Posts

Showing posts with the label milad nabi

Charon Taraf Noor Chhaya, Aaqa ka Milaad aaya Lyrics / चारों तरफ नूर छाया, आका का मिलाद आया

Image
chaaron taraf noor chhaya, aaqa ka milaad aaya ya rasulallah! ya habiballah! ya rasulallah! ya habiballah! salla 'alayk ya rasulallah! sallim 'alayk ya habiballah! ahlanw-w-sahlan marhaba, ya rasulallah! chaaron taraf noor chhaya, aaqa ka milaad aaya khushiyon ka paighaam laaya, aaqa ka milaad aaya allah allah allah allah allah... shams-o-qamar aur taare, kyun na hon khush aaj saare un se hi to noor paaya, aaqa ka milaad aaya allah allah allah allah allah... khushiyaan manaate hein wohi, dhoomein machaate hein wohi jin par hua unka saaya, aaqa ka milaad aaya allah allah allah allah allah... ghar ko sajaate hei wohi, jande lehraate hein wohi jin par hua unka saaya, aaqa ka milaad aaya allah allah allah allah allah... hai shaad har ek musalmaan, karta hai ghar ghar charaagaan galiyon ko bhi jagmagaaya, aaqa ka milaad aaya allah allah allah allah allah... mukhtaar-e-kul maane jo unhein, noori bashar jaa...

Aaye nabiyon ke sardar bolo Marhaba Lyrics / आए नबियों के सरदार बोलो मरहबा

aaye nabiyon ke sardaar bolo marhaba parcham utha ke chalo, naare lagaate chalo yaume aamad ki dhoom machaate chalo chalo tum nafratein mitaate chalo lab pe salle alaa sajaate chalo chalo sab dhoom machao nabi ka jashn manao nabi ki aamad ke naare lagao aaye nabiyon ke sardaar bolo marhaba mere dil ke karaar bolo marhaba har taraf chandani si bikhri hai har taraf noor ke ujaale hain rehmatein chaar su barasti hain mere aaqa jo aane waale hain gungunaati hui hawaayein hain muskuraati hui fazaayein hain marhaba saiyyedi ya maulaee ye malaik ki bhi sadaayein hain chalo sab dhoom machao nabi ka jashn manao nabi ki aamad ke naare lagao aaye nabiyon ke sardaar bolo marhaba mere dil ke karaar bolo marhaba ronake deen aane waale hain zulm duniya se jaane waale hain ilmo aagahi se zehnon mein haq ki sham'...

Falak ke nazaaron Zameen ki bahaaron Huzur aa gaye hain Lyrics / फलक के नज़ारों ज़मीं की बहारों हुज़ूर आ गए हैं

falak ke nazaaron zameen ki baharon huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein falak ke nazaaron zameen ki baharon sab eiden manao huzur aa gaye hein utho gham ke maaron chalo be-saharon khabar ye sunao huzur aa gaye hein anokha nirala wo zee-shan aaya wo saare rasoolon ka sultan aaya are kaj kulaao are badshahon nigaahen jukaao huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein hua char-su rehmaton ka basera ujaala ujaala sawera sawera haleema ko pahunchi khabar aamena ki mere ghar mein aao huzur aa gaye hein huzur aa gaye hain huzur aa gaye hain hawaon mein jazbaat hein marhaba ki fazaon mein nagmaat salle ala ki durudon ke gajre salaamon ke tohfe gulaamon sajaao huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein huzur aa gaye hein sama hai sana-e-habeebe khuda ka ye milaad hai sarware ambiya ka nabi ke gadaaon sab ek dusre...

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri hum apne nabi paak se yun pyar karenge hum apne nabi paak se yun pyar karenge har haal mein sarkar ka milad karenge jashne wilaadat ki ronak pe yaaron marte hein sunni marte raheinge apne nabi ki azmat ka charcha karte hein sunni karte raheinge kuchh jalne wale dekh ke kehte hein hamesha sarkar ki aamad pe lagaate hein kyun paisa ye paisa to kya cheez hai ham ghar bhi lutaade.n koi nahin jahaan mein sarkar ke jaisa ham apne nabi paak se yun pyar karenge har haal mein sarkar ka milad karenge mere sarkar aaye mere dildaar aaye mere nabi aa gaye marhaba ya mustafa pyare nabi aa gaye marhaba ya mustafa lajpal nabi aa gaye marhaba ya mustafa ghamkhar nabi aa gaye marhaba ya mustafa sahibe meraaj nabi, aasion ki laaj nabi nabiyon ke sartaaj nabi, kal bhi the aur aaj nabi do jahaan ke raaj wale mere nab...

Duniya ka Sabse bada Jashn manaeinge Ham Lyrics / दुनिया का सबसे बड़ा जश्न मनाएंगे हम

duniya ka sabse bada jashn manaaeinge ham ye jashn mustafa ka hai badi dhoom se manaaeinge duniya ko ye bataeinge duniya ko ye dikhaaeinge inshaallah hul aziz inshaallah hul aziz ham hashr tak manaaeinge milaad pyare nabi ka duniya ka sabse bada jashn manaaeinge ham milaade mustafa hai sab ko bataaeinge ham jashne miladunnabi sab aashikon ki jaan hai har musalmaan shadmaan hai ghamzada shaitan hai ye jashn mustafa ka hai badi dhoom se manaaeinge duniya ko ye bataeinge duniya ko ye dikhaaeinge inshaallah hul aziz inshaallah hul aziz ham hashr tak manaaeinge milaad pyare nabi ka aaj hai jashne wilaadat us shahe laulak ka jispe naazil haq taa-ala ne kiya quraan hai ye jashn mustafa ka hai badi dhoom se manaaeinge duniya ko ye bataeinge duniya ko ye dikhaaeinge inshaallah hul aziz inshaallah hul aziz ham hashr tak manaaeinge milaad pyare nabi ka sabz parch...

Noor se Apne Sarware Aalam Duniya Jagmagane aaye Lyrics / नूर से अपने सरवरे आलम दुनिया जगमगाने आये

noor se apne sarwar-e-aalam duniya jagmagane aaye noor se apne sarwar-e-aalam duniya jagmagane aaye gam ke maaron dukhiyaron ko seene se lagane aaye noor-e-nigaah-e-ambiya, mere huzur aa gaye shan-o-nishan-e-kibriya mere huzur aa gaye noor se apne sarwar-e-aalam duniya jagmagane aaye nikhra hua hai roo-e-ghul, faili hui hai boo-e-ghul banke bahaar-e-jaan-fiza mere huzur aa gaye noor se apne sarwar-e-aalam duniya jagmagane aaye ashkon se bhar kar jholiyan aankhein bichha do raah mein salle-ala ki do sadaa, mere huzur aa gaye noor se apne sarwar-e-aalam duniya jagmagane aaye saaeem kamaal-e-zauq se, qalb-o-nazar ko shauq se raahon mein aaj do bichha, mere huzur aa gaye noor se apne sarwar-e-aalam duniya jagmagane aaye नूर से अपने सरवर-ए-आलम दुनिया जगमगाने आए नूर से अपने सरवर-ए-आलम दुनिया जगमगाने आए ग़म के मारों दुखियारों को सीने से लगाने आए नूर-ए-...

Sarkar ka Milad Hamesha hi Saje ga Lyrics / सरकार का मिलाद हमेशा ही सजेगा / سرکار کا میلاد ہمیشہ ہی سجے گا

sarkar ka milaad hamesha hi saje ga Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri aaye aaye mere sarkar aaye mere dildar aaye mere ghamkhaar aaye sadiyon se ho raha hai ye kaise rukega sarkar ka milaad hamesha hi saje ga khushiyon ka sama hai masti mein jahaan hai milade nabi par har koi fida hai hamesha hamesha hamesha hi saje ga hamesha hamesha hamesha hi saje ga sarkar ka milaad hamesha hi saje ga chahat hai lagan hai duniya hi magan hai ghar ghar milaad ho sunni ka mission hai hamesha hamesha hamesha hi saje ga hamesha hamesha hamesha hi saje ga yun sarware aalam ka milaad manayein aaqa ki har ada ko zindagi mein layein apne nabi ki sunnat chehre pe bhi sajaayein ghairon ki mahobbat ko ab dil se nikaalein khushiyon ka sama hai masti mein jahaan hai milade nabi par har koi fida hai hamesha hamesha hamesha hi saje ga hamesha hamesha hamesha hi...

Jashne Aamade Rasool Allah hi Allah Lyrics / जश्न-ए-आमद-ए-रसूल अल्लाह ही अल्लाह

Image
jashne aamad-e-rasool allah hi allah jashne aamad-e-rasool allah hi allah bibi aamena ke phool allah hi allah jabke sarkaar tashrif laane lage hooro gilmaan bhi khushiyaan manaane lage har taraf noor ki roshni chhaa gayi mustafa kya mile zindagi mil gayi aye halima teri god mein aa gaye donon aalam ke rasool allah hi allah chehra-e-mustafa jab dikhaya gaya juk gaye taare aur chaand sharma gaya aamena dekh kar muskaraane lagi hawwa mariyam bhi khushiyaan manaane lagi aamena bibi sab se ye kehne lagi dua ho gayi qubool allah hi allah shaadiyaane khushi ke bajaaye gaye shaad ke nagme sab ko sunaaye gaye har taraf shor salle ‘ala ho gaya aaj paida habeebe khuda ho gaya fir to jibreel ne bhi ye aelaan kiya ye khuda ke hain rasool allah hi allah jinka saaya zameen par na paaya gaya noor se noor dekho juda na hua ham ko abid nabi par bada naaz hai ky...

rab ne arz-o-samaan hai sajaaye Lyrics / रब ने अर्ज़-ओ-समां है सजाए / رب نے ارض و سماں ہے سجائے

rab ne arz-o-samaan hai sajaaye Naat-Khwaan: Imran Shaikh Attari noor wala aamina bibi ke ghar mein aaya hai haq ne paida aaj apne pyaare ko farmaaya hai aaye aaye aaye aaye nabi aaye nabi aaye aaye rab ne arz-o-samaan hai sajaaye qudsiyon ne qaside hai gaaye aashiqon ne ye naare lagaaye nabi aaye aaye nabi aaye aaye jinki aamad ki nabiyon ne di hai khabar chaand wal fajr ka ho gaya jalwagar aaye makke mein jab rashk-e-shams-o-qamar saj gayi har gali har gali har nagar nabi aaye aaye nabi aaye aaye rab ne arz-o-samaan hai sajaaye... ban ke noor-ul-huda aa gaye mustafa un ki tazeem mein khaana-e-kaaba jhuka mere lajpaal aaqa ke hi noor se zarra zarra har ek jagmagaane laga nabi aaye aaye nabi aaye aaye rab ne arz-o-samaan hai sajaaye... zinda dar gor karti thi jo betiyan un se milne laga betiyon ko amaan zaat-e-baa...

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri gali gali saj gayi, shehar shehar saj gaya gali gali saj gayi, shehar shehar saj gaya aaye nabi pyare nabi, mera bhi ghar saj gaya marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa mustafa se pyar hai dil se ye ikrar hai har koi milade nabi karne ko tayyar hai marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa duniya mein jahan bhi rahein aabad rahenge jo aamena ke laal ka milad karenge jande lagao khushiyan manao karke charagan khushiyan manao aashiq ne madani lighton se ghar jagmaga diya ye jashn zaroori hai sabhi ko bata diya munkir ye tera bugz hai milade nabi se jo sara saal jalta tha wo bhi buja diya milad pe charagaan na sahi jo bulb sara saal jalta tha wo bhi buja diya gali gali saj gayi shehar shehar saj gaya aaye nabi pyare nabi mera bhi ghar saj gaya duniya mein jahan bhi rahein aabad rahenge jo aamena ke laal ka milad ka...

Bara Rabiul Awwal Ke Din Abre Baharan chhae Lyrics / बारा रबीउल अव्वल के दिन अब्रे बहाराँ छाए

bara rabiul awwal ke din abre baharaan chhaae bara rabiul awwal ke din abre baharaan chhaae mere sarkar aaye mere sarkar aaye aamena tere ghar aa kar jibreel payaam yeh laaye mere sarkar aaye mere sarkar aaye door hua duniya se andheraa, aaye aaqa hua saweraa abdullah ke ghar aangan, khusiyon ke baadal chhaye mere sarkar aaye mere sarkar aaye sookhi thin gulshan mein kaliyaan sooni thin makke ki galiyaan unke qadam se chaaron jaanib ho gaye noor ke saaye mere sarkar aaye mere sarkar aaye jo hai sab nabiyon ke rehbar, saare masiha, khalq ke rahbar jholi bharna kaam hai jinka aaj woh daata aae mere sarkar aaye mere sarkar aaye mushkil teri tal jaayegi, sookki kheti phal jaayegi daaee halima tere soye bhaag jagane aae mere sarkar aaye mere sarkar aaye mujh ko milaa paigam yeh mohsin duniya ko batla de mohsin jo hai nabi ka chaahne waala apne ghar ko sajaae mere sark...

Jashne Sub'he Bahara Manaenge Ham Lyrics / जश्न-ए सुबह-ए बहाराँ मनाएंगे हम

jashne subh-e-baharan manaenge ham ahlanwwa sahlan marhaba ahlanwwa sahlan marhaba ahlanwwa sahlan marhaba ahlanwwa sahlan marhaba sarkar ki aamad marhaba dildar ki aamad marhaba huzur ki aamad marhaba purnoor ki aamad marhaba dilbar ki aamad marhaba sarwar ki aamad marhaba ahlanwwa sahlan marhaba ahlanwwa sahlan marhaba ahlanwwa sahlan marhaba ahlanwwa sahlan marhaba ya nabi ya nabi ya nabi ya nabi marhaba marhaba marhaba marhaba jashne subh-e-baharan manaenge ham marhaba ki sadaein lagayenge ham ya nabi ya nabi marhaba marhaba sabz jhande gharon par lagayenge ham aur shaitan ko yun jalayenge ham marhaba ki sadaein lagayenge ham jashne subh-e-baharan manaenge ham ya nabi ya nabi marhaba marhaba ya nabi ya nabi marhaba marhaba jashn milad ka eid se kam nahin ghar mohhalle dukanein sajayenge ham marhaba ki sadaein lagayenge ham ...

Milade nabi ka hai Ye eid hamari hai Lyrics / मिलाद-ए-नबी का है ये ईद हमारी है

milad-e-nabi ka hai ye eid hamari hai milad-e-nabi ka hai ye eid hamari hai ye eid hamari eid hamari eid hamari hai aaqa ka yaum-e-wiladat hai ye eid hamari hai ye din to khuda ki rehmat hai ye eid hamari hai kyun ghar na sajayein ham apne pyare aaqa ki aamad hai ye khushiyan hamari daulat hein ye eid hamari hai aaqa ka yaum-e-wiladat hai ye eid hamari hai har zarra donon aalam ka masroof duroodon mein har lab pe unki mid'hat hai ye eid hamari hai aaqa ka yaum-e-wiladat hai ye eid hamari hai jazbon ki shehnai gunji ye jashne wiladat hai ye meri qaum ki izzat hai ye eid hamari hai aaqa ka yaum-e-wiladat hai ye eid hamari hai gar ishk-e-nabi ka dawa hai milad manao tum ye ishk-e-nabi ki alamat hai ye eid hamari hai aaqa ka yaum-e-wiladat hai ye eid hamari hai ham kaise munawwar hote yahaan palkon pe bithaata kaun ye sab aaqa ki badolat hai ye eid hamari hai ...

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Naat-Khwaan: Gulam Mustafa Qadri sikka chalega amena ka laal ka sikka chalega amena ka laal ka purnoor hai zamana subh-e-shabe wilaadat parda utha hai kiska subh-e-shabe wilaadat fasle bahaar aayi shakle nigaar aayi gulzaar hai zamaana subh-e-shabe wilaadat dil jagmaga rahe hein qismat chamak uthi hai faila naya ujaala subh-e-shabe wilaadat roohul ameen ne gaada kaabe ki chhat pe janda ta-arsh uda farera subh-e-shabe wilaadat baanta hai do jahan mein tune ziya ka baada dede hasan ka hissa subh-e-shabe wilaadat aayi nayi hukumat sikka naya chalega aalam ne rang badla subh-e-shabe wilaadat sikka chalega amena ka laal ka sikka chalega amena ka laal ka subh taybaah mein hui bant-ta hai baada noor ka sadqa lene...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Pandra so Sala Jashne Wiladat Lyrics / पन्द्रह-सौ साला जश्न-ए-विलादत

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Peshe Haq Mujda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics / पेश-ए-हक़ मुज़्दा शफ़ा'अत का सुनाते जाएंगे

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ