Posts

Showing posts with the label islamic lyrics

Mere nabi hein lajawab Lyrics / मेरे नबी हैं लाजवाब

mere nabi hein lajawab lajawab lajawab mere nabi hein lajawab nabiyon mai gulaab hein rashk-e-mahtaab hein rab ka intekhaab hein mere mere nabi mere nabi lajawab hein mere nabi lajawab hein tukde hue jo chaand ke ji shaan ho gaye duniya ke science daan bhi hairaan ho gaye mere nabi lajawab hein mere nabi lajawab hein yaqoot mai heeron me sitaaron ki chamak mai us chehre ke jaisa koi chehra na milega duniya ke kisi kone mai tum dhoondh lo ja kar koi mere sarkar ke jaisa na milega mere nabi lajawab hein mere nabi lajawab hein mehboob hein kya salle ala naam-e-muhammad aankhon ki jiya dil ki jila naam-e-muhammad ye naam koi kaam bigadne nahi deta bigde bhi bana deta hein ye naam-e-muhammad mere nabi lajawab hein mere nabi lajawab hein pusht pe unki mohr-e-nabuwwat khatm hui hein unpe risaalat har ummat ko unka waseela mahshar mai kaam aayega kya hein haqeeqat mere nabi ki kaun samajh ...

Nabiyon mein Sabse Afzal Rutba Mere Nabi ka Lyrics / नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का

Image
nabiyon mein sabse afzal rutba mere nabi ka - English nabiyon mein sabse afzal rutba mere nabi ka quraan hai mukammal chehra mere nabi ka utra nahin zameen par saaya mere nabi ka allah ka hai jalwa jalwa mere nabi ka nabiyon mein sabse afzal rutba mere nabi ka allah ki kasam wo taqdeer ke dhani hein jo log dekh aaye roza mere nabi ka nabiyon mein sabse afzal rutba mere nabi ka sarkaare do jahaan ka ye khaas mojaza hai kankar bhi pad rahe hein kalma mere nabi ka nabiyon mein sabse afzal rutba mere nabi ka ho jayein lakh paida islaam ke mukhaalif chalta rahe ga yun hi sikka mere nabi ka nabiyon mein sabse afzal rutba mere nabi ka kami karo na salaamo salaat mein wo khubiyaan hein sarware aalam ki zaat mein quraan utra pyare nabi ki sifaat mein haq ne na banaya aapsa jab kaaynat mein saari khudaai de di muhammad ke haath mein nabiyon mein sabse afzal rutba mere nabi ka muhammad mustafa allah...

Jaam ulfat ka pila do Ya Rasool Lyrics / जाम उल्फ़त का पिला दो या रसूल

jaam ulfat ka pila do ya rasool - English jaam ulfat ka pila do ya rasool apna divana bana do ya rasool meri kismat ko jaga do ya rasool ek jhalak apni dikha do ya rasool khvab mein tashrif laakar ek baar bhik ka sharbat pila do ya rasool aa gaya bimaar ae mere tabeeb do shifa-e-kaamila do ya rasool umar bhar teri sana khvani karun har rukawat ko hata do ya rasool bakhsh dega har khata meri khuda tum zara lab ko hila do ya rasool chaand ko ungli se mahde paak mein jis taraf chaho jhuka do ya rasool sue mil jaaye andhera bhi ho zar tum jo aa kar muskura do ya rasool abu jahal ke haath mein kankar se bhi chaho to kalma padha do ya rasool kar nahi sakta sana teri ubaid do salika-e-sana do ya rasool wo kabhi bhi uth nahi sakta jise tum nigahon se gira do ya rasool जाम उल्फ़त का पिला दो या रसूल - Hindi जाम उल्फ़त का पिला दो या रसूल अपना दीवाना बना दो या रसूल मेरी किस्मत को जगा दो या ...

Aye Sabz gumbad wale Manzur Dua karna Lyrics / ऐ सब्ज़ गुम्बद वाले! मंज़ूर दुआ करना

aye sabz gumbad wale! manzur dua karna aye sabz gumbad wale! manzur dua karna jab waqt-e-naz'a aaye deedar 'ata karna aye noor-e-khuda! aa kar ankhon mein sama jaana ya dar pe bula lena, ya khwaab mein aa jana aye parda nashin dil ke parde mein raha karna jab waqt-e-naz'a aaye deedar 'ata karna aye sabz gumbad wale! manzur dua karna jab waqt-e-naz'a aaye deedar 'ata karna main qabr andheri mein gabraaunga jab tanha imdaad meri karne aa jana mere aaqa! roshan meri turbat ko aye noor-e-khuda karna jab waqte naz'a aaye deedar 'ata karna aye sabz gumbad wale! manzur dua karna jab waqt-e-naz'a aaye deedar 'ata karna mujrim hun jahaan bhar ka maheshar mein bharam rakhna ruswa-e-zamaana hun daaman mein chhupa lena maqbool ye arz meri lillah zara karna jab waqt-e-naz'a aaye deedar 'ata karna aye sabz gumbad wale! manzur dua karna jab waqt-e-naz'a aaye deedar 'ata karna chehre se ziya paayi in ...

Aaqa Madina wada Aap batao kyare bolawsho Lyrics / આકા મદીના વાડા આપ બતાવો ક્યારે બોલાવશો

aaqa madina wada aap batao kyare bolawsho aaqa madina wada aap batao kyare bolawsho aaqa kyare bolawsho taiba ni yaad maan dildu tadpe chhe kyare jodawsho aaqa kyare jodawsho aaqa madina wada aap batao kyare bolawsho aaqa kyare bolawsho lilu lilu gumbad ne soneri jaali mimbar ne dwaar wacche swarge ni kedi aavi ja jowa evun kyare sambhdaawsho kyare bolawsho aaqa kyare bolawsho aaqa madina wada aap batao kyare bolawsho aaqa kyare bolawsho mara jiwan maan ajwaada aapo aapna prem ni jyot jalaawo raat prabhat mari kyare banaawsho kyare bolawsho aaqa kyare bolawsho aaqa madina wada aap batao kyare bolawsho aaqa kyare bolawsho dhak dhak haday kare maathe sakraat chhe marva tayyar chhun bas aapni ja waat chhe aavi ne kalmun mane kyare padaawsho kyare bolawsho aaqa kyare bolawsho aaqa madina wada aap batao kyare bolawsho aaqa kyare bolawsho pavan hanarao thi jyare madyo chhun jani madina ni waato manma radyo chhun mahemaan tyano mane kyare...

Dil lagi kaam na aayegi Ishqo Dil ke Lagi Chahiye Lyrics / दिल-लगी काम न आएगी इश्क़-ओ-दिल की लगी चाहिए

dil-lagi kaam na aaegi isq-o-dil ki lagi chahiye Naat-Khwaan: Nisar Ahmad Marfani dil-lagi kaam na aaegi isq-o-dil ki lagi chahiye naat kehni ho gar aapko dil mein ishq-e-nabi chahiye teri daulat na kaam aaegi teri shohrat na kaam aaeegi apni hasti ko karde fana gar sanad jannati chahiye naat kehni ho gar aapko dil mein ishq-e-nabi chahiye hum khataakar hein aye khuda! tu hamari khata bakhsh de ishq-e-ahmad mein jo ho basar ham ko wo zindagi chahiye naat kehni ho gar aapko dil mein ishq-e-nabi chahiye deed ho jaaegi aapke chashm-e-tar ki tamanna hai ye warna diwaane ki aankh ko kyun bhala roshni chahiye naat kehni ho gar aapko dil mein ishq-e-nabi chahiye dam nikal jaaye to gham nahin bas faraaz apni hai iltija jis gadi maut aaye hamein khaak-e-shehr-e-nabi chahiye naat kehni ho gar aapko dil mein ishq-e-nabi chahiye दिल-लगी काम न आएगी इश्क़-ओ-दिल की लगी चाहिए दिल-लगी काम न आएगी इश्क़-ओ-दिल की लगी चाहिए नात कहनी हो गर आपको दिल...

Hazir hai Dare Daulat pe Gada, Sarkar Tawajjoh farmain Lyrics / हाज़िर है दरे दौलत पे गदा, सरकार तवज्जोह फरमाएं

Naat-Khwan: Owais Raza Qadri Asif Attari Arif Attari haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaaein haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaaein mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaaein main kab aane ke qaabil tha, rahmat ne yahaan tak pahunchaya sarkaar pe tan-man-jaan fida, sarkaar tawajjoh farmaaein aansu aansu hein fariyaadi, aur 'arz-e-karam hichki-hichki dhadkan-dhadkan deti hai sada, sarkar tawajjoh farmaaein ek main hi nahin puri ummat, sari duniya sari khalqat takti hai rasta rahmat ka, sarkaar tawajjoh farmaaein Same Lyrics with different styles: haazir hai dar-e-daulat pe gada, sarkaar tawajjoh farmaaein mohtaj-e-nazar hai haal mera, sarkaar tawajjoh farmaaein ...

Mera Dil tadap raha hai Mera Jal raha hai Seena Lyrics / मेरा दिल तड़प रहा है, मेरा जल रहा है सीना

mera dil tadap raha hai mera jal raha hai sina mera dil tadap raha hai mera jal raha hai sina ke dawa wahin milegi mujhe le chalo madina nahin maal-o-zar to kya hai, main garib hun yahi naa mere ishq mujhko le chal, tu hi jaanib-e-madina mera dil tadap raha hai mera jal raha hai sina ke dawa wahin milegi mujhe le chalo madina deedar-e-mustafa ko, aankhein taras rahi hein dushwaar ho gaya hai, unke bagair jina madina mera dil tadap raha hai mera jal raha hai sina ke dawa wahin milegi mujhe le chalo madina tasweer-e-mustafa jo nazar aa rahi hai dil mein main sochta hun dil mein, mera dil hai ya madina mera dil tadap raha hai mera jal raha hai sina ke dawa wahin milegi mujhe le chalo madina mujhe gardishon na chhedo, mera hai koi jahaan mein main abhi pukaar lunga, nahin door hai madina mera dil tadap raha hai mera jal raha hai sina ke dawa wahin milegi mujhe le chalo madina shab-o-roz badh raha hai, meri tishnagi ka aalam ye pyaas kab bujegi, mere saak...

Ye Naara hamari Jaan Ya Rasulallah Lyrics / ये नारा हमारी जान या रसूलअल्लाह

ye naara hamari jaan ya rasulallah ya rasulallah ya habiballah ya rasulallah ya habiballah ye naara hamari jaan ye naara hamari shan ye hai apni pahechan ham sab is par qurbaan naara e risalat ya rasulallah ya rasulallah ya habiballah ya rasulallah ya habiballah darde dil ki dawa is naare se hai lamaraz ko shifa is naare se hai apne jiwan ki sab khushiyan naara e rasulallah se hai ye naara hamari jaan ye naara hamari shan ye hai apni pahechan ham sab is par qurbaan naara e risalat ya rasulallah..... ya rasulallah ya habiballah ya rasulallah ya habiballah magfirat aafiyat ma'refat ka payam bekason bebason ke liye hai inaam is naara e paak ki barkat se paya hai hamne uncha makam ye naara hamari jaan ye naara hamari shan ye hai apni pahechan ham sab is par qurbaan naara e risalat ya rasulallah..... ya rasulallah ya habiballah ya rasulallah ya ...

Zaban se kya Main kahu Aap se chhupa kya hai Lyrics / ज़बां से क्या में कहूं, आप से छुपा क्या है

zabaan se kya main kahun, aap se chhupa kya hai zabaan se kya main kahun, aap se chhupa kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai nabi ke ishq ki lazzat bilaal se puchho bilaal jante hen ishq-e-mustafa kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya main kahun kaha khuda ne sar-e-hashr bakhsh di ummat mere habeeb bata aur chahta kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya main kahun gale men dekha jo patta teri gulaami ka kaha nakeeron ne ab is se puchhna kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya main kahun mere huzur ko khud jaisa bolne waale tum unki zaat ke baare men janta kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya main kahun wo kya bataega quraan ke rumuuz bhala jise pata hi nahin shan-e-mustafa kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya...

Zahe muqaddar Huzoor-e-Haq se Lyrics / ज़हे मुक़द्दर हज़ूर-ए-हक़ से

zah-e-muqaddar huzoor-e-haq se zah-e-muqaddar huzoor-e-haq se salaam aaya payam aaya jukao nazrein bichhao palken adab ka aala makam aaya ye kaun sar pe kafan lapete chala hai ulfat ke raaste par farishte hairat se tak rahe hein ye kaun zi-ahteram aaya faza mein labbaik ki sadaaein sa farsh ta arsh gunjati hein har ek qurbaan ho raha hai zabaan pe ye kis ka naam aaya ye raah-e-haq hai sambhal ke chalna yahaan hai manzil qadam qadam par pahunchana dar par to kahena aaqa! salaam lijiye ghulam aaya ye kahena aaqa! bahot se aashiq tadapte se chhod aaya hun mein bulaawe ke muntazir hein lekin na sub'ha aaya na sham aaya dua jo nikli thi dil se aakhir palat ke maqbool ho ke aayi wo jazba jis mein tadap thi sachi wo jazba aakhir ko kaam aaya khuda tera hafiz-o-nigaheban oh rahe bat'ha ke jaane wale! naweed-e-sad imbisat ban kar payam-e-darud-o-salam aaya ...

Muhammad muhammad madina madina Lyrics / मुहम्मद मुहम्मद मदीना मदीना / محمد محمد مدینہ مدینہ

muhammad muhammad madina madina dikhade ilahi wo pyara madina ilahi bana de madina ye sina mein mar jaaun mere kafan pe ye likhna muhammad muhammad madina madina chali jis taraf se nabi ki sawaari shajar ne hajar ne di jhuk kar salaami sabhi kar rahe hain nabi ki gulaami nabi ne sikhaya har ek shai ko jeena muhammad muhammad madina madina khade hain sawaali dare mustafa par wahan koi aala na koi tawangar chalo aao maange habeeb-e-khuda se ke haathon mein hai jiske sara khazeena muhammad muhammad madina madina bula lo madine mein aaqa bula lo gira ja raha hoon sambhaalo sambhaalo khataakar hoon mujhko aaqa nibhaalo laga do mera paar aaqa safeena muhammad muhammad madina madina kiya jab bhi karte the aaqa ibaadat to quraan karta tha unki tilaawat ye aisa khuda ki qasam mojza hai mila inke sadqe se bakhshish ka zeena muhammad muhammad madina madina ye aankhon ka rona ye dil ka tadapna tasawwur mein aaqa ke dar se lipatna dare mustafa par kahunga main j...

Mera to sab kuchh Mera Nabi hai Lyrics / मेरा तो सब कुछ मेरा नबी है

mera toh sab kuchh mera nabi hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri nabi ke chahne walon ka hai yahi naara mera toh sab kuchh mera nabi hai kalma padhaya mere nabi ne muslim banaya mere nabi ne haq pe chalaya mere nabi ne quraan sikhaya mere nabi ne rabb se milaya mere nabi ne mera toh sab kuchh mera nabi hai allah allah allah allah allah allah allah wo meri jaan meri zindagi hai mera to sab kuchh mera nabi hai unhi se hasil har ek khushi hai mera to sab kuchh mera nabi hai mera to sab kuchh mera nabi hai kalma padhaya mere nabi ne muslim banaya mere nabi ne haq pe chalaya mere nabi ne quraan sikhaya mere nabi ne rabb se milaya mere nabi ne mera to sab kuchh mera nabi hai allah allah allah allah allah allah allah gamon mein roka unhe pukara dukhon ne ghera unhe pukara hamesha unse bala tali hai mera toh sab kuchh mera nabi hai mera to sab kuchh mera nabi hai kalma padhaya mere ...

Meetha Meetha hai Mere Muhammad ka naam Lyrics / मीठा मीठा है मेरे मुहम्मद का नाम

meetha meetha hai mere muhammad ka naam meetha meetha hai mere muhammad ka naam unpe lakhon karodon duroodo salam jisne aake sawara hai darain ko jiski rahmat ne dhanpa hai kaunain ko jiske dam se hi ye ronakein hein tamam unpe lakhon karodon duroodo salam wohi hasani husaini chaman ke hein phul noore maula ali jaane zohra batool jiske nana rasoole khuda zi maqam unpe lakhon karodon duroodo salam waqt laye khuda jaayen darbar par aur khade ho ke roza e sarkar par pesh mil kar karen hum duroodo salam unpe lakhon karodon duroodo salam मीठा मीठा है मेरे मुहम्मद का नाम मीठा मीठा है मेरे मुहम्मद का नाम उनपे लाखों करोड़ों दुरूदो सलाम जिसने आके सँवारा है दरैन को जिसकी रहमत ने ढँप लिया कौनेन को जिसके दम से ही ये रौनकें हैं तमाम उनपे लाखों करोड़ों दुरूदो सलाम वही हसनी हुसैनी चमन के हैं फूल नूर-ए मौला अली जान-ए ज़हरा ब...

मैं सो जाऊँ या मुस्तफ़ा कहते कहते / میں سو جاؤں یا مصطفی کہتے کہتے / Main so jaun ya mustafa kehte kehte Lyrics

main so jaun ya mustafa kehte kehte main so jaun ya mustafa kehte kehte khule aankh salle ala kehte kehte habib-e-khuda ka nazaara karun main dilo jaan un par nisara karun main main so jaun ya mustafa kehte kehte mujhe apni rahmat se tu apna karle siwa tere sab se kinaara karun main main so jaun ya mustafa kehte kehte khudaara ab aao ke dam hai labon par dam-e-waapsi to nazaara karun main main so jaun ya mustafa kehte kehte mujhe haath aaye agar taaj-e-shaahi teri kafsh-e-paa par nisara karun main main so jaun ya mustafa kehte kehte tera zikr lab par khuda dil ke andar yunhi zindagani guzaara karun main main so jaun ya mustafa kehte kehte dam-e-waapsi tak tere geet gaaun muhammad mumajjid pukaara karun main main so jaun ya mustafa kehte kehte tere dar ke hote kahaan jaun pyaare kahaan apna daaman pasaara karun main main so jaun ya mu...

क्या ख़बर क्या सज़ा मुझको मिलती / کیا خبر کیا سزا مجھ کو ملتی / Kya khabar kya saza mujko milti Lyrics

kya khabar kya saza mujko milti kya khabar kya saza mujko milti mere aqa ne izzat bachali farde isyaan meri mujse le kar kaali kamli mein apni chhupali wo ata par ata karne wale aur ham bhi nahin talne wale jaisi dewdi hai waise bhikhari jaisa data hai waise sawali main gada hun magar kiske dar ka wo jo sultan-e-kauno makan hain ye gulaami badi mustanad hai mere sar par hai taaj-e-bilaali mein madine se kya aa gaya hun zindagi jaise bujh si gayi hai ghar ke andar faza suni suni ghar ke bahar sama khaali khaali meri umr-e-raavan bas thahar jaa ab safar ki zarurat nahi hai unke kadmon mein meri zameen hai aur haathon mein roze ki jaali main faqat naam lewa hun unka unki tauseef mein kya karunga main na iqbal khusru na sa'di main na kudsi jaami na haali kya khabar kya saza mujko milti mere aqa ne izzat bachali farde i...

Madine ka Safar hai aur Main Namdeeda Namdeeda Lyrics / मदीने का सफ़र है और मैं नमदीदा नमदीदा

Image
madine ka safar hai aur main namdeeda namdeeda madine ka safar hai aur mein namdeeda namdeeda zabeen afsurda afsurda kadam lagzida lagzida chala hun ek mujrim ki tarha mein janib-e-taiba nazar sharminda sharminda badan larzida larzida kisi ke hath ne mujko sahara de diya warna kaha mein aur kaha ye raste pechida pechida kaha mein aur kaha us roza-e-akdas ka nazara nazar us simt uthti hai magar duzdida duzdida gulamane muhammad dur se pahechane jaate hain dil-e-girwida girwida sar-e-shorida shorida madine jaake hum samjhe taqaddus kisko kehte hain hawa pakiza pakiza faza sanjida sanjida basarat kho gayi lekin basirat to salamat hai madina humne dekha hai magar na deeda na deeda wohi iqbal jisko naaz tha kal khush-mijazi par firāq-e-taiba mein rehta hai ab ranjeeda ranjeeda madine ka safar hai aur mein namdeeda namdeeda zabeen afsurda afsurda kadam lagzi...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Imdad kun Imdad kun Lyrics | Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन | या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा