी, हैं महबूब-ए-सुब्हानी / میرے غوث پیا جیلانی ہیں محبوبِ سبحانی

mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani Naat-Khwaan: Owais Raza Qadri mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani chhut-ti hai to chhute duniya, ghaus ka daaman na chhode.nge apne gale me.n ghaus ka patta, ghaaus ka daaman na chhode.nge mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani ghaus ke dar par umar guzaari, ghaus ke dar ke hum he.n bhikaari is khu.nte se khud ko baandha, ghaus ka daaman na chhode.nge mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani waliyo.n ne di unko salaami, abdaalo.n ne ki hai ghulaami uncha rahe ga unka janda, ghaus ka daaman na chhode.nge mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani ghaus ka daaman kaise chhode.n, jism-o-rooh ka naata unse unse thehra deen ka rishta, ghaus ka daaman na chhode.nge mere ghaus piya jilaani, he.n mahboob-e-sub'haani unke haath me.n haath diya hai, khud ko ujagar bech diy...

Sardare Auliya hein Mere Gaus Piya Jilani Lyrics / सरदार-ए-औलिया हैं मेरे गौस पिया जिलानी

sardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaani sardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaani wo mahboob-e-sub'haani shah-baaze la-makaani wo kindile noorani sardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaani tere jadd ki hai barwi ghaus-e-aa'zam mili hai tujhe gyaarwi ghaus-e-aa'zam koi unke rutbe ko kya jaanta hai muhammad ke hein jaa-nasheen ghaus-e-aa'zam sardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaani hamaari bhi lillah bigdi banaado ghulaamon ke tum ho mu'een ghaus-e-aa'zam hein gere hue chaar jaanib se dushman KHudaara bacha mera deen ghaus-e-aa'zam sardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaani chhupa le muje apne daaman ke niche ke gham ki gataayein uthein ghaus-e-aa'zam wo hai kaun sa unke dar ka bhikaari madadgaar jiske nahi.n ghaus-e-aa'zam sardaa...

Faslon ko khudara mita do Lyrics / फासलों को खुदारा मिटा दो

faslo.n ko KHudaara mita do Naat Khwaan: Hafiz Tahir Qadri faslo.n ko KHudaara mita do rukh se parda ab apne hata do apna jalwa isi me.n dikha do jaaliyo.n par nigaahe.n jami he.n ek mujrim siyaakar hu.n mai.n har khata ka sazaawar hu.n mai.n mere chaaro.n taraf hai andhera roshni ka talabgaar hu.n mai.n ek diya hi samaj kar jala do jaaliyo.n par nigaahe.n jami he.n faslo.n ko KHudaara mita do rukh se parda ab apne hata do ya shaikh muhiyuddin ! ya maulana muhiyuddin ! ya makhdum muhiyuddin ! ya darwesh muhiyuddin ! ya khwaja muhiyuddin ! ya sultaan muhiyuddin ! ya shah muhiyuddin ! ya ghaus muhiyuddin ! ya qutub muhiyuddin ! ya sayyad-us-sasdaat ! abdul qadir muhiyuddin !   wajd me.n aayega saara 'aalam hum pukarenge , ya ghaus-e-aa'zam wo nikal aayeinge jaliyo.n se aur qadmo.n me.n gir jayeinge ham fir kahenge ke bigdi banaado  jaaliyo.n par nigaahe.n jami he.n faslo.n ko KHudaara mita do ru...

Wah kya Martaba Ae Ghaos hai bala Tera Lyrics / वाह ! क्या मर्तबा अये गौस ! है बाला तेरा / واہ ! کیا مرتبہ اے غوث ! ہے بالا تیرا

chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze bade hazrat ki baargaah chalo noor-e-kausar ke sath mil kar chalo wah! kya martaba aye ghaus! hai baala tera unche uncho.n ke saro.n se qadam aala tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze sar bhala kya koi jaane ke hai kaisa tera auliya malte he.n aankhe.n wo hai talwa tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze kya dabe jispe himaayat ka ho panja tera sher ko khatre me.n laata nahi.n kutta tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze kasmein de de ke khilaata hai pilaata hai tuje pyaara allah tera chaahne waala tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze mustafa ke tane be-saaya ka saaya dekha jisne dekha meri jaa.n jalwaa-e-zaiba tera cha...

Pukaro Shahe Jilan ko Pukaro Lyrics in English, Hindi, Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

pukaaro shaah-e-jilaan ko pukaaro pukaaro shaah-e-jilaan ko pukaaro sanwar jaeingi taqdeerein badal jaaegi qismat, be-sahaaron ! pukaro har gadi, ya ghaus-e-aa'zam milega chain dil ko, be-sahaaron ! mureedi la-takhaf hai unka farmaan na gabraao zara bhi, gham ke maron ! tumhaari reet hai nahrein tiraana meri nayya bhi meeraan paar utaaro ye zarre koochaa-e-baghdaad ke hein karo sajde yahaan par chaand-taaron karo tum naam-e-meeraan ka wazifa dayaar-e-zindagi hai be-sahaaron ! ye dar mahboob-e-sub'hani ka dar hai bhikhari ban ke aao, taajdaaron ! rahe har dam khayaal-e-ghaus-e-aa'zam guzaaro zindagi bas yun guzaaro pukaaro shaah-e-jilaan ko pukaaro sanwar jaeingi taqdeerein badal jaaegi qismat, be-sahaaron !

Shaianillah Ya Abdul Qadir Lyrics / शैअन-लिल्लाह या अब्दुल क़ादिर

shai.an-lillah, ya abdul qadir shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al-baghdaad ya shaikh al-jilani idhar bhi nigaah-e-karam ghaus-e-aa'zam karo door ranj-o-alam gaus-e-aa'zam shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al-baghdaad ya shaikh al-jilani khilata pilata hai rabb-e-do 'aalam tujhe deke apni qasam ghaus-e-aa'zam shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al-baghdaad ya shaikh al-jilani mujhe khwaab mein aake jalwa dikha do karo aaj ki shab karam ghaus-e-aa'zam shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al-baghdaad ya shaikh al-jilani tera hu.n main tera mere is kahe ka sar-e-hashr rakhna bharam ghaus-e-aa'zam shai.an-lillah, ya abdul qadir sakin-al-baghdaad ya shaikh al-jilani kahi.n gir na jaau.n KHudara sambhalo mere dagmagaye qadam ghaus-e-aa...

Tumne Shahe Jilan Mujhe Baghdad bulaya Lyrics in English Hindi Urdu / तुमने शह-ए-जिलान ! मुझे बग़दाद बुलाया

tumne shaah-e-jeelaan ! mujhe baghdaad bulaaya tumne shaah-e-jeelaan ! mujhe baghdaad bulaaya yu.n mere muqaddar ko shaha ! tumne jagaaya dekhu.n tera darbaar meri thi ye tamanna muddat ka mere dil ka ye armaan baraaya ho shukr ada kaise tumhara shah-e-jeelaa.n !  muj paapi ko darbaar ka deedaar karaaya haa.n ! haa.n ! tumhe.n maalum hai kya chaahiye mujko ya ghaus ! karam kar mai.n badi door se aaya har aarzu bar aaye ubaid-e-razwi ki ye arz liye aaqa ! karaachi se mai.n aaya तुमने शह-ए-जिलान ! मुझे बग़दाद बुलाया तुमने शह-ए-जिलान ! मुझे बग़दाद बुलाया यूँ मेरे मुक़द्दर को शहा ! तुमने जगाया देखूं तेरा दरबार में , मेरी थी ये तमन्ना मुद्दत का मेरे दिल का ये अरमान बराया हो शुक्र अदा कैसे तुम्हारा शह-ए-जिलान ! मुज पापी को दरबार का दीदार कराया हाँ ! हाँ ! तुम्हें मालूम है क्या चाहिए मुझको या गौस ! करम कर बड़ी दूर से आया हर आरज़ू बर आये उबैद...

manzar fiza e dahar main sara ali ka hai Lyrics / मंज़र फ़िज़ा-ए-दहर में सारा 'अली का है

manzar fizaa-e-dahar mei.n saara 'ali ka hai manzar fizaa-e-dahar mei.n saara 'ali ka hai jis simt dekhta hu.n nazaara 'ali ka hai kul ka jamaal juzw ke chehre se hai 'ayaa.n ghode pe hai husain, nazaara 'ali ka hai marhab do-neem hai zair-e-maqtal pada hua uthne ka ab nahi.n ke ye maara 'ali ka hai tum dakhl de rahe ho aqeedat ke baab mei.n dekho maa'mla ye hamaara 'ali ka hai tu kya hai aur kya hai tere 'ilm ki bisaat tujh pe karam naseer ye saara 'ali ka hai मंज़र फ़िज़ा-ए-दहर में सारा 'अली का है मंज़र फ़िज़ा-ए-दहर में सारा 'अली का है जिस सिम्त देखता हूँ नज़ारा 'अली का है कुल का जमाल जुज़्व के चेहरे से है 'अयाँ घोड़े पे है हुसैन नज़ारा 'अली का है मरहब दो-नीम है ज़ेर-ए-मक़्तल पड़ा हुआ उठने का अब नहीं के ये मारा 'अली का है तुम दख़्ल दे रहे हो अक़ीदत के बाब में देखो मा'मला ये हमारा 'अली का है तू क्या है और क्या है तेरे 'इल्म...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Har Desh mein gunjega Ab Ya Rasool-allah Lyrics Full / हर देश में गूंजेगा, अब या रसूलल्लाह / ہر دیش میں گونجے گا، اب یا رسول اللہ

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا

Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics