Jashne Sub-he Baharaa Manaaenge Ham Lyrics || Owais Raza Qadri


Ahlanwwa Sahlan Marhaba Ahlanwwa Sahlan Marhaba
Ahlanwwa Sahlan Marhaba Ahlanwwa Sahlan Marhaba

Sarkar ki Aamad Marhaba Dildar ki Aamad Marhaba
Huzur ki Aamad Marhaba Purnoor ki Aamad Marhaba
Dilbar ki Aamaad Marhaba Sarwar ki Aamda Marhaba

Ahlanwwa Sahlan Marhaba Ahlanwwa Sahlan Marhaba
Ahlanwwa Sahlan Marhaba Ahlanwwa Sahlan Marhaba

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba

Jashne Sub-he Baharan Manaaenge Ham
Marhaba ki Sadaein Lagayeinge Ham





Ya Nabi Ya Nabi Marhaba Marhaba

Sabz Jhande Gharon par Lagayeinge Ham
Aur Shaitan ko Yun Jalayeinge Ham
Marhaba ki Sadaein Lagayeinge Ham

Jashne Sub'he Baharan Manayenge Ham

Ya Nabi Ya Nabi Marhaba Marhaba
Ya Nabi Ya Nabi Marhaba Marhaba

Jashn Milad ka Eid se Kam nahin
Ghar Mohalle Dukanein Sajayenge Ham
Marhaba ki Sadaein Lagayeinge Ham

Jashne Sub'he Baharan Manayenge Ham

Sarkar ki Aamad Marhaba Dildar ki Aamad Marhaba
Huzur ki Aamad Marhaba Purnoor ki Aamad Marhaba
Dilbar ki Aamaad Marhaba Sarwar ki Aamda Marhaba

Ahlanwwa Sahlan Marhaba Ahlanwwa Sahlan Marhaba

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba

Koi Jal Jal ke ho Khak hota rahe
Unki Aamad ki Dhoomein Machaenge Ham
Marhaba ki Sadaein Lagayeinge Ham

Jashne Sub'he Baharan Manayenge Ham

Ya Nabi Ya Nabi Marhaba Marhaba
Ya Nabi Ya Nabi Marhaba Marhaba

Bazme Milad mein Jhumte Jhumte
Apne Hathon ko Parcham banayenge Ham
Marhaba ki Sadaein Lagayeinge Ham

Jashne Sub'he Baharan Manayenge Ham

Sarkar ki Aamad Marhaba Dildar ki Aamad Marhaba
Huzur ki Aamad Marhaba Purnoor ki Aamad Marhaba
Dilbar ki Aamaad Marhaba Sarwar ki Aamda Marhaba

Ahlanwwa Sahlan Marhaba Ahlanwwa Sahlan Marhaba

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba

Aashiqon ki to gutti mein hai Barwih
Apne Bacchon ko bhi Ye Sikhayenge Ham
Marhaba ki Sadaein Lagayeinge Ham

Jashne Sub'he Baharan Manayenge Ham

Ya Nabi Ya Nabi Marhaba Marhaba
Ya Nabi Ya Nabi Marhaba Marhaba

Naat Padhna Ubaid Apni aadat rahi
Naat Padhte hi Jannat mein Jayenge Ham
Marhaba ki Sadaein Lagayeinge Ham

Jashne Sub'he Baharan Manayenge Ham

Sarkar ki Aamad Marhaba Dildar ki Aamad Marhaba
Huzur ki Aamad Marhaba Purnoor ki Aamad Marhaba
Dilbar ki Aamaad Marhaba Sarwar ki Aamda Marhaba

Ahlanwwa Sahlan Marhaba Ahlanwwa Sahlan Marhaba

Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi
Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu