Falak ke nazaaron, Zameen ki bahaaron, Huzur aa gaye hain Lyrics || फलक के नज़ारों , ज़मीं की बहारों , हुज़ूर आ गए हैं
Roman(ENG):
Falak ke Nazaaron Zameen ki Baharon
Sab Eiden manaao Huzur aa gaye hein
Utho gham ke maaron Chalo be-Saharon
Khabar Ye Sunaao Huzur aa gaye hein
Anokha niralaa Wo Zee-Shan aaya
Wo Saare Rasoolon ka Sultan aaya
Are Kaj Kulaao Are Badshaahon
Nigaahein jukaao Huzur aa gaye hein
Huzur aa gaye hein Huzur aa gaye hein
Hua Char-Su Rehmaton ka Basera
Ujaala Ujaala Sawera Sawera
Haleema ko pahunchi khabar Aamena ki
Mere Ghar mein aao Huzur aa gaye hein
Huzur aa gaye hain Huzur aa gaye hain
Hawaaon mein Jazbat hein Marhaba ki
Fazaaon mein Nagmaat Salle ala ki
Durudon ke Gajre Salaamon ke Tohfe
Gulaamon Sajaao Huzur aa gaye hein
Huzur aa gaye hein Huzur aa gaye hein
Sama hai Sanaa-e-Habeebe Khuda ka
Ye Milaad hai Sarware Ambiya ka
Nabi ke Gadaaon sab ek dusre ko
Gale se lagao Huzur aa gaye hain
Huzur aa gaye hain Huzur aa gaye hain
हिंदी(HINDI):
हुज़ूर आ गए हैं हुज़ूर आ गए हैं
फलक के नज़ारों , ज़मीं की बहारों
सब ईदें मनाओ हुज़ूर आ गए हैं
उठो गम के मारों , चलो बे सहारों
खबर ये सुनाओ हुज़ूर आ गए हें
अनोखा निराला वो ज़ी-शान आया
वो सारे रसूलों को सुलतान आया
अरे कज कुलाओ अरे बादशाहों
निगाहें जुकाओ हुज़ूर आ गए हैं
हुज़ूर आ गए हैं हुज़ूर आ गए हैं
हुआ चारसू रहमतों का बसेरा
उजाला उजाला सवेरा सवेरा
हलीमा को पहुंची खबर आमेना की
मेरे घर में आओ हुज़ूर आ गए हैं
हुज़ूर आ गए हैं हुज़ूर आ गए हैं
हवाओं में जज़्बात है मरहबा की
फ़ज़ाओं में नगमात सल्ले अला की
दुरुदों के गजरे सलामों के तोहफे
गुलामों सजाओ हुज़ूर आ गए हैं
हुज़ूर आ गए हैं हुज़ूर आ गए हैं
समां है सना-इ-हबीबे खुदा का
ये मिलाद है सरवरे अम्बिया का
नबी के गदाओं सब एक दूसरे को
गले से लगाओ हुज़ूर आ गए हैं
हुज़ूर आ गए हैं हुज़ूर आ गए हैं
More Miladunnabi Naat Lyrics:
- Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale Lyrics || Muhammad Khubaib Qadri
- Duniya ka Sabse bada Jashn manaaeinge Ham Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)
- Aashikane Mustafa ko Eide Miladunnabi Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)
- Tera Khawan Mein Tere Geet gawan Ya Rasulallah Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)
- Ham Apne Nabi Paak se yun Pyar karenge Lyrics || Hafiz Tahir Qadri || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)
Comments
Post a Comment