Posts

Showing posts with the label owais qadri

Wo Sue Lalazaar phirte hein Lyrics / वो सू-ए-लालज़ार फिरते हैं

wo soo-e-lalazaar phirte hein wo soo-e-lalazaar phirte hein tere din aye bahaar! phirte hein jo tere dar se yaar phirte hein dar-badar yunhi khwaar phirte hein aah! kal aish to kiye hamne aaj wo be karaar phirte hein har charaagh-e-mazaar par qudsee kaise parwana-waar phirte hein us gali ka gada hun main jis mein maangte taajdaar phirte hein jaan hein jaan kya nazar aaye kyun 'adoo gird-e-ghaar phirte hein phool kya dekhun meri aankhon mein dasht-e-taiba ke khaar phirte hein haae ghaafil wo kya jagaah hai jahaan paanch jaate hein chaar phirte hein koi kyun puchhe teri baat raza tujh se shayda hazaar phirte hein वो सू-ए- लालाज़ार फिरते हैं वो सू-ए-लालाज़ार फिरते हैं तेरे दिन आये बहार! फिरते हैं जो तेरे दर से यार फिरते हैं दर-बदर यूँही ख़्वार फिरते हैं आह! कल ऐश तो किये हमने आज वो बे-करार फिरते हैं हर चराग़-ए-मज़ार पर क़ुदसी कैसे परवाना-वार फिरते हैं उस गली का गदा हूँ मैं जिसमें मांगते ताजदार फिरते हैं जा...

Noor wala aaya hai Noor lekar aaya hai Lyrics / नूर वाला आया है, नूर लेकर आया है

noor wala aaya hai, noor lekar aaya hai noor wala aaya hai, noor lekar aaya hai saare aalam mein ye dekho, kaisa noor chhaya hai assalatu wassalamu alayk ya rasulallah assalatu wassalamu alayk ya habiballah jab talak ye chand taare jilmilaate jaaeinge tab talak jashn-e-wilaadat ham manaate jaaeinge noor wala aaya hai, noor lekar aaya hai saare aalam mein ye dekho, kaisa noor chhaya hai assalatu wassalamu alayk ya rasulallah assalatu wassalamu alayk ya habiballah naat-e-mahboob-e-khuda sunte sunaate jaaeinge ya rasulallah ka naara lagaate jaaeinge noor wala aaya hai, noor lekar aaya hai saare aalam mein ye dekho, kaisa noor chhaya hai assalatu wassalamu alayk ya rasulallah assalatu wassalamu alayk ya habiballah jashn-e-milaad-e-mubarak kaise chhodein ham bhala jinka khate hein unhin ke geet gaate jaaeinge noor wala aaya hai, noor lekar aaya hai saare aalam mein ye dekho, kaisa noor chhaya hai assalatu wassalamu alay...

Noor aa gaya, Haan Haq ka Noor aa gaya Naat Lyrics / नूर आ गया हाँ हक़ का नूर आ गया

Naat-Khwaan: Owais Raza Qadri noor aa gaya haan haq ka noor aa gaya noor aa gaya, noor aa gaya haan haq ka, noor aa gaya, noor aa gaya sub'h taiba mein hui baTta hai baada noor ka sadqa lene noor ka aaya hai taara noor ka noor aa gaya, noor aa gaya haan haq ka, noor aa gaya, noor aa gaya main gada tu badshah, bhar de piyaala noor ka noor din-duna tera, de daal sadqa noor ka noor aa gaya, noor aa gaya haan haq ka, noor aa gaya, noor aa gaya naariyon ka daur tha, dil jal raha tha noor ka tumko dekha ho gaya, thanda kaleja noor ka noor aa gaya, noor aa gaya haan haq ka, noor aa gaya, noor aa gaya teri nasl-e-paak mein hai baccha baccha noor ka tu hai ain-e-noor, tera sab gharana noor ka noor aa gaya, noor aa gaya haan haq ka, noor aa gaya, noor aa gaya aye raza! ahmad-e-noori ka faiz-e-noor hai ho gayi meri gazal padh kar qaseeda noor ka noor aa gaya, noor aa gaya haan haq ka, noor aa gaya, noor aa gaya नूर आ गया ...

Charon Taraf Noor Chhaya, Aaqa ka Milaad aaya Lyrics / चारों तरफ नूर छाया, आका का मिलाद आया

Image
chaaron taraf noor chhaya, aaqa ka milaad aaya ya rasulallah! ya habiballah! ya rasulallah! ya habiballah! salla 'alayk ya rasulallah! sallim 'alayk ya habiballah! ahlanw-w-sahlan marhaba, ya rasulallah! chaaron taraf noor chhaya, aaqa ka milaad aaya khushiyon ka paighaam laaya, aaqa ka milaad aaya allah allah allah allah allah... shams-o-qamar aur taare, kyun na hon khush aaj saare un se hi to noor paaya, aaqa ka milaad aaya allah allah allah allah allah... khushiyaan manaate hein wohi, dhoomein machaate hein wohi jin par hua unka saaya, aaqa ka milaad aaya allah allah allah allah allah... ghar ko sajaate hei wohi, jande lehraate hein wohi jin par hua unka saaya, aaqa ka milaad aaya allah allah allah allah allah... hai shaad har ek musalmaan, karta hai ghar ghar charaagaan galiyon ko bhi jagmagaaya, aaqa ka milaad aaya allah allah allah allah allah... mukhtaar-e-kul maane jo unhein, noori bashar jaa...

Hazir hai Dare Daulat pe Gada, Sarkar Tawajjoh farmain Lyrics / हाज़िर है दरे दौलत पे गदा, सरकार तवज्जोह फरमाएं

Naat-Khwan: Owais Raza Qadri Asif Attari Arif Attari haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaaein haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaaein mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaaein main kab aane ke qaabil tha, rahmat ne yahaan tak pahunchaya sarkaar pe tan-man-jaan fida, sarkaar tawajjoh farmaaein aansu aansu hein fariyaadi, aur 'arz-e-karam hichki-hichki dhadkan-dhadkan deti hai sada, sarkar tawajjoh farmaaein ek main hi nahin puri ummat, sari duniya sari khalqat takti hai rasta rahmat ka, sarkaar tawajjoh farmaaein Same Lyrics with different styles: haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaaein mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaaein ...

Koi Saleeqa hai Aarzu ka / Ye Sab Tumhara Karam hai Aaqa Lyrics / कोई सलीका है आरज़ू का / ये सब तुम्हारा करम है आका

koi saleeqa hai aarzu ka koi saleeqa hai aarzu ka na bandagi meri bandagi hai ye sab tumhara karam hai aaqa ke baat ab tak bani hui hai ata kiya mujhko dard-e-ulfat kahan thi ye pur-khata ki qismat main is karam ke kahan tha qaabil huzur ki banda parwari hai ye sab tumhara karam hai aaqa kisi ka ahesan kyun uthaaein kisi ko haalat kyun bataein tumhin se mangenge tumhni doge tumhare dar se hi loh lagi hai ye sab tumhara karam hai aaqa aamal ki mere ahesaas kya hai bajuz nadaamat ke paas kya hai rahe salamat tumhari nisbat mera to ek aasra yahi hai ye sab tumhara karam hai aaqa basheer kahiye nazeer kahiye unhein siraaj-e-munir kahiye jo sar basar hai kalam-e-rabbi wo mere aaqa ki zindagi hai ye sab tumhara karam hai aaqa tajalliyon ke kafil tum ho murad-e-qalb-e-khalil tum ho khuda ...

Chalo Diyare Nabi ki Janib Lyrics / चलो दियार-ए-नबी की जानिब / چلو دیار نبی کی جانب

Image
chalo diyaar-e-nabi ki jaanib Naat-Khwaan: Owais Raza Qadri salla 'alaika ya rasulallah wa sallam 'alaika ya habiballah chalo diyaar-e-nabi ki jaanib, durood lab par sajaa sajaa kar bahaare.n lutenge ham karam ki, dilo.n ko daaman bana bana kar chalo diyaar-e-nabi ki jaanib, durood lab par sajaa sajaa kar salla 'alaika ya rasulallah, wa sallam 'alaika ya habiballah na unke jaisa sakhi hai koi, na unke jaisa ghani hai koi wo be-nawaao.n ko har jagaah se, nawaazte he.n bula-bula kar chalo diyaar-e-nabi ki jaanib ,durood lab par sajaa sajaa kar salla 'alaika ya rasulallah , wa sallam 'alaika ya habiballah hai unko ummat se pyaar kitna, karam hai rahmat shi'aar kitna hamaare jurmo.n ko dho rahe hein, huzur aansu baha-baha kar chalo diyaar-e-nabi ki jaanib ,durood lab par sajaa sajaa kar sa...

Samaa hai Noor ka Nikla Chand hai Lyrics / समां है नूर का निकला चाँद है

Naat-Khwaan: Owais Raza Qadri samaa hai noor ka niklaa chand hai niklaa chand hai niklaa chand hai niklaa chand hai samaa hai noor ka niklaa chand hai samaa hai noor ka niklaa chand hai niklaa chand hai niklaa chand hai niklaa chand hai niklaa chand hai samaa hai noor ka niklaa chand hai aasmaan par har nazar hai kaisa niklaa chand hai eide milaade muhammad mustafa ka chand hai niklaa chand hai niklaa chand hai niklaa chand hai niklaa chand hai sarkar ki aamad... marhaba dildaar ki aamad... marhaba manthaar ki aamad... marhaba huzoor ki aamad... marhaba purnoor ki aamad... marhaba zara jhoom ke bolo... marhaba lab chum ke bolo... marhaba parcham lehrakar bolo... marhaba samaa hai noor ka niklaa chand hai zulmate kufro zalaalat ka hai seena chaak chaak teeragi e daar mein niklaa khuda ka chand hai samaa hai noor ka niklaa chan...

Ye Kis Shahenshahe Wala Ki Aamad Aamad hai Lyrics / ये किस शहंशाहे-वाला की आमद आमद है

Naat-Khwaan: Owais Raza Qadri ye kis shahenshah-e-wala ki aamad aamad hai ye kis shahenshah-e-wala ki aamad aamad hai bolo marhaba bolo marhaba ye kaun se shah-e-baala ki aamad aamad hai bolo marhaba bolo marhaba rusool unhin ka to muzdaa sunaane aaye hein unhi ke aane ki khushiyaan manaane aaye hein firishte aaj jo dhoomein machaane aaye hein unhin ke aane ki shaadi rachaane aaye hein ye kis shahenshahe-waala ki aamad aamad hai bolo marhaba bolo marhaba chamak se apni jahaan ko jagmagaane aaye hein mahek se apni ye kooche basaane aaye hein ye sidhaa raasta haq ka bataane aaye hein ye haq ke bandon ko haq se milaane aaye hein ye kis shahenshahe waala ki aamad aamad hai bolo marhaba bolo marhaba jo gir rahe the unhein naaebon ne thaam liya jo gir chuke hein ye unko uthaane aaye hein raoof aese hein aur ye raheem hein itne ke ...

Ajab rang par hai Bahaar-e-Madina / Sarkar ka Madina / अजब रंग पर है बहार-ए-मदीना / सरकार का मदीना

ajab rang par hai bahaar-e-madina 'ajab rang par hai bahaar-e-madina ke sab jannatei.n hei.n nisaar-e-madina sarkar ka madina, sarkar ka madina mai.n pahl-e-pahel jab madine gaya tha to thi dil ki haalat tadap jaane waali wo darbaar sach-much mere saamne tha abhi tak tasawwur tha jis ka khayaali sarkar ka madina, sarkar ka madina mai.n ek haath se dil, sambhaale hue tha to thi dusre haath mei.n unki jaali duaa' ke liye haath uth-te to kaise na ye haath khaali, na wo haath khaali sarkar ka madina, sarkar ka madina khula hai sabhi ke liye baab-e-rahmat wahaa.n koi rutbe mei.n adna na aali murado.n se daaman nahi.n koi khaali kataarei.n lagaae khade hei.n sawaali sarkar ka madina, sarkar ka madina jo puchha kisi ne ke tum nazr karne ko kya le gaye the to tafseel sun lo tha naato.n ka ek haar, ashko.n ke moti durudo.n ke gajre, salaamo.n ki daali sarkar ka madina, sarkar ka madina madin...

Ho Karam Sarkar ab to ho gaye gam beshumar Lyrics / हो करम सरकार अब तो हो गए गम बे-शुमार / ہو کرم سرکاراب تو ہو گئے غم بے شمار

ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar Naat-Khwaan:  Owais Raza Qadri ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar jaan-o-dil tum par fidaa, aye do jahaa.n ke taajdaar ! ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar mai.n akela aur masaaeel zindagi ke be-shumaar aap hi kuchh kijiye na aye shahe aali waQaar ! ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar yaad aata hai tawaaf-e-KHaana-e-Ka'ba mujhe aur lipatna multazam se waalehana baar-baar ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar sang-e-aswad chum kar milta mujhe kayf-o-suroor chain paata dekh kar dil mustajaab -o- mustajaar ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar ya KHuda ! dikhla hateem-e-paak meezab-o-makaam aur safa marwaah mujhe baher-e-rasool-e-zee-waqaar ho karam sarkar ! ab to ho gae Gam be-shumaar ja raha hai Kafila taybaah nagar rota hua mai.n raha jaata hu.n tanha aye habeeb-e-kirdagaar ! ho karam sarkar ! ab to ho gae Ga...

Chamak Tujhse Pate hein Sab Pane Wale Lyrics / चमक तुझसे पाते हैं सब पाने वाले

Image
chamak tujhse paate hei.n sab paane waale chamak tujhse paate hei.n sab paane waale mera dil bhi chamkaa-de chamkaane waale ! barasta nahi.n dekh kar abr-e-rahmat bado.n par bhi barsa de, barsaa ne waale ! madine ke khitte ! KHuda tujh ko rakkhe ghareebo.n fakeero.n ke thaheraane waale ! tu zinda hai walllah ! tu zinda he walllah ! mere chashm-e-'aalam se chhup jaane waale ! mai.n mujrim hu.n aaqa ! mujhe saath le-lo ke raste mei.n hei.n jaa-baja thaane waale tera khaae.n , tere ghulaamo.n se uljhe hai munkir ajab khaane-ghurraane waale rahe-ga yu.nhi unka charcha rahega pare khaak hojaayei.n jal-jaane waale ab aayi shafa'at ki sa'at ab aayi zara chain le mere gabraane waale haram ki zamee,n aur kadam rakhke chalna are ! sar ka mauka hai oh jaane-waale raza nafs dushman hai, dum mei.n na aana kahaa.n tumne dekhe hei.n chandraane waale ...

Aala Hazrat Hamari Jaan hai Lyrics / आला हज़रत हमारी जान हैं / اعلیٰ حضرت ہماری جان ہے

aala hazrat hamaari jaan hai ishq-o mahobbat ilmu hikmat aala hazrat aala hazrat aala hazrat hamaari jaan hai aala hazrat hamaari jaan hai jaan hai jaan hai jaan hai aala hazrat hamaari jaan hai mera ahmed raza zeeshaan hai unke maslak pe jaan qurban hai aala hazrat hamaari jaan hai aala hazrat hamaari jaan hai unke deewaan ka ek ek harf ishq-e-ahmed ka ek unwaan hai ishq-o mahobbat ilmu hikmat aala hazrat aala hazrat zikr unka kasoṭi ban gaya sunniyat ki badhi pehchaan hai aala hazrat hamaari jaan hai aala hazrat hamaari jaan hai unke maslak pe rakh qaaim mujhe tujh se meri duaa rehmaan hai aala hazrat hamaari jaan hai aala hazrat hamaari jaan hai shayari dekhiye to yun lage jaari hasan ka faizaan hai aala hazrat hamaari jaan hai aala hazrat hamaari jaan hai usne jo bhi likha aisa likha ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Pandra so Sala Jashne Wiladat Lyrics / पन्द्रह-सौ साला जश्न-ए-विलादत

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Peshe Haq Mujda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics / पेश-ए-हक़ मुज़्दा शफ़ा'अत का सुनाते जाएंगे