MiladunNabi ka Jashn hai Lyrics || Ahmed Raza Qadri
Sare Nabiyon mein hai Jinki Shan juda
Unpe bheje Har Dam Duroodo Salam Khuda
Assalamu Alayk Ya Rasulallah...
Assalamu Alayk Ya Habibi Ya Nabiyallah
Ya Rasulallah...
MiladunNabi ka Jashna hai MiladunNabi ka Jashn hai
MiladunNabi ka Jashna hai MiladunNabi ka Jashn hai
Sarware Ambiya Rahmate Kibriya
Unki Khushbu se Mehke hein Dono Jahan
Jo hai Noore Khuda... Nabi Nabi Nabi Nabi
Khatamul Ambiya...
Jinki Khatir Khuda ne Banaye Jahan
Chhat gayi Jinki Aamad se Kali Ghata
MiladunNabi ka Jashna hai MiladunNabi ka Jashn hai
MiladunNabi ka Jashna hai MiladunNabi ka Jashn hai
Muskurane Lage Aaj Shamso Kamar
Noori Noori Fiza Khil uthe bahro bar
Gosha-e-Aamina fir Munawwar hua
Chaaron Janib Zamane mein Gunji sada
Aaye Noore Khuda Aaye Khairul Wara
Diwano Diwano Diwano Jhumo Jhumo
Diwano Diwano Diwano Jhumo Jhumo
Chand Suraj Zameen ko Sajaya gaya
Jinki Khatir Zamana Banaya gaya
Taaj Mehraj ka Nabi Nabi Nabi Nabi
Jinke Mathe Saja...
Taaj Mehraj ka Jinke Mathe Saja
Har Zuban ne kaha Marhaba Marhaba
Tajdare Haram Shahkare Khuda
MiladunNabi ka Jashna hai MiladunNabi ka Jashn hai
MiladunNabi ka Jashna hai MiladunNabi ka Jashn hai
Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba
Mein Gulame Gulamane Khairul Bashar
Mein Gada Wo Sakhi Mere Charagar
Aastane Nabi se Mila Jo Mila
Na Kisi Aur Dar ka Sawali hua
Jo bhi Manga Nabi ne ata kar diya

Sohne Nabi aaye Pyare Nabi aaye
Pyare Nabi aaye Aaye aaye aaye aaye
Jo Dare Mustafa ka Gada ho gaya
Martabe mein Wo Sabse Jhuda ho gaya
Koi Mansoor to Koi behlol hai
Koi Khwaja Koi Daata Hajwer hai
Koi Hassan to Koi Ahmed Raza

Jashne Milad Dil se Manate raho
Ghar Mohalle ko Bacchon Sajate raho
Eid hai Ye Badhi Aur Har Eid se
Khub Jazbe se Qatib Manaye Ise
Lab pe Naate Nabi Dil mein Ishke Shaha

Comments
Post a Comment